Har Dard Ko Toh Mitana Mushkil Hota Hai,
Gujri Yaadon Ko Bhulana Muskil Hota Hai,
Aur Baaton Ko Toh Hum Bhula Sakte Hain Sagar,
Magar Pahle Pyar Ko Bhulana Muskil Hota Hai…
Judai Ka Koi Ehsas Ab Zinda Nahi Lagta;
Magar Mai Usko Bhul Jao Aisa Nahi Lagta;
Mujhe Usse Mohabbat Nahi Phir Bhi Najane Kyu;
Use Kisi Aur K Sath Dekhu To Acha Nahi Lagta..
Ye Dard Ka Toofan Guzarta Kyun Nahi….
Dil Toot Gaya Hai To Bikharta Kyun Nahi.
Ek Hi Shakhs Ko Chahte Hai Kyun Itna…..
Koi Doosra Iss Dil Me Utarta Kyun Nahi...ii
Khuda Jaane Ke Ab Kyon,
Hum Se Na Pyar Karti Ho,
Milakar Aankh Gairon Se,
Hamein Intezar Karwaati Ho,
Gulaam Banke Husn Ko ,
Yun Na Salaam Karo,
Kiya Hai Isq Toh Isq Ko,
Badnaam Na Karo…
Lehron Se Khelta Hua Lehra Ke Pigaya
Sakhi Ki Har Nigha Ha Per Balkha Ke Pigaya
Maine To Chohd Di Thi,Per Rone Lagi Sharab
Uske Ansoo Per Taras Kha Ke Pigaya
Naa Ham Rahe Dil Lagaane Ke Kaabil,
Naa Dil Rahaa Gum Chhupane Ke Kaabil,
Lage Us Ki Yadon Ke Jo Jakhm Dil Ke Upar,
Naa Chhoda Usne Muskuraane Ke Kaabil…
Nazren na hoti to nazaara na hota,
Duniya main hasino ka guzara na hota,
Hamse yeh mat kaho ke dil lagana chhod de,
Jaake khuda se kaho ke haseeno ko banaana chhod de.
Tere bina kabhi bhi yeh dil na rahey,
tujh se juda hokey mai jiyoun yeh khuda na karey,
tu rahay ga meri dharkan ban ke zindgi bhar,
yeh aalag baat hai ki zindgee na rahey.
Maine Bhi Kabhi,
Kisi Se Pyar Kiya Tha,
Thoda Nahi Besumaar Kiya Tha,
Mujhe Kya Pata Tha Ki Woh Bhul Jayegi Humein,
Kasoor Unka Nahi,
Mera Tha, Jo Ek Bewfaa Se Pyar Kiya Tha…
Hum Ansu Nhi Jo Ankho Se Fisal Jayenge,
Hokar Dur Aapse Or Kaha Jayenge,
Jab Jakhm Denevalo Ko Hi Na Bhula Paye Hum,
To Pyar Denewale Ko Kaise Bhul Payenge Hum.