• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Kabhi usne b chahto ka pegaam likha tha Sab kuch usne apna mere naam likha tha Suna h ki aaj usko mere jikr se b nafrat h Jisne kabi apne dil pe mera naam likha tha
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • सुकून की तलाश में हम दिल बेचने निकले थे,
    खरीददार दर्द भी दे गया और दिल भी ले गया..
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ankhe Duniya ki tamam masumiat apne andar samet leti hai jb roti hai to dilo ko hila deti hai or jb band hoti h to duniya ko rula deti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sukr Hai Khariyat Se Hun Sahab, Aapse Aur Kya Kahu Sahab, Ab Samjhne Laga Hu Labh Hani, Ab Kahan Woh Mujh Mein Junun Sahab, Hum Tumhe Yaad Karte Ro Lete, Do Khadi Milta Jo Sukun Sahab, Sham Bhi Dhal Rahi Hai Ghar Bhi Door Hai, Kitni Der Aur Main Ruku Sahab, Ab Jhukunga Toh Toot Jaaunga, Kaise Ab Aur Main Jhuku Sahab…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tarapte hain na roote hain, na hum faryad karte hain, Sanam ki yaad me har dam khuda ko yaad karte hain, Unhin ke ishq me hum naala-o-faryaad karte hain, Elaahi dekhiye kis din hame wo yaad karte hain... Shab-e-faraaq me kia kia saanp lehraate hain seene pe, Tumhari kakul-e-peechan ko jab hum yaad karte hain... -----------------------------------
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Gum ki mujh par kuch aisi najar ho gayi Jab bhi hum hase ye aankhe nam ho gayi Hum roye bhi toh wo jaan naa sake…aur Wo udas b huye to hume khabar ho gayi
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Humare Dard Ki Un Tak Bhala Kaise Khabar Pahunche, Jahan Sapne Nhi Aate, Vahan Kaise Nazar Pahunche, Ki Dil Toota Kisi Ka, Ye Unhe Maloom Kaise Ho, Ye Darpan To Nhi, Tootey To Sabke Paas Swaar Pahunche…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Woh Chahte Hain Hum Aabad Rahein, Barbaadi Mein Bhi Kasar Nahi, Har Dard Hans Ke Saha, Phir Bhi Un Par Hua Asar Nahi….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jab Saher Chup Ho Hansa Lo Humko Jab Andhera Ho Jala Lo Humko Hum Haqiqat Mein Nazar Aate Hain Dastano Mein Chupa Lo Humko Din Na Pa Jaye Kahi Shab Ka Raj Subah Se Pehle Utha Lo Humko Hum Zamaane Ke Staye Hain Bahut Apne Seene Se Laga Lo Humko Waqt Ke Honth Hume Choo Lenge Ankahe Bol Mein Ga Lo Humko
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hadh se gujar jaau to muje maaf karna, Dil mein tere utar jaau to muje maaf karna Raat me tujhe dekh k tere deedar ki khatir, Pal bhar jo theher jaau to muje maaf karna Apne jazbaat se likhi huyi koyi gazal, Tere naam kar jaau to muje maaf karna, Teri pal bhar ki judayi mujhe jeene nai deti, Tere bin jo agar marr jau to muje maaf karna
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khud ko akelepan ka tana dia na karo, Yadoan ka gila shikwa bhi na dia karo, Kya bataye tumko kitna yaad karte hai, Hissab lagana hai to apni saanse gin liya karo…ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bhulana chahte hai unko,par dil ko kon samjay. Yado ko To gumrah kar dete hai ,Par Nigaho ko kon samjay. Etephak Rakhati hai woh meri mohbat se, par ye bat kud ko kaise samjay.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aaj Maine Unko Khafa Kar Diya, Aisa Laga Jaise Khuda Se Dagaa Kar Diya, Kaise Manuoo Unhe Sochta Rha Din Bhar, Aansuon Ne Bhi Saath Nibhne Se Manaa Kar Diya..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aandhiyon Ke Sath Kya Manjar Suhane Aaye Hain Aaj Maidano Mein Bagon Ke Khajane Aaye Hain, Ab Mere Pairon Ke Neeche Ki Jagah Aajad Hai Upar Se Mujhe Fariste Bulane Aaye Hain, Ret Se Dariya Ante Hain Khak Se Jheelein Pati Yeh Parinde Khoon Mein Shayad Nahane Aaye Hain, Aaj Hum Sab Ek Behtar Zindagi Ki Doud Mein Kaise Kaise Khwab Kabron Mein Sulane Aaye Hain, Char Dushman Aa Mile Hain Raat Ki Chat Ke Tale Muddaton Ke Baad Fir Agle Jamane Aaye Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Haqiqat Na Pooch Mere Afsane Ki Tere Jate Hi Badal Gai Nazar Zamane Ki Log Pochte Hai Mai Khush Q Nahi Kya Kahu Aadat Thi Tere Sath Muskurane Ki..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jubaa Agar Ashkon Ki Samjho Toh, Yeh Sab Kuchh Kah Jaate Hain Yaaro, Dil Ke Bojh Ko Karte Hain Halka, Khud Sabke Gham Sah Jaate Hain Yaaro…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kitni Jaldi Zindagi Guzar Jaati Hai; Pyaas Buztee Nahin Barsaat Chali Jaati Hai; Aap Ki Yaadein Kuchh Iss Tarah Aati Hai; Neend Aati Nahin Aur Raat Guzar Jaati Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dar Dar Se Thokar Khane Ke Baad, Hum Lahu Di Ka Bahate Rahe, Tum Fir Bhi Na Khush Huye Dost, Hum Har Rista Thukraate Rahe, Jisne Hamein Apnana Chaha, Har Chahat Ko Hum Thukrate Rahe, Vaqt Aaya Aur Chala Gaya, Hum Kismat Pe Aansu Bahate Rahe…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jane Kitni Umeedein Thi Tujhko Meri Yaadon Se; Ki Jab Bhi Aayengi Haal Suna Jaya Karengi; Hum Bhi Tere Liye Ek Khilona Bhar The; Ki Yaadein Aayengi Aur Dil Behla Jaya Karengi!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS