• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Lafzon se jo tha pare, khaalipan ka jo bhare, kuchh tto tha tere mere darmiyaan, rishte ko kya mod doon, naata yeh abb tod doon, ya phir yun hi chhod doon, darmiyan.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • क्या लिखूं क्या न लिखूं आरजू मदहोश है,

    आंसू गिरते पन्नों पर और कलम खामोश है...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mumkin Nahi Shayad Kisi Ko Samajh Pana Samjhe Bina Kisi Se Kya Dil Lagana Aasan Hai Kisi Ko Pyar Karna Bahut Muskil Hai Kisi Ka Pyar Pana Jab Bhi Kisi Ko Kareeb Paya Hai Kasam Khuda Ki Wahi Dhokha Khaya Hai Kyon Dosh Dete Hain Log Log Kanto Ko Zakhm To Humne Phoolon Se Bhi Paya Hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kitne Armaano Ko Dafnaye Baitha Hun, Kitne Zakhmo Ko Dabaye Baitha Hun, Milna Muskil Hai Unse Is Daur Mein, Phir Bhi Deedar Ki Aas Lagaye Baitha Hun….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Koi Lamha Wapis Is Kadar Aata H. Bita Huaa Kal Saamne Nazar Aata H. Yaade Bach Jati H. Yaad Karne Ke Liye. Jab Ki Waqt Sab Kuch Lekar Guzar Jata He.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • kar chuka hai qatal mujhe to tu kabka. mere saath kitni maiyatein jalne lagi hain. pata hai tujhe hai gumaan apne pyaar par. abto tere bin meri raatein katne lagi hain.. ho chuki inteha ab to laut aa jaalim.. ke aaja abto meri saanse thamne lagi hain
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • ज़िन्दगी से यही गिला है मुझे; तू बहुत देर से मिला है मुझे।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ret Pe Kabhi Naam Likhte Nahi Jo Likte Hai Wo Naam Kabhi Tikte Nahi, Log Humein Pathar Dil Kehte Hain, Lekin Wo Jante Nahi, Pathar Pey Likhe Naam Kabhi Mitte Nahi..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil ki khamoshi ko majboori na samajhna Pyar nahi karta hai jaroori na samajhna Pyar ke liye ruh ka saath he kaafi hai Aur pyar badhta rahe iske liye jazbaat he kaafi hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Milay The Baad Muddat Ke Humain Tum Ajnabi Ban Kar To Kaise Dard Na Uthta Meri Hairaan Aankhon Mein Nahi Ab Phir Se Koi Raabta Rakhne Se Kuch Haasil Ke Ab Dafna Diye Hum Ne Sabhi Armaan Aankhon Mein…!!ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Tuta Mera Kisi K Sath Chalte Huye.. Ache The Hum Tanhaeeyon Me Palte Huye.. Har Baar Pada Zindagi Ka Tamacha Hume.. Zindagi Se Yun Sambhalte Huye..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ashq Unki Aankho Ke Kareeb Hote Hain Rishte Dard Ke Jin Ko Naseeb Hote Hain Dosto, Daulat Dil Ki Jisne Lutai Ho Kaun Kehta Hai Wo Gareeb Hote Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Parakhna mat parakhne mein koi apna nahi rehta, Kisi bhi Aaina me dair tak chehra nahi rehta... Baray logon se milne me hamesha fasla rakha, Jahan darya samandar se mila, darya nahi rehta... Hazaron shair mere so gaye kaghaz ki qabron mein, Ajab Maa hun koi bacha mera zinda nahi rehta.... Tumhara Shehar to bilkul naye andaz wala hai, Hamare shehar me bhi ab koi hum sa nahi rehta... Mohabbat aik khushbu hai hamesha saath chalti hai, Koi insan tanhai me bhi tanha nahi rehta.... Koi badal haray mausam ka phir ailan karta hai, Khizan ke bagh jab aik bhi patta nahi rehta...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Chun Lo Kaliyan Aur Ghul Ghulshan Ke Saare Bas Kaante Rahane Do Mere Aangan Ke Liye. Sab Chaand Sitaare Ho Jaayen Tumhare Daag Hi Qaafi Hain Mere Daaman Ke Liye.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wo Mjhe Bhool KE Bhi Khush Hai.. Main Use Yaad Kar Ke Bhi Rota Hun... Uss K Dil Mein Thori si Jagah Mangi Thi.... Us Nae Tanhaiyon Ka sara Shehar Mere Naam Kar Diya...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Meri Zindagi Ghamon Se Ho Gayi Hai Taar Khushiyan Bhi Mere Kareeb Nahi Aaati Zamane Bhar Ka Zeher Pee Liya Humne Jaan Hai Ki Kambhaqt Nikal Nahi Jaati…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil ke Dard ko Lafzon mai dhala na gaya Ghum ke Ansuon ko Aankho se nikala na gaya Usne Mujhe Dard is liye diya Kyun ke Usse Mera Pyar Sambhala na gaya..ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • पानी दरिया में हो या आँखों में​;​​ ​गहराई और राज़ दोनों में होते हैं​। ​
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Rusna si aassi parr koi horr vaari lai gya, Manona si sanu parr koi horr russ ke beh gya, Assin tan nibhonde rahe pyar sacha jaan ke , Parr dard denn walla bedard sanu hi keh gyaaa
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Har koyi saath ho ye zarori nahi hota jagah to dil mein banayi jati hai pas ho kar bhi dosti itni atoot nahi hoti jetni ke door reh kar nibhayi jati hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS