• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • मेरी हर शायरी में सिर्फ तुम होती हो.. दर्द बस इतना है की "सिर्फ" शायरी में हीं क्यों होती हो....
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jana Pehchana Koi Naam Nahi, Main Koi Khuda Yaa Khuda Ka Paigaam Nahi, Agr Rula Na Du Us Bewafa Sanam KatiL Ko To, Dard_E_DiL "KHUMAN" Mera Naam Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Phir kahin door se ik baar sada do mujko, Meri tanhai ka ehsaas dila domujhko, Tum to chand ho tumhe meri zaroorat kya hai, Main diya hoon kisi chaukhat pe jala do mujko.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Ki Kitaab Ka Panna Churaa Legae Tum; Aankhon Se Neendh Uda Legae Tum; Teri Yaad Me Tadapne Ki Aadat Nahin Thi Mujhe; Apni Yaadon Se Tadpaane Sikha Gaye Tum!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bahaane se apki baat karte hain, Har pal aapki kami ka ehsas karte hain, Itni bar to aap saans bhi na lete honge, Jitni bar ham aapko yaad karte hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hamari Zindagi Hai Mout Se Badtar Tumhare Bina, Sukhon Ke Sarjamon Mein Chubhe Nastar Tumhare Bina, Katati Hai Hawa Ki Narmi Nahin Jab Paas Tum, Khuabuon Ki Mahmahat Jahar Tumhaare Bin,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Naa to wo karib hai jo pyaar kiya jaye Na hi tasveer h uski k didaar kiya jaye Dard ye kaisa mila h uski chahat me Naa usko kuch kaha jaaye, Aur ab naa hi uske bin raha jaaye..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Nind Ne Ankho Se Jo Palko Ko Uthaya He Koi He Jo Dilko Bahut Yaad Aya He Wese To Yad apki Hr Waqt Hi Aati He Lkin Ab To Jese Tufan Simat Aaya He
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hum ne Unke Samne Ana Chod Diya Apni Chahat Ko Jatana Chod Diya Kyon Ki Jinki Hansi Pe Marte The Hum Unhone Hame Dekh Kar Muskurana Chod Dia.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bina pukare hume saath paoge, karo wada k dosti aap v nibhaoge matlab ye nahi k roz yaad karna bas yaad rakhna us waqt jab biryani khaoge.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bina gum khushi ka pata kaise chalega, Bina roye hansi ka maza kaise milega, Wo jo bhi karta hai wo hi janta hai... Agar hum jaan gaye to use khuda kaun kahega.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ismein Aapki Khata Bhi Kya Bataun Main, Hamare Naseeb Mein Hi Aapka Saath Nahi Hai, Varna Sagar Ki Dosti Ko Yun Thukraate, Aisi Toh Yahan Par Koi Bhi Baat Nahi Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tanha baitha hu usi raah par kahin, Jahan tak nazar gyi tanhai k siwa kuch nhi, Akela na hote aaj main is tarha, Magar apne jaate jaate hume pukara hi nhi..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kashish honi chaiye kisi ko yaad karne ki, Lamhe to apne aap mil jayenge, Waqt hone chahiye kisi ko milne ka, Bahane to apne aap mil jayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aansuon ko yunhi tum ponchhte jaoge Yaadon me meri tum yunhi duubte jaoge Chhahkar bhi na hata paoge tasveer dilse Inn ankhon me chhupi tadap se tadap jaoge, Bharat
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Marne wale toh ek din… Bin bataye marr hi jate h Lekin.. Wo log toh roz marte hain, Jo kisi ko khud se jyada chahte h
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Husn Waale Toh Hote Hain Sangdil Hamesha, Inki Adalat Mein Na Sunwayi Hoti Hai, Aap Apna Na Banana Kabhi Inko Dosto, Kyunki Dil Tuta Toh Jag Hansayi Hoti Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tut jaye khwab to judne ki aas kya rkhna Palko ke bhigne ka hisab kya rakhna, Bas isliye muskura dete hain hum, Ki apni udasi se kisi ko udas kya rakhna.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sapno ko haqiqat banakar jeene lage the isliye shayad hum peene lage the sapno ke wo mahal pal bhar mein Barbaad ho gaye Jin sapno ko sajaane mein mahinee lage the.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS