• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Jab Dil Tut Ta Hai Toh Aawaz Nahi Aati, Muhabbat Har Kis Ko Raas Nahi Aati, Ye To Apni Apni Baat Hai Yaaro Koi Kisiko Bhula Nahi Pata, Aur Kisi Kisi Ko Yaad Nahi Aata.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kitna Aur Dard Dega Bas Itna Bata De, Aisa Kar Ya RaBB Meri Hasti Mita De? Yun Ghut Ghut Ke Jeene Se Maut Behtar Hai, Kabhi Na Khulain Aankhein Tu Aisi Neend Sula De..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Log pasand dil se nhi.. Chehre se karte hai, Wo dil pe nahi sundarta pe marte hai.. Hm sundar to nhi par dil k saaf hai Isliye bahut kam log hume pasand karte hai..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindagi Mita Kar Hamari Nayi Ek Dunia Sajaa Rahi Hai Vo, Kisi Ek Bewafa Ke Liye Hume Bhula Rahi Hai Vo, Duniya Waalo Ki Baato Se Bachne Ke Liye, Chehra Apna Kisi Ke Peeche Chupa Rahi Hai Vo…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Is Tarah Dil Me Samaoge Malum Na Tha Dil Ko Itna Tadpaoge Malum Na Tha Socha Tha Dur Ho Or Yaad Nhi Aoge Mgr Is Kadar Yaad Aoge Malum Na Tha..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ab bhi teri shokh chanchal adaye kahti hai Ab bhi teri Bewafai mere dil main saye ki tarah rahti hai Raton main jata tha milne bhul ye mujhse hui Leta hoon jab rat ki tanhaiyon main karwat Kanta ban kar chubhta hai mujhko bistar Uss Khuda ko chhod kar “Avinash” Ibadat teri ki, bhul ye mujhse hui..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • हर एक मजार पर उदासी छाई है; चाँद की रौशनी में भी कमी आई है; अकेले अच्छे थे हम अपने आशियाने में; जाने क्यों टूटकर आज फिर आपकी याद आई है।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wada h apki dosti sada khas rahegi, Yado ki jhalak dil k pass rahegi, Nahi bhulenge apko or apki dosti ko, Jab tak is dil me aakhri saans rahegi….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindagi ke safar ko lafzo mein piroya hai, Apni her ek gazal ko dard me bhigoya hai, Gujarish h aapse ki aaj wah wah na kehna, Kyuki ye dil aaj phir kisi ki yaad me roya h
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Gahraai Ka Shok Kise Hai, Hum To Kinaare Par Hi Rahte Hain, Kisi Galti Ka Aham Nahi Mujhe, Kisi Ke Sahaare Hi Rahte Hain, Teri Qaaynaat Mein Thodi Jagah De Ah Khuda, Intezaar, Tere Ishaare Par Hi Rahte Hai….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • "Mehfil may kuch tu Sonana parta hai" "Gum chupa kar Muskurana parta hai" "Kabi aap bhi humain yaad kiya karte thay Per Afsoos Aaj kal aap ko yaad dilana padta hai".
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Itni jaldi daman chhod diya Itni Jaldi vaada tod diya Abhi to zindgi ki saanse he baki aur aapne abhi se Rista Tod diya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hume Bhi Pyaar Karne Ka Khayal Aaya, Jub Bhi Yeh Khayal Aya Khud Ko Akeala Paya, Dhoonte Rahe Is Duniya Main Humsafar, Kisi Ko Dhoke Baaz, Kisi Ko Bewafa Hi Paya
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Sehna, Dard Mein Muskrana Aur Tanhai Main Rona Bhi Teri Judai Se Sikha Hai Har Waqt Tarapna Raaton Ko Uth Uth Ke Rona Bhi Teri Judai Se Sikha Hai Teri Judai Se Kya-Kya Na Sikha Hai Maine Pehle Hasna Aur Phir Rona Sikha Hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tum Puchhte Ho Dil Kyu Bharta Hai Aahein Mera, Hum Kahte Hain Ke Koi Isko Bhi Samjha De, Aakar Tum Hi Puchh Lo Jo Tum Janana Chahte Ho, Ki Kya Hua Hai Yeh Shayad Tum Ko Hi Bata De….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wo Mjhe Bhool KE Bhi Khush Hai.. Main Use Yaad Kar Ke Bhi Rota Hun... Uss K Dil Mein Thori si Jagah Mangi Thi.... Us Nae Tanhaiyon Ka sara Shehar Mere Naam Kar Diya...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • “Ajeeb Hai Mohabbat” Har Pal Usey Sochna, Har Pal usey khojna, Kabhi usey paa laina, Kabhi usey kho daina… Mein ajeeb, meri mohabbat us se bhi ajeeb, Usey yaad karna, Aur phir roo daina ------------------------------
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS