Shayari By Heart -
Tadapte hue dil ka paigaam ho tum
Bevajah jo aati hothon pe vo muskaan ho tum
Ye mat samjhna ki hum door ho gye tumse
Aaj bhi mere har lafg ka ehsaah ho tum.....
Wohi jhuki hui belen wohi daricha tha
magar wo phul-sa chehara nazar na aata tha
main laut aaya hun khamoshiyon ke sahara se
vahan bhi teri sada ka gubar phaila tha
qarib tair raha tha baton ka ek joda
main aabju ke kinare udas baitha tha
bani nahi jo kaheen par kali ke turbat thi
suna nahi jo kisi ne hawa ka nauha tha
ye aadi-tirchi lakiren bana gaya hai kon
main kya kahun ki mere dil ka varaq to sada tha
Chun Lo Kaliyan Aur Ghul Ghulshan Ke Saare
Bas Kaante Rahane Do Mere Aangan Ke Liye.
Sab Chaand Sitaare Ho Jaayen Tumhare
Daag Hi Qaafi Hain Mere Daaman Ke Liye.
नाम छोटा है मगर दिल
बडा रखता हु | |
पैसो से उतना अमीर नही हु | |
मगर अपने यारो के गम खरिद ने
की हैसयत रखता हु | | |
मुझे ना हुकुम का ईक्का बनना है
ना रानी का बादशाह । हम जोकर
ही अच्छे हे। जिस के नसीब में आऐंगे
बाज़ी पलट देंगे।
Tum aksar pucha karte the na
Agar hum bichdenge to kya hoga ?
Tum aksar socha karte the na
Ki agar hum na mil paye to kya hoga ?
Dekho phir hum ab bhi jinda hain
Abhi bhi chand taakte hain
Abhi bhi phool khilte hain
Abhi bhi Dil k dariya me hajaro dard bahte h
Abhi bhi kuch nahi badla magar kami si hain
Tmhare jane k baad jana aankh me nami si h
Aaj Aankho Ke Niche 1 Bund Payi,
Puchha To Boli Yuhi Nikal Aayi,
Humne Puchha Kyun Kuch To Karan Hoga,
To Boli Aakhir Kab Tak Chhupa Pati Aapki Tanhai.
Mere Dil Ka Dard Kis Ne
Dekha Hai,
Mujhe Bass Khuda Ne
Tarptey Dekha Hai,
Hum Tanhai Main Baithe
Rote Hain,
Logon Ne Humen Mahfil
Main Haste Dekha Hai,
Aansoo Joh Beh Rahe Hein
Inhein Behne Do, Yeh Keh
Rahe Hein Dil Ki Baat,
Kehne Do Bohat Bewafa Ho
Tum, Yeh Humko Hai Maloom
Tum Apni Wafa Ki Baat,
Apne Tak Hi Rehne Do..!!
कभी रो कर मुस्कुराए कभी मुस्कुरा के रोए;
जब तेरी याद आई तुझे भुला कर रोए;
एक तेरा ही नाम था जो हज़ारों बार लिखा;
जितना लिख कर खुश हुए उससे ज्यादा मिटा कर रोए।
Tanha Rehne Ko Majbur Ho Gaya Hoon Main,
Tujhe Yaad Karke Zamaane Se Kho Gaya Hoon Main,
Yun Na Jgaa Mujhe Gehri Neendon Se Zalim,
Odh Ke Kafan Kabar Mein So Gaya Hoon Main…