Kshtiya Reh Jati Hain, Tufan Chale Jate Hain
Yaade Reh Jati Hain Insan Chale Jate Hain
Pyar Km Nhi Hota Kisi K Dur Jane Se,
Dukh Jarur Hota Hai Sath Chhoot Jane Se…
Nikalta Chand Sabko Pasand Hota Hai
Doobta Suraj Kaun Dekhta Hai
Toot-ta Hua Taara Sabki Dua Isliye Poori Karta Hai
Kyuki Use Tootne Ka Dard Maaloom Hota Hai.
Jinke Dil Par Chhot Lagti
Hai Wo Ankho Se Nahi Roote,
Jo Apno Ke Nahi Hue Wo
Kisi Ke Nahi Hote, Waqt Ne
Hume Ye Sikhaaya Hai Ki,
Sapne Toot Jaate
Hain Par Poore Nahi Hote..
Mere dil ka dard kisne dekha hai,
Mujhe bas khuda ne tadapte dekha hai,
Hum tanhai mein baithe rote hain,
Logon ne humein mehfil mein hanste dekha hai...
Kabhi ki hogi suraj ne chaand se mohabbat...
Tabhi to chand mein daag hai....
Mumkin hai ki chand se huii hogi bewafai...sweet
Tabhi to suraj mein aag hai...
Waqt Aakhiri Hai Teri Dunya Mein Is Dewane Ka
Ho Sakay To Meray Mehboob Ko Ye Batado Yaaro
Suna Hai Aaj Uski Douli is Gali Sy Guzar Jaigi
Meri Mayyat Ko is Rastay Sy Hata Do Yaaro..........!
जाने किस बात...
जाने किस बात पे उस ने मुझे छोड़ दिया है फ़राज़;
मैं तो मुफलिस था किसी मन की दुआओं की तरह;
उस शख्स को तो बिछड़ने का सलीका नहीं फ़राज़;
जाते हुए खुद को मेरे पास छोड़ गया;
अब उसे रोज सोचो तो बदन टूटता है फ़राज़;
उम्र गुजरी है उसकी याद नशा करते -करते;
बे-जान तो मै अब भी नहीं फराज;
मगर जिसे जान कहते थे वो छोड़ गया;
जब्त ऐ गम कोई आसान काम नहीं फराज;
आग होते है वो आंसू , जो पिए जाते हैं;
क्यों उलझता रहता है तू लोगो से फराज;
ये जरूरी तो नहीं वो चेहरा सभी को प्यारा लगे।
kaash kaanch banane wale ne dil kaanch ka
banaya hota,
kaash kaanch banane wale ne dil kaanch ka
banaya hota,
todne wale ke haath par zakhm to aaya hota...ii
Lehron Se Khelta Hua Lehra Ke Pigaya
Sakhi Ki Har Nigha Ha Per Balkha Ke Pigaya
Maine To Chohd Di Thi,Per Rone Lagi Sharab
Uske Ansoo Per Taras Kha Ke Pigaya
Unse door jaane ka irada naa tha
Sada saath rehne ka wada bhi naa tha
Vo yaad nahi karega jante the hum
Par itni jaldi bhool jayega andaaza naa tha..!!
Ye Barish Khoobsorat Hai,
Ik Arsy Baad,
Meri Rooh Mein
Seraab Hone Ki Tamanna Jag Uthi,
Mager Badal Ke Raste Mein
Bohat Pair Aate Hain,
Mein Pal Bhar Ke Liye Sadaab Hoon,
Aur Apni Baqi Umer,
Phir Sehraon Mein Katoon?
Mein Apni Piyaas Par Razi Rahon Gi,
Mere Aansu Meri Kafalat Ke Liye Kafi Rahein Ge…