• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Pee ke raat ko hum unko bhulane lage, Sharab me apne gum ko mitane lage. Zaalim sharab Peete hi asar dikhaane lagi. Nashe me unki saheliya bhi yaad aane lagi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kya Jawab Doge Sanam, Khuda Ke Darbaar Jab Puchhega Woh, Kya Gull Khilaye Pyar Mein, Suna Na Sakoge Dastaa, Apni Bewafayi Ki, Kiye Hain Tumne Lakho Jakhm, Dil E Yaar Mein, Fasla Hi Kam Na Huya Aur, Apno Se Juda Hote Chale Gaye, Tumhari Berukhi Ne Yun Hamara Dil Toda, Usi Dil Ne Tumhe Aawaj Di Hai Fir Chale Aao…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hamne tho apna dil unke hath me thama tha.. Mohabbt karte hai unse ye ehsaas dilaya tha.. unhone b kya koob natak nachwaya tha.. tod k dil bazar me dande se tookwaya tha.. dil to pagal tha sab kuch seh paya.. dek k unki bewafi kuch na kr paya.. rooh ko apni izaat pyari thii.. kaa k kasam
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kyo yaad aati ho dil dukhane ke baad kyo dur jati ho pas aane ke baad humne to bahut chaha hai dil se tumko fir kyu aansu de jati ho yaad aane ke baad.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Rulaane Ke Liye Apni Kahaani Hi Kaafi Hai, Ishq Me Chaar Pal Ki Zndgaani Hi Kaafi Hai, Doobne Ke Liye Samundar Ki Zarurat Nahi, Apni Palko Se Tapka Hua Paani Hi Kaafi Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Le ke imtihaan kitne thukra gaya wo mujhe, Bana ke aansoo aankh se tapka gaya mujhe, Kaisi bebasi thi ye, kaisa tha fareb ye, Dikha ke manjil raah se bhatka gaya mujhe Dil mera le ke pahle, tuta dil de gaya mujhe
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aapke Pyar Mein Payi Hain Ehsi Sajayein, Ke Khud Ke Saath Mein Ho Gaye Hum Paraye, Aapne Toh Apne Halaat Bataa Diye Mujhe, Magar Hum Kiske Saamne Yahan Aansu Bahayein….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Na Samajh Paya Main Aaj Tak Teri Duniya Ko, Sagar Ko Zindagi Teri Na Kabhi Raash Aayi, Jis Kisi Cheej Ko Bhi Kabhi Samjha Apna, Bhule Se Bhi Kabhi Woh Na Mere Paas Aayi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bina pukare hume saath paoge, karo wada k dosti aap v nibhaoge matlab ye nahi k roz yaad karna bas yaad rakhna us waqt jab biryani khaoge.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Meri maujudagi me wo puchhte hain mujhse kahan khoye huye ho tum aur maine kaha nazre uthakar ki jab tum hi yahan nahi ho to kya karenge yahan rehke hum.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Insaniyat Ko Sooli Chade Huye, Yahan Ek Zamana Bita Gaya Hai, Hoton Par Toh Jhoot Hai Lekin, Haath Mein Dekho Geeta Hai….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bewafayi uski mita ke aaya hu, khat uske paani mei bahaa k aaya hu, koi padh na le ush bewafa k wadon ko, ishliye paani mei bhi aag lga k aaya hu,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aanso poch kar hasaya mujhe.. mere galti par sine se lagya mujhe.. Kaise na ho pyaar us dost se jiske dosti ne jina shikhaya mujhe
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jab Hum Bole unse Ki Jaan De Sakte Hain To Vo Bole Ki Hum Mazaak Krte Hain Jab Hum Sach Me Mar Gye Unke Liye To Wo Bole Ki Hum Par To Hazaron Marte Hain
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Unse door jaane ka irada naa tha Sada saath rehne ka wada bhi naa tha Vo yaad nahi karega jante the hum Par itni jaldi bhool jayega andaaza naa tha..!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dur Jaake Tumse Dur Naa Ja Sake, Kitna Roye , Kisiko Bata Naa Sake. Gam Ye Nahi Ki, Aap Mil Na Sake, Dard Bas Ye Hai Ki, 1 Pal K Liye Bhi Apko Bhula Naa Sake…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • बड़ी उम्मीद थी उनको अपना बनाने की; तमन्ना थी उनके हो जाने की; क्या पता था जिनके हम होना चाहते हैं; उनको आदत ही नहीं थी किसी को अपना बनाने की!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Darte The Is Jaalim Jamane Se, Is Liye Pyar Karte Nahi The Hum, Aap Se Bichhdane Ka Gham Hoga Hamein, Is Liye Ikrar Karte Nahi The Hum….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS