• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Pyar Ke Ujaale Me Gham Ka Andhera Aata Kyun Hai, Jise Hum Chahte Hain Wahi Rulata Kyun Hai, Agar Woh Meri Naseeb Nahin Toh, Bhagwan Aise Logo Se Milata Hi Kyun Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Chahe Jane Ki Hasrat Kise Nahi Hoti, Magar Har Kisiki Aisi Kismat Nahi Hoti, Koi Ek Hota H Jo Sama Jata H Dilme, Har Kisi se Ye Mohabbat Nahi Hoti !
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yeh Jeewan Dore Hai Ghar Mein Saal Girah Ka Shor Hai Kahi Salown Se Ata Hai? Shadi Ki Yeh Girah Dori Baar Math Aa Tanha? Aaj Wapas Layein Purani Yadein Dil Mein Kushiyaan Paida Kare? Tum Paas Hain To Nahi Per Door Se Sahi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aapke Yaad Main Ek Sher Arz Hai.. Today Is Monday, Tomorrow Is Manglwar, Wah, Wah Today Is Monday, Tomorrow Is Manglwar, I Miss U Yaar, I Miss U Yaar..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Meri Tanhai Ka Mujhe Koi Gila Nahi, . Kya Hui Khata Mujhse Mujhe Pata Nahi, . Phir Bhi Dua Karte Hai Aapke Vaste, . Aapko Wo Sab Mile Jo Mujhe Mila Nahi...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kyo yaad aati ho dil dukhane ke baad kyo dur jati ho pas aane ke baad humne to bahut chaha hai dil se tumko fir kyu aansu de jati ho yaad aane ke baad.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Na Jaane Ye Jindgi Kyun Adhuri Si Lagti Hai, Khushi Se Ab Naa Jaane Kyun Ye Doori Si Lagti Hai, Na Jaane Kiski Raah Mein Ye Zindhi Adhuri Si Lagti Hai, Yun To Ye Kami Aur Tanhayi Ab Majboori Si Lagti Hai, Socho To Ye Khamoshi Ab Puri Si Lagti Hai, Na Jaane Ye Jindgi Kyun Adhuri Si Lagti Hai... Na Jaane Ye Jindgi Kyun Adhuri Si Lagti Hai.....
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • कुछ खूबसूरत पल याद आते हैं, पलकों पर आँसु छोड जाते हैं, कल कोई और मिले हमें न भुलना क्योंकि कुछ रिश्ते जिन्दगी भर याद आते हैं|
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mere Marne Ke Baad Meri Kahani Likhna, Kaise Barbaad Huwi Meri Jawani Likhna, Aur Likhna Ki Mere Honth Khushi Ko Tarse, Kaise Barsa Meri Aankhoon Se Paani Likhna, Aur Likhna Ki Uska Intezaar To Bahut Tha, Aakhri Saansoon Mein Woh Hichkiyoun Ki Rawaani Likhna, Likhna Ke Marte Waqt Bhi Deta Tha Dua Tujhko, Haath Bahar Tha Qafan Se Yehi Nishaani Likhna…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Gam-e-Zindagi ke maare hain, Har baazi jeet ke haare hain. Yeh jo meri jholi me patthar hain, Sab mere chahne walo ne maare hain.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindagi Se Pareshan Hoon, Khud Se Main Anjaan Hoon, Koi Mujhe Sahara Dede, Mai Ek Akela Insan Hoon, Mohabbat Se Dar Lagta Hai, Bewafai Ka Samandar Lagta Hai, Koi Mujhe Sahara Dede, Mai Ek Akela Insaan Hoon, Dosti Ki Ummeed Mein Jeeta Hoon, Din Raat Main Bas Rota Hoon, Koi Mujhe Sahara Dede, Mai Ek Akela Insaan Hoon,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • इंतज़ार की आरज़ू अब खो गई है; खामोशियों की आदत हो गई है; ना शिकवा रहा ना शिकायत किसी से; अगर है तो एक मोहब्बत, जो इन तन्हाईयों से हो गई है।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tera dard Bayaan karne ke liye lafz nahi milate MOhabbat k jkham k dawa dukan me nahi milate Kassh khuda hume itana dard nahi deta dost Toh hum bhi mehfil me tumse hass-hass k milateee
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bhool Jana Tha To Phir Apna Banaya Kiyon Tha Jhooti Ulfat Ka Yakin Dilaya Kiyon Tha Apni Chahat Ka Yakin Dilaya Kiyon Tha joothi Manzil Ka Neshana Banaya Kiyon Tha..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khizan Ke Door Mai Lutf-e-Bahar Laita Hoon Gam-e-Hayat Ko Has Ke Guzar Laita Hoon Guloon Se Rang Sitaroo Se Roshni Le Kar Jamal-e-Yar Ka Naqsha Utar Laita Hoon
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Gehri Thi Raat, Lakin Hum Khoye Nahi; Dard Bahoot Tha Dil Mein, Lakin Hum Roye Nahi; Koi Nahi Hamara Jo Puche Humse; Jag Rahe Ho Kisi Ke Liye, Ya Kisi Ke Liye Soye Hi Nahi!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jo Diya Hai Logon Ne Humko, Woh Hi Toh Louta Rahe Hain Hum, Raas Na Aayi Humko Zindagi, Tabhi Toh Duniya Se Ja Rahe Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Saath Chhod Doge Aap Hamara, Aisa Toh Hamara Ikrar Nahi Tha, Log Uthayein Hamari Dosti Par Ungali, Aisa Toh Hamara Pyar Nahi Tha…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • मेरे दुश्मन भी, मेरे मुरीद हैं शायद, वक़्त बेवक्त मेरा नाम लिया करते हैं , मेरी गली से गुज़रते हैं छुपा के खंजर, रु-ब-रु होने पर सलाम किया करते हैं !
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aankhon Mein Raha Dil Mein Utar Kar Nahi Dekha Kashti Ke Musafir Ne Samander Nahi Dekha Be Waqt Ager Ghar Jaon Ga Sab Chonk Parein Gey Ik Muddat Hui Din Me Kabhi Ghar Nahi Dekha Jis Din Se Chala Hon Meri Manzil Pe Nazar Hai Aankhon Ne Kabhi Mail Ka Pathar Nahi Dekha Yaaron Ki Mohabbat Ka Kar Liya Yaqeen Mein Ne Phoolon Mein Chupaya Hua Khanjar Nahi Dekha Ye Phool Mujhe Koi Wirasat Mein Mile Hain Tum Ne Mera Kanton Bhara Bistar Nahi Dekha Pathar Mujhe Kehta Hai Mera Chahne Wala Mein Mom Hun, Us Ne Mujhe Chu Kar Nahi Dekha Wo Shakhs Mere Masail Ko Samajh Nahi Sakta Jis Ne Meri Aankhon Mein Samander Nahi Dekha
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS