• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Tumhare Gum Bhi Hum Apne Sine Mein Chhupa Lenge Tumhare Aansu Bhi Hum Apni Aankho Se Baha Lenge Bas Ek Baar Tum Humpe Aitbaar Karke Dekh Lo Sanam Khuda Ki Kasam Tumhe Apne Sine Mein Basa Lenge.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Baad Aapke Samjhata Hai Kon Mujhe, Mera Dard Badhane Lage Hain Yeh Log, Kiske Kandhe Rakhkar Sar Main Roun, Har Pal Hi Rulane Lage Hain Yeh Log…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • वो खुदा था मेरा अब ईमान है चली गई छोड़ के दिल अब उदास है बेवफा नही खुँगा अपने सनम को क्यूंकी इश्क़ करना उसका मुझ पर अहसान है !
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • "Me jab b tuje dekhta hu. Mere DILme 1khayal aata h. "Q na tujhe hi rakh lu kaam pr. Mera Naukar hafte me 3 baar ata h.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Idhar zindagi ka zanaza uthega udhar zindagi unki dulhan banegi qayamat se pahale qayamat ho ya rab mere saamne meri duniya lutegi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kuch Kehta Teri Aankho Se Phir Socha Chalo Rehne Do Kuch Door Hi Chala Tha Ki Khyal Aaya Chalo Kehne Ko Phir Idhar-Udhar Tatola Jo Dil Ke Kone Ko Kuch Lafz Bune Kuch Hasrate Batori Kuch… Magar Phir Khyal Aaya Rehne Do…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Uthta Hai Magar Aah Nahi Karty Kon Kehta Hai Ke Hum Wafa Nahi Karty Akhir Kyu Nahi Badalti Taqdeer Meri Kya Mere Dost Mere Haq Mein Dua Nahi Karte.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kahin Chhat Thi Deevao Darr The Kahin, Mila Mujhko Ghar Ka Pata Dera Se, Diya Toh Bahut Zindagi Ne Mujhko, Magar Jo Diya Woh Diya Dera Se, Hua Na Kuchh Kaam Aasha Se, Gujre Raat Din Kuchh Is Tarah,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Gam-e-Zindagi ke maare hain, Har baazi jeet ke haare hain. Yeh jo meri jholi me patthar hain, Sab mere chahne walo ne maare hain.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Rone Se Palko Par Ashk Reh Jayega, Na Suljhi Ye Baat To Shak Reh Jayega, Agar Aap Bas Gye Kisi Or Ke Dil Me, To Batao Aap Par Hamara Kya Haq Reh Jayega,.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sagar me gahrai hoti hai yaado me tanhai hoti h is busy life m koun kisko yaad karta hai. aur agar koi karta hai to uski yaado me sachai hoti hai..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aap Raho Khus Sada Yeh Tamanna Hai Hamari, Chalo Khud Par Humne Yeh Iljaam Le Liya, Jakham Gham Ruswaiyan Yaar Ne Di Humko, Aaj Wafa Ka Yaaro Yeh Ilzaam Le Liya….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yaad Hum Karte Hain Unhe Har Pal, Aur Bas Umka Hi Naam Lete Hain, Ek Unki Khusi Ki Khatir, Apne Sar Par Iljaam Lete Hain, Dekh Dekh Kar Takdeer Ko Apni, Kabhi Hanste Hain Toh Kabhi Rote Hain, Tere Diye Jakhmo Ko Beraham, Hum Apne Asko Se Dhote Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Har dil ka ek raaz hota hai, Har baat ka ek andaaz hota hai, Jab tak na lage bewafai ki thokar, Har kisi ko apni pasand par naaz hota hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Raaste Chalna Hamein Hain Sikhate, Hum Hain Ke Raaste Hain Bhool Jaate, Humko Manzil Tak Hain Pahunchate, Aur Hum Unhe Pichhe Hai Chhod Aate….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tum in honto ke muskraht ko yuhe rehne dena, duneya jo b kehti hai usy kehne dena, hai guzarish tum se a meri jana, kudaya in ankho se kabi anso na behne dena…..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hum wo nahi jo matlab se yaad karte hai hum wo hai jo dil se pyar karte hai, apko hamari yaad aye na aye par hum har pal apko yaad karte hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Haan Yeh Sach Hai Ke Hum Mohabbat Karne Se Darte Hain, Kyunki Yeh Pyar Baad Mein Dil Ko Bahut Tadpata Hai, Apne Chehre Ke Aansu Toh Hum Chhupa Sakte Hain Dosto, Magar Haal E Dil Duniya Ko Maalun Ho Jata Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS