• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Ilzaam unper koi aane na denge..... Bewafa bankar unhe jaane na denge...... Khud hi seh lenge sare dard..... per unhe kabhi sir jhukane na denge.....
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Itna Rulaya Kisi Ne MuskuranaBhul Gye Dil Toda K Dil Lgana Bhul Gye Dunia Ne Itne Fareb Diye RistoK Naam Pr Ab Kisiko Apna Bnana Bhul Gye...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kaash K Usay Chahnay Ka Arman Na Hota Main Hosh Main Hote Howay Anjaan Na Hota Yeh Pyaar Na Hota Kisi Patthar Dil Se Hamain Ya Koi Patthar Dil Insan Na Hota
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • महफ़िल ना सही, तन्हाई तो मिलती है; मिलें ना सही, जुदाई तो मिलती है; प्यार में कुछ नहीं मिलता; वफ़ा ना सही, बेवफ़ाई तो मिलती है।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kabhi hum tute to kabhi khwaab tute.... na jane kitne tukdo mein armaan tute... har tukda aaina hai zindagi ka..., har aaine ke sath laakhon jazbaat tute...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aaj Maine Unko Khafa Kar Diya, Aisa Laga Jaise Khuda Se Dagaa Kar Diya, Kaise Manuoo Unhe Sochta Rha Din Bhar, Aansuon Ne Bhi Saath Nibhne Se Manaa Kar Diya..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Koi Raat Mere Aashna, Mujhe Yun Bhi To Naseeb Ho Na Rahe Khayal Libaas Ka, Wo Itna Mere Qareeb Ho Badan Ki Garm Aanch Se Meri Aarzu Ko Aag De Mera Josh Behak Uthey, Mera Haal Bhi Ajeeb Ho Tere Chashni Wajood Ka Sara Ras Mein Chura Loon Phir Tu Hi Mera Marz Ho, Aur Tu Hi Mera Tabeeb Ho
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Chandni raat main jab sara jahan sota hai, Kisi ki yaad main koi badnaseeb rota hai, Ae Rabba kisi ko pyar pe fida na kar.. Aur kare to fir Kabhi juda na kar !!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Thak gaye hum unka intjar karte karte, Roye khuda se takrar karte karte. Par do labz unki juba se na nikle, Aur hum tut gaye ak tarfa pyar karte karte.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tha Jo Kabhi Saavarg Samaan, Aaj Nahi Raha Hai Woh Noor, Duniya Aa Rahi Hai Kareeb Par, Zindagi Jaa Rahi Hai Door, Rahe Na Rahe Hum, Aap Mat Rona, Mat Karna Koi Gham, Kah Rahe Hain Alvida, Samajh Lena Ki Hum The Majboor…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mujhe Bhulaye Kabhi Yaad Karke Roye Bhi Woh Apne Aap Ko Bikhraye Aur Piroye Bhi, Shumar Hum Na Huye Un Chamkne Walon Mein Badan Bhi Malte Rahe Roj Kapde Dhoye Bhi, Bahut Gubar Bhara Tha Dilon Mein Dono Ke Magar Woh Ek Hi Bistar Par Raat Siye Bhi,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mein uska raha,wo begani rahi, Meri nazron mein uska hi afsana raha.. Pyar uski bewafai pe aaya hamesha, Kuch aisa main pagal deewana raha..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mere Saath Tum Bhi Dua Karo Yun Kisi Ke Hak Mein Bura Na Ho Kahin Aur Ho Na Yeh Haadsa Koi Raaste Mein Khuda Na Ho Share Sham Thahri Huyi Jamee Jahaa Aasmaa Hai Jhuka Hua
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jinke dil par lgti h wo ankho se nhi rote jo apno k nhi huwe wo kisike nhi hote wqt ne mujhe aksar ye sikhaya he sapne tut jaue he par pure nhi hote.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • ♥Na Kabhi Bataya Ki Pyar Kitna Hain, ♥Na Kabhi Jataya Ki Dard Kitna Hain, ♥Bas Hame Aur Khuda Ko Ho Maloom, ♥Ki Aapse Milne Ka Intezar Kitna Hain.!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sukr Hai Khariyat Se Hun Sahab, Aapse Aur Kya Kahu Sahab, Ab Samjhne Laga Hu Labh Hani, Ab Kahan Woh Mujh Mein Junun Sahab, Hum Tumhe Yaad Karte Ro Lete, Do Khadi Milta Jo Sukun Sahab, Sham Bhi Dhal Rahi Hai Ghar Bhi Door Hai, Kitni Der Aur Main Ruku Sahab, Ab Jhukunga Toh Toot Jaaunga, Kaise Ab Aur Main Jhuku Sahab…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • *बहाना कोई भी ना मिल सका एतबार का*
    *किस्सा किसे सुनाऊं मैं दिल-ए-बेकरार का...ֆB:green_heart:*
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil ne jo chaha kabhi na paya, Juthi muskan me hamne har gam ko chhupaya, Har insan takdir ko Aazmata he, Ek ham he jise har baar takdir ne Aazmaya
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS