• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Mai Tuje Toot k chahu to Meri Fitrat Hai Tu Bhi ho Mera Talabgar Zaruri to Nahi Ae Sitamgar Zara Jhank Meri Ankhon Me Zuban Se Pyar ka Izhaar Zruri to Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hume Bhi Apna Dil Laga Kar Dekha, Toot Kar Kisi Ko Chah Kar Dekha , Usne Ne Kar Diya Barbaad Mujhe, Jiske Liye Humne Apna Sb Kuch Gawa Kar Dekha…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bhool Jana Tha To Phir Apna Banaya Kiyon Tha Jhooti Ulfat Ka Yakin Dilaya Kiyon Tha Apni Chahat Ka Yakin Dilaya Kiyon Tha joothi Manzil Ka Neshana Banaya Kiyon Tha..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • MaN Wo Dil NaHi Rahe Wo Jazbe NaHi Rahe Apne Bhi Is Daur Me Apne NHi Rahe Halaat-E-Zindagi Par Gaur Kiya To Jana Rishte ZUBAN Ke Rahe DIL Ke Nai Rhe.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kuch pal jhelo shayad hum fir na mile, Yaad kar lo shayd fir waqt na mile, Chale jayege zindagi se itni door ki, Haqikat to kya shyad fir sapne me bhi na mile..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aankhon Mein Raha Dil Mein Utar Kar Nahi Dekha Kashti Ke Musafir Ne Samander Nahi Dekha Be Waqt Ager Ghar Jaon Ga Sab Chonk Parein Gey Ik Muddat Hui Din Me Kabhi Ghar Nahi Dekha mousumi
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • ​ज़िस्म से मेरे तडपता दिल कोई तो खींच लो​;​ मैं बगैर इसके भी जी लूँगा मुझे अब ​ये यकीन ​है।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • yaad aati hai to jara kho lete hai. Ansu aankho se utar aya to ro lete h. neend to nhi aati aankho me lekin aap sapno me ayange is liye so lete hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kalam thi hath mai likhna sikhaya apne, Takat thi hath mai hosla dilaya apne, Manzil thi samne rasta dikhaya apne, Hum to sirf dost they, AASHIQ BANAYA Aap ne
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Chaand ki judai me asman bhi tadap gaya uski ek jhalak pane ko har sitara taras gaya baadal ke dard ka kya kahun wo bhi haste haste baras gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • ‎"Dard ko dard dena bhi dard hai, Us dard main jalna bhi ik dard hai, Ye dard-e-muhabbat ki kahani hai jana, Jo is dard ko samjhe wohi mera hum-dard hai..." ----------------------------------
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil se roye magar honto se muskura bethe Yuhi hum tumhare se dil laga bethe, Wo hume apna ek lamha bhi naa de sake, Jinke liye hum apna sara sukun gava bethe
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kashish Dil Ki Har Cheez Bhula Deti Hai Bandh Aankhon Me Sapne Saja Leti Hai Sapno Ki Ek Duniya Jarur Rakhna Kyun Ki Hakikat To Aksar Rula Deti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Har Raat Ro-Ro Ke Unhe Bhulane Lage, Aanshuo Me Unke Pyar Ko Bahane Lage, Ye DiL Bhi Kitna Ajeeb Hai, Roye Hum To Wo Aur Bhi Yaad Aane Lage.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Char Dino Ki Thi Zindagi Jaane Kaise Beet Gayi, Thukara Ke Yahan Sab Humko Bewafa Hi Kahte Rahe, Magar Na Kisi Se Hamne Aaj Talak Kiya Shikwa, Hum Bhi Na Jaane Kaise The Chup Chap Sitam Sahte Rahe…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Usne Mujhe Aazmaya Bohat Hai Ja Ja Ke Maine Use Manaya Bohat Hai Sach Puchiye To Bohat Pyara Lagta Hai Dil Ko Wo Shakhs Jis Ne Mujhe Rulaya Bohat Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aaj Hasi Dekar kal Rula na Dena, Itna Miss Karke Kal Bhula Na Dena, Apane is Pyare Rishte Ko Yaad Rakhna, Kahi Inhe Yado ki tarah Bhula Na Dena !!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • कसक प्यार की छुपाये हुए नजरो में उम्मीद बसाये हुए इंतजार में उनके हम बैठे थे और वो चुपके से गुजर गए पल्लू से सर छुपाये हुए
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS