Mar Kar Tamanna Jeene Ki
Kise Nhi Hoti, Ro Ke Khush
Hone Ki Tamanna Kise Nhi
Hoti, Keh Toh Diya K Jee
Le Ge Aap Ke Bagair, Par
Aap Jaise Humsafar Ki
Tamanna Kise Nahi Hoti.
Har Ek Rista, Dil Se, Nibhata Hu Main,
Kisi Ka Kiya Ehsaan, Nahi Bhool Pata Hu Main,
Shayad, Yahi Rahi Hai Vajah Jo Gham Mile Mujhko,
Har Kadam Par, Tabhi Toh, Thokar Kha Raha Hu Main…
Mohabbat Aur Kisi Se Bhi Hoti Hai Jamane Mein Dosto,
Jaruri Nahi Ki Hasino Se Hi Pyar Kiya Jata Hai,
Aankhon Aankhon Mein Bhi Ho Jaati Hai Baatein Kai Aksar,
Jaruri Nahi Hamesha Aankhon Se Hi Ajhar Hota Hai….
****
Dard Ki Mehfil Me Ek Sher Hum Bhi
Arz Kiya Karte Hai, Na Kisi Se
Marham Na Duaon Ki Ummed Kiya Karte
Hai, Kayi Chehre Lekar Log Yaha
Jiya Karte Hai, Hum In Aansuo Ko
Ek Chehre Ke Liye Peeya Karte Hai!
Bahut bikhra bahut toota thapde sah nahi paaya,
hawaon ke isharon par magar main bah nahi
paaya,
adhoora ansuna hi rah gaya ye pyaar ka kissa,
kabhi tum sun nahi paayi kabhi main kah nahi
paaya
Khulle Paare Hain Meri Zindagi Kay Saare Warq
Najane Kab Koi Aandhi Ura Kar Lai Jaii
Kisi Ka Dard Kahan Tak Apnay Pass Rakhon
Ye Jis Ka Ho Wo Nishani Bata Kar Lai Jaiiii
दुश्मन भी पेश...
दुश्मन भी पेश आए हैं दिलदार की तरह;
नफरत मिली है उनसे मुझे प्यार की तरह;
कैसे मिलेंगे चाहने वाले बताईये;
दुनिया खड़ी है राह में दीवार की तरह;
वो बेवफ़ाई करके भी शर्मिंदा ना हुए;
सूली पे हम चढ़े हैं गुनहगार की तरह;
तूफ़ान में मुझ को छोड़ कर वो लोग चल दिए;
साहिल पर थे जो साथ में पतवार की तरह;
चेहरे पर हादसों ने लिखीं वो इबारतें;
पढ़ने लगा हर कोई मुझे अख़बार की तरह;
दुश्मन भी हो गए हैं मसीहा सिफ़त जमाल;
मिलते हैं टूट कर वो गले यार की तरह।
Thoda gam mila toh ghabra ke pee gaye,
Thodi khushi mili toh mila ke pee gaye,
Yun toh hame na thi peene ki aadat,
Sharab ko tanha dekha toh taras kha ke pee gaye...!!
Zindagi Ki Raaho Mein Har Kadam Par Tanhayi Hai,
Koi Mere Saath Nahi Bas Teri Bewafayi Hai,
Mere Sahar Mein Yeh Dar Diwar Kis Ki Hai,
Yaha Meri Mohabbat Thi Aaj Majar Kis Ki Hai,
Mila Tha Jo Ek Sathi Woh Bhi Hum Se Chhutha Hai,
Bewafa Nahi Jab Woh Fir Kyu Hum Se Rutha Hai,
Is Tarah Se Mujhe Barbaad Kiya Hai Usne,
Ki Sham Kuchh Bhi Nahi Subah Kuchh Bhi Nahin…
Aap Jaise Hi The Sabhi, Aur Bhi Jo Mile Mujhko,
Fir Kaise Unmein Se Kisi Ko Apna Bana Lete,
Ek Aap Hi Ka Pyar Na Raas Aaya Hai Humko,
Fir Un Se Kaise Eh Dost Aur Jakham Kha Lete….
Yu Waqt Ne Dikhaya Hamko Hamari Galtiyo Ke Natije,
Jo Soccha Na Tha Aise Halaato Ko Dekh, Dil Mera Pasije,
Aaj Khud Ko Raashan Ki Kataro Mein Khada Paata Hu,
Khett Khaliyan Se Dur Jaane Ki Saza Shayad Paata Hu,
Apne Hi Baccho Se Jawab Sunna Padta Hai,
Soch Apne Aane Wale Halaato Ka, Rona Padta Hai,
Waqt Itna Bhi Nahi Apne Apno Se Milne Ke Liye,
Koun Hai Zimmedar Mehfil Mein Tanhaiyon Ke Liye,
Suvidhao Ne Banaya Ham Ko Kitna Lachaar,
Isliye Toh Aaspataal Mein Lagi Hai Lambi Kataar,
Sochta Hu Abh Bhi Waqt Hai Sudhar Jaayein Ge,
Jis Raah Ghar Se Nikale The, Ussi Raah Lout Jayein Ge…
wo so jate h aksar hume yaad kiye baiger
Hume nind nahi aati unse baat kiye baiger.
Kasoor unka nahi humara hai
Unko chaha to bhi unki izazzat k baiger.
Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya,
Gam Ka Andar Aane Ka Raasta Band Ho Gaya
Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Chhu Liya,
Uska Naam Hamesha Ke Liye Bhool Gaya..