Yun To Gham Sab ki Zindagi Mein Hai
Zabt Lekin Kisi Kisi Mein Hai
Us Ne Sun Kar Ghazal Kahan Meri
Kitna Dukh Teri Shayari Mein Hai…
--------------------------------------
mousumi
Jab Tak Na Mile Mujhe Jakham Kisi Se,
Tab Taj Yah Dil Mera Rahta Pareshan Hai,
Khusiyon Ko Dekar Gham Le Leta Hun Main,
Yahi Toh Yaaro Is Sagar Ki Pahchan Hai…
Jidhar Dekho Udhar Waar Kaatilana Hai,
Ik Taraf Maasum Dil Dusri Taraf Jamana Hai,
Tu Mera Milna Samajh Lena Ek Sapna Tha,
Tumko Woh Mil Hi Gaya Jo Tera Apna Tha,
Tujhse Door Hoke Jiya Toh Main Marta Chala Gaya,
Ek Baar Jo Pi Toh Main Peeta Hi Chala Gaya,
Bhulakar Tera Pyar Main Jee Lunga Sansar Mein,
Khus Rahe Tu Sada Gham Utha Lunga Sansaar Mein…
Khawaish thi meri apna rutha yar manane ki,
Us k AANCHAL mai toot kar bikhar jane ki,
Jab pahunche uske aangan mai to dekha,
Wo dua kar rahe the kisi or ko pane ki...
Toota Hun Main Iskadar Ke Ab Jud Na Paunga,
Us Bereham Ko Bhula Na Paunga,
Karta Hai Mann Ki Usko Bhi Rulaun,
Par Usko Hasaaney Ke Liye Jeeta Tha, Rula Na Paunga…
Khud me hum kuch es kadar kho jate h
Beeti huyi yaadon ko lekar ro jaate hai,
Neend nahi aati raaton mein hume par,
Khawabo me unhe dekne k liye so jate h
Lut Gaya Bhari Baharon Mein Jo,
Us Gulista Ka Haal Kya Hoga,
Mukar Gayi Koul Dekar Jo,
Us Jubaa Ka Haal Kya Hoga,
Muskurane Par Ilzaam Hansane Ki Saza,
Toh Khilkhilane Par Haal Kya Hoga….
liye dil m hajaro sapne hm chand ki or chale
dabake sare gm hm manjil ki or chale
milenge andhere or kante raste m pata h
uni kanto k sahare hm andhera chirte chale.
Dilon mein aarzu ke diye jalte rahenge
aakhon se aansu nikalte rahenge
aap shamaa bankar dil mein roshani toh karo
hum to mom bankar pighalte rahenge
kk
Badi koshis ke baad usse bhula diya,
Uski yaadon ko sine se mita diya,
Ek din fir uska paigaam aaya likha tha mujhe bhul jao,
Or mujhe her lamha yaad dila diya...
Ishq-A-Bewafai Ne Daal Di Hai Aadat Buri
Main Bhi Sharif Hua Karta Tha Is Zamane Mein
Pehle Din Shuru Karta Tha Masjid Mein Namaaz Se
Ab Dhalti Hai Shaam Sharab Ke Sath Mehkhane
Mein
Na Mahfil Azib Hai Na Wo
Manzar Azib Hai.. Jo Usne
Chalaza Wo Khanzar Azib
Hai.. Na Doobne Deti Hai
Na Nikalne Deti Hai.. Uske
Dil Ka Wo Samandar Azib Hai.?