• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Mar Kar Tamanna Jeene Ki Kise Nhi Hoti, Ro Ke Khush Hone Ki Tamanna Kise Nhi Hoti, Keh Toh Diya K Jee Le Ge Aap Ke Bagair, Par Aap Jaise Humsafar Ki Tamanna Kise Nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jab Saher Chup Ho Hansa Lo Humko Jab Andhera Ho Jala Lo Humko Hum Haqiqat Mein Nazar Aate Hain Dastano Mein Chupa Lo Humko Din Na Pa Jaye Kahi Shab Ka Raj Subah Se Pehle Utha Lo Humko Hum Zamaane Ke Staye Hain Bahut Apne Seene Se Laga Lo Humko Waqt Ke Honth Hume Choo Lenge Ankahe Bol Mein Ga Lo Humko
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Ki Duniya Khali Hai Tab Se, Jab Se Tum Gaye Ho Sab Aane Se Darte Hain Yahan, Jab Se Tum Gaye Ho Sheeshe Mein Dekhta Hu Chehra Apna To Ro Deta Hu Kisi Ne Na Ponche Aansoo Jab Se Tum Gaye Ho..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Meri barbadi par tu koi malal na karna, bhul jana mera khyal na karna, hum teri khusi k liye kafan ODH lenge, pr tu meri laash se koi sawal na karna…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Unke intejaar ke maare hain hum, Bus unhi ki yaado ke sahare hain hum, Duniya jeet ke humein karna kya hain ab Jise duniya se jitna tha usi se hare h hum
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Meri Zindagi Ek Band Kitab Hai, Jise Aaj Tak Kisi Ne Khola Nahi, Jisne Khola Usne Padha Nahi, Jisne Padha Wo Samjha Nahi, Aur Jo Samaj Saka Wo Mila Nahi....
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Saans tham jati hy par jaan nhi jati Dard hota hy pr awaaz nhi ati Ajeeb loy hen is zamanay me Koi bhool nhi pata or ksi ko yaad nhi aati
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kisi Se Rishta Gehra Na Karna, Bhool Kar Bhi Adhure Sapne Na Sajana, Zindgi Me Kisi Se Dil Na Lagana, Kyu Ki Gehre Rishte Adhure Sapne Aur, Dil, Akser Toot Jate Hain….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kashti Behti Hain Kinare Ki Taalash Mein, Log Milte Hain Pyaar Ki Aas Mein, Hum Mil Nahi Sakte Aapse Magar Waqt To Bitate Hain Aapki Yad Mein.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Apne Aap Kpo Toh Hum Samjha Lenge, Magar Dil Mera Yeh Manta Hi Nahi, Humne Toh Dekhi Hai Bewafayi Aapki, Aap Bewafa Ho Dil Jaanta Hi Nahi….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mujhe tujhse koi shikwa ya shikayat nahi Shayad mere naseeb me teri chahat nahi Meri takdir likh kar Khuda bhi muqar gaya Maine pucha to bola ye meri likhawat nahi
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kheton mein kam karati hui ladakiyan jeth ke champai dhup ne jin ka sona badan surmai kar diya jin ko raton mein os aur pale ka bistar mile din ko suraj saron par jale ye hare laun mein sang-e-marmar ke benchon pe baithi hui un hansi muraton se kaheen khubasurat kaheen mukhtalif jin ke jude mein juhi ke kaliyan sajin jo gulab aur bele ke khushbu liye aur rangon ke hiddat se pagal phiren
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • "मुस्कान" की कोई कीमत नहीं होती, यह पाने वाले को ("खुशहाल") करती है, और देने वाले का कुछ भी घटता नहीं..!!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil ke karib hokr wo jab door ho Gaye, Haseen khwab mere choor choor ho gye Hamne wafa Nibhai to ruswaiyan mili, Wo bewafa hokar bhi mashoor ho gye
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • mere bina wo bhi yu tanha ho jaye, jaise manzil ke bina zindagi bewazah ho jaye, khuda bhi kare uske sath mazak ho aisa , ke meri mout ke bad use mohabbat mujhse bepanah ho jaye
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • *बहाना कोई भी ना मिल सका एतबार का*
    *किस्सा किसे सुनाऊं मैं दिल-ए-बेकरार का...ֆB:green_heart:*
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Fariyad Karne Par Rab Ne Sab Kuch Diya Par Hamne Na Isko Mahesus Kiya Shukr Guzar He Hum Rab K Jo Bina Mange Tere Jesa Dost Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Hasi Main Bhi Hota Hai Koi Ro Kar Samjhaye Ye Jaruri To Nahi, . . .Samajh Lena Chahiye Lafjo Ka Takaja, . . . Koi Dil Cheer Ke Dikhaye Ye Jaruri To Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kitabo m likha h " RULES TODNA MANA H " , Baago m likha h " PHOOL TODNA MANA H " , Sabse kimti hota h DIL , Phir kisi ne kyu nhi likha ki...... " DIL TODNA MANA H " .
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ab udaas hona bhi acha lagta hai; Kisi ka pass na hona bhi acha lagta hai. Main door reh kar b kisi ki yaadon me hun; Ye ehsaas hona b acha lagta hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS