wo aansu jo palko ki janat nahi bnte...
wo chupke se dil mian utar jaya karte hai..
kuch log gamo ki numaish nahi karte..
bus khamoshi se bikhar jaya krte hai..
Mere Saath Tum Bhi Dua Karo Yun
Kisi Ke Hak Mein Bura Na Ho
Kahin Aur Ho Na Yeh Haadsa
Koi Raaste Mein Khuda Na Ho
Share Sham Thahri Huyi Jamee
Jahaa Aasmaa Hai Jhuka Hua
Ban Ke Ik Saya Wo Meri Zindagi Me Aaya
Na Jaane Kaun, Aaya Kaha Se Thaa ?
Aahat Se Uski Mujhe Hone Lagi Thi Wahshat,
Par Woh Mujh Ko Paigham-E-Mohabbat De Gaya Tha
Dil Mein Uthi Tadap, Us Ki Sakhawat Dili Ki Wajah Se
Aur Aisa Nasha Hua, Jo Ki Jaavedaa Tha
Us Ke Aane Say Jo Is Dil Main Roshni Hui Hai
Ab Warna To Is Dil Mein Koi Taara Bhi Na Chamka Tha
Dekha Jab Sab Ne, Meri Aankho Main Us Ka Chehra
Sab Ko Laga Aaj Wo Mujhey Apni Dulhan Bana Gaya Tha…
Kisiko Yun Rulaya Nahi Karte,
Jhoote Khwab Kisiko Dikhaya Nahi Karte,
Agar Koi Aapki Zindagi Main Khaas Nahi Hai,
To Usse Reh-Reh Kar Ye Ehsas Dilaya Nahi Karte
tna Chaahata Hun Tujhe Yeh Mujhko Pata Nahi,
Magar Tumhare Siwa Koi Aur Dil Mein Basa Nahi,
Zamana Dusman Ho Gaya Chaahat Ka Hamari,
Juda Ho Gaye Phir Se Ham Yeh Meri Khata Nahi….
अभी सूरज नहीं डूबा ज़रा सी शाम होने दो;
मैं खुद लौट जाऊँगा मुझे नाकाम होने दो;
मुझे बदनाम करने का बहाना ढूँढ़ते हो क्यों;
मैं खुद हो जाऊंगा बदनाम पहले नाम होने दो।
Zindagi ye rang dikhati hai kitne,
Gair ho jate hai ek pal me apne,
Sapno ki duniya me kabhi na jana yaar,
Dil toot jata hai jab toot te hai sapne.....By The Hunter
Mere Jeene Ke Liye, Aapka
Armaan Hi Kaafi Hai, Dil Ke
Qalam Se Likhi, Ye Dastaan
Hi Kafi Hai, Teer-E-Talwaar
Ki Aapko Kya Zaroorat Ae Dost
Qatl Karne Ke Liye, Aapki
Muskaan Hi Kafi Hai!
Is Zamane Me Mera Koi Hamdard Nahi
Tu Bhi Na Chahe To Koi Harz Nahi
Kabi Thokar Kabi Ansu Kabhi Ruswayi Mili
Kaise Keh Du Ki Mere Dil Me Koi Dard Nahi.
Bade Dino Ke Baad Ek Naya Dard Mila Hai Aaj Mujh Ko,
Jiski Thi Khawahish Wo To Na Mila,
Baha Kar Kisi Yaad Me Ansuon Karar Mila Hain Mujh Ko,
Meri Mohabbat Ko Jiski Thi Ummeed Woh Hi Sila Mila Hai Mujh Ko,
Jo Thi Hi Nahi, Hai Meri Wo Mujh Se Juda Ho Gayi,
Aakhiri Khat Me Kabhi Na Laut Aane Ka Paigam Mila Hai Mujh Ko,
Wo Rehnuma Mera Aaj Kisi Aur Sanche Me Dhalkar Kuch Keh Gaya Hai Mujh Ko,
Mohabbat Bhare Is Khel Me Toot Gaya Dil Ka Khilona To Tanha Chhod Gaya Mujh Ko,
Ye Tanhayi Bhi Ye Keh Kar Meri Baahon Me Aa Gayi K Phir Na Tere Jaisa Koi Milega Mujh Ko,
Main Hoon Tera Saathi Mujh Yu Hi Sambhale Rakhna Ye Keh Kar Ik Naya Zakhm De Gya Hai Aaj Mujh Ko,
Bade Dino Ke Baad Ek Naya Dard Mila Hai Aaj Mujh Ko…
Kuchh Sochu Toh Tera Hi Khayal Aata Hain, Kuchh Bolu Toh Tera Naam Aata Hain, Kab Tak Mai Chupaon Apne Dil Ki Baat, Uss Ki Har Ada Pe Hume Pyar Aata Hain.
AB TO HUM APKE LIYE AJNABI HO GAYE H,
BATO K SILSILE V KAM HO GAYE H,
KHUSIYO SE ZYADA HAMARE PAS GUM HO GAYE H,
KYA PATA YE WAQT BURA H YA BURE HUM HO GAYE H.