y: Jaimin141 In: Shayari SMS
kaunsa jakhm tha jo taaza na tha,
gum itne bhi honge andaza na tha,
unki jheel si aankho ka kya kasur
dubne walo ko hi gehrai ka andaza na tha.
Kisi Ke Jane Se Saanse
Kabi Rukti Nahi, Kisi Ke
Na Laut Aane Se Zndgi
Kabi Thamti Nahi, Khwaaish
Har Waqt Rehti Hai Dilme
Use Paane Ki Par, Har Khwaaish
Puri Ho Ye Bhi Zaruri Nahi..!
Ansu na hote to ankhe itni khubsurt na hoti,
dard na hota to khushi ki keemat na hoti,
agar mil jata koi chahne se
to dunia mein upparwale ki jarurt na hoti.
दुश्मन भी पेश...
दुश्मन भी पेश आए हैं दिलदार की तरह;
नफरत मिली है उनसे मुझे प्यार की तरह;
कैसे मिलेंगे चाहने वाले बताईये;
दुनिया खड़ी है राह में दीवार की तरह;
वो बेवफ़ाई करके भी शर्मिंदा ना हुए;
सूली पे हम चढ़े हैं गुनहगार की तरह;
तूफ़ान में मुझ को छोड़ कर वो लोग चल दिए;
साहिल पर थे जो साथ में पतवार की तरह;
चेहरे पर हादसों ने लिखीं वो इबारतें;
पढ़ने लगा हर कोई मुझे अख़बार की तरह;
दुश्मन भी हो गए हैं मसीहा सिफ़त जमाल;
मिलते हैं टूट कर वो गले यार की तरह।
Aap ki yaad me sab kuch bhulaye baithe hain,
Chiraag khushiyon ke bujhaye baithe hain...
Hum to marenge aap ki baahon mein,
Yeh bhi maut se shart lagaye baithe hain.
Ban K Jo Dhadkan Dil Ke
Karib Aate Hai, Ek Ek
Lamha Jinki Yaad Me Bitate
Hai, Aansu Nikalte Hai
Jab Wo Yaad Aate Hai,
Jaan Chali Jati Hai Jab
Wo Ruth Jate Hai.
Ada Unki thi or diwane hum bane,
Wafa wo na kar sake or bewafa hum bane,
Yu to hazaro they bheed me, Shukria unka,
Jo unki nazron ka nishana hum bane...
दर्द के फूल भी खिलते हैं बिखर जाते हैं
ज़ख़्म कैसे भी हों कुछ रोज़ में भर जाते हैं
रास्ता रोके खड़ी है यही उलझन कब से
कोई पूछे तो कहें क्या कि किधर जाते हैं
- जावेद अख़्तर
#HindiPride
Hum wo ishq hain jo dil bankar dhadakte hai,
Hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain,
Humse pyar na karna e-zalim
Hum vo dard hain jo ankho se chalakte h.
Hum Kaise Bataaye Ab Aapko Apni Bebasi,
Kyu Aapko Apne Dil Mein Basa Nahi Sakte,
Kyonki Jiski Yaadon Ke Sahaare Hum Zinda Hain,
Unki Yaadon Ko Hum Kabhi Bhula Nahi Sakte…
In Aankhon Se Din Raat Barsaat Hogi
Ager Zindagi Sirf Jazbaat Hogi..
Musafir Ho Tum bhi, Musafir Hain Hum Bhi
Kisi Mor Par Phir Mulaqaat Hogi
Sadaon Ko Ilfaaz Milne Na Payn
Na Badal Ghirain Na Barsaat Hogi
Chiraghon Ko Aankhon Mein Mehfoz Rakhna
Bari Door Tak Raat Hi Raat Hogi
Azal Se Abad Tak Safar Hi Safar Hai
Kahin Subha Hogi Kahin Raat Hogi