• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Woh Shayad Dilon Ko Dhadkane Nahin Denge, Gulon Se Mahkane Ka Hak Chheen Lenge, Hamare Dilon Ke Diye Bujh Chuke Hain, Hum Aankhon Ki Tahreer Kaise Padhenge, Hamare Badan Bhi Hamare Nahin Hain, Use Chhu Kar Mahsoosh Kaise Karenge, Lahu Ka Samander Hai Palko Ke Pichhe, Yeh Roshan Jajire Larjate Rahenge….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bahut Roya Tha Me Jab Mera Janam Hua Aur Hans Rahi Thi Ye Dunia.. Badla Lunga 1 Din Hasta Hua Chala Jaunga, Aur Royegi Ye Dunia!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dilke Sare Arman LeJate H Hmse Hamari Pehchan Le Jate H Bepanah Na Chahna Ksiko Qki Jaan Kehne Wale Hi Jaan Le Jate H >
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hum Bikhrate Hain Andhere Ki Tarah Dard Badhta Hai Roshni Ki Tarah Hum Mar Ke Tumhare Paas Aayenge Varna Humse Mil Jao Aadmi Ki Tarahhh
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hum Ne Unke Samne Ana Chod Diya Apni Chahat Ko Jatana Chod Diya Kyon Ki Jinki Hansi Pe Marte The Hum Unhone Hame Dekh Kar Muskurana Chod Dia.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pardes mein yaad jab teri ati he.. Dil rota he, ankh bhar ati he.. Kya gunah kiya tha hamne? Pardes mein yaad jab teri ati he..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • "कदर और इज़्ज़त करनी है, तो जीतेजी करो..." "क्योंकि अरथी उठाते वक़्त तो नफरत करने वाले भी रो पड़ते है..."
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Panchi keh rahe hai ki hum chaman chod denge, Aur sitare keh rahe hai ki hum gagan chod denge, Agar tere ishq mein mai mar bhi jau ae sanam, Tum dilse pukar lena hum kafan chod denge !!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Gum ki mujh par kuch aisi najar ho gayi Jab bhi hum hase ye aankhe nam ho gayi Hum roye bhi toh wo jaan naa sake…aur Wo udas b huye to hume khabar ho gayi
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kya Karoge Jaankar Hamaare Baare Mein, Hum Toh Bas Yun Hi Jiye Jaate Hain, Log Dete Ja Rahe Hain Gham Humko, Hum Toh Bas Unko Siye Jaate Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kya Wajah Hai Mere Darne ki, Ab to Khwaish Hai unki Yado Me Marne Ki, . Har pal Unhe Kyu Yaad Karta H Ye DiL, Jinhe Fursat hi Nahi Humse Baat Karne ki
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ishq ne insaan ko kya diya, Kavi kise katil bana diya, Do phool ka bojh na utha sakti thee Mumtaaz, Aur Shahjahan ne usspe Tajmahel bana diya…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Chahe Jane Ki Hasrat Kise Nahi Hoti, Magar Har Kisiki Aisi Kismat Nahi Hoti, Koi Ek Hota H Jo Sama Jata H Dilme, Har Kisi se Ye Mohabbat Nahi Hoti !
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • फ़िज़ा में महकती शाम हो तुम; प्यार में झलकता जाम हो तुम; सीने में छुपाए फिरते हैं हम यादें तुम्हारी; इसीलिए मेरी ज़िंदगी का दूसरा नाम हो तुम!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Unko apne haal ka hisaab kya dete sawaal sare galat the hum jawab kya dete Wo to lafzo ki hifazat bhi na kar sake phir unke haath me zindagi ki puri kitaab kya dete.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aapke intezaar main palkein bichhaye baithe hain. Na jaane kab aaoge tum, par aaoge ye ummeed lagaye baithe hain, Jab bhi tum aaoge dil par dastak zaroor hogi humare Bas isi ke intezaar me dhadkane thaame baithe hain.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • इन आँखो मे आंसू आये न होते
    अगर वो पीछे मुडकर मुस्कुराये न होते
    उनके जाने के बाद बस येही गम रहेगा
    कि काश वो हमारी जिंदगी मे दूबारा आये न होते!
  • 10 years ago



    Tags : Eye Shayari Sms , Sad Shayari SMS , Tear Shayari Sms
  • Eh Khuda Bula Le Ab Toh Apne Paas Mujhe, Kyu Mujhse Tu Aur Imtehaan Liye Jata Hai, Ab Kisi Ko Jarurat Nahi Hai Jahan Mein Meri, Yeh Sagar Yahan Par Bematlab Jiye Jata Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS