• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Zikar Karta Hai Dil Subah Shaam Tera, . Girte Hain Aansu Banta Hai NaamTera....!! . Kisi Aur Ko Kyu Dekhein Ye Aakhein, . Jab Dil Pe Likha Hai Sirf Naam Tera......!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khud Ko Dekhne Se Hi Fursat Nahin Hai, Haseen Chehro Ko, Ab Kab Woh Tumhe Dekhe Kab Dusro Ko, Bhini Chadar Mein Lipatkar, So Rahi Hai Jo, Jaane Kitno Ke Armaan Uske Seene Se Chipke Hain, Mera Dil Todkar, Achha Nahin Kiya Usne Dost, Ek Dil Hi Bacha Paya Tha Ab Tak Jamane Se Main, Har Galti Ka Iljaam Tum , Apne Upar Kyu Lete Ho, Kya Karu Ah Dost Saadi Shuda Jo Hun Ek Arse Se…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kya Hai Wafa E Mohabbat Teri Raah Dekhte Hain Tere Ishq Mein Jeene Ki Chaah Dekte Hain Tujhse Hai Pyaar Sanam Dilo Jaan Se Ab To Bs Teri Mohabbat Ka Paigaam Dekhte Hain
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • उसने हमसे पूछा तेरी रज़ा क्या है; क्यों करते हो पसंद वजह क्या है; कोई बताए उसे मेरी खता क्या है; जो वजह से करे पसंद किसी को, उसमें मज़ा क्या है।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ab Kushi Hai Na Koi Dard Roolane Wala Humne Apna Liya Har Rang Zamane Wala Usko Rukhsat* To Kiya Tha Mujhe Maloom Na Tha Sara Ghar Le Gaya Ghar Chhor Ke Jaane Wala Door Ke Chand Koi Dhundho Na Kisi Aanchal Mein Ye Ujala Nahi Aangan Ke Saamne Wala Ik Musafir Ke Safar Jaisi Hai Sabki Duniya Koi Jaldi Mein Koi Der Mein Jaane Wala
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yaad Mein Tumhari Har Roz Tadpata Hai Koi Har Saans Ke Sath Tumhe Yaad Karta Hai Koi Yakin Hai Hume Tum Bhi Hume Yaad Karti Ho Yahan Tumhari Yaad Mein Pal Pal Marta Hai Koi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • सौ बार मरना चाहा उनकी निगाहों में डूब के, वो हर बार निगाहें झुका लेते हैं, मरने भी नहीं देते।"
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Main Kisi Ko Dikhata Nahi Jakham Apne, Fir Log Kyu Ghamon Ka Badsaah Kahte Hain, Main Kahta Bhi Nahi Kisi Se Kuchh, Fir Log Kyu Mujh Se Juda Rahte Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Palkon Pe Aansuo Ko Hum Saja Na Sake, Usako Bhi Dil Se Hum Bhula Na Sake, Har Kisi Se Zakhm Khaya Tha Dil Mera, Par Ye Zakhm Hum Kisiko Dikha Na.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Main Kab Tanha Hua Tha, Yaad Hoga Tumhara Faisla Tha, Yaad Hoga Bahut Se Ujle-Ujle Phool Lekar Koi Tumse Mila Tha, Yaad Hoga Bichi Thi Har Taraf Aankhein Hi Aankhein Koi Aansu Gira Tha, Yaad Hoga Udasi Aur Badhti Ja Rahi Thi Voh Chehra Bujh Raha Tha, Yaad Hoga
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ae Yaaro Meri Is Iltaja Ko Meri Khawais Na Samjhana, Meri Duniya Toh Ujad Gayi Apni Dunioya Sajaye Rakhna, Kisi Ke Saathi Ban Jana Un Se Khilwad Na Karna, Bas Ye Hi Aarju Hai Meri Kisi Se Pyar Na Karna…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Anjane me hum apna dil gawa baithe is pyar me kaisa dhoka kar baithe unse kya gila kare bhool hamari hi hai jo bina dil walon se dil laga baithe !
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Muskaraun Bhi Main Toh Kaise Yaaro, Kya Mila Hai Mujhko Zamane Mein, Mere Jakhamon Par Lagaya Na Marham, Dard Aur Badha Sabko Dikhane Mein…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hm mr jaen gy ik din daikh lena..! Ro gy boht tm us din daikh lena. Duniya main hain to parwa nai hmari. Chor jaen gy tumhain ik din daikh lena. Aanso chupatay phiro gy sb sy tm. Itna hi hm yad ayen gy daikh lena Kuch yadein mithi mithi si tm ko boht sataen gi Tm khud ko na rok pao gy daikh lena. Mana k kuch nai hen aj hum tmharay liye. Kal tmharay liye ik yad ban jaen gy daikh lena..!! ----------------------------------
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Taqdeer ne thaani hai, Mujhe gum dene ki Un gumon ko main dhoke rahunga Yeh vaada raha har deewar ko phaand kar Main tera hoke hi rahunga.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindagi ke safar ko lafzo mein piroya hai, Apni her ek gazal ko dard me bhigoya hai, Gujarish h aapse ki aaj wah wah na kehna, Kyuki ye dil aaj phir kisi ki yaad me roya h
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Karoge Yaad Hame K Zamane Ko, Jab Hum Jayenge Kabhi Na AaneKo, Chedega ZIQR koi Jab Hamara Mehfil Me, To Chale Jaoge Tanhayi Me Aansu Bahane ko.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS