• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Naadan Hai Mujhe Patthar Dil Bataane Waale Shaayad Bhul Gaye Hain Ek Baat Ye Zamaane Waale Patthar Ki Keemat Un Haathon Se Pucho… Taraash Ke Tajmahal Bana Gye Jo Banaane Waale
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jab Se Bichhda Hai Sanam Hamara, Dil Nahin Karta Ab Jine Ko, Saath Lekar Chala Gaya Khusiyan, Bas De Gaya Hamein Aansu Pine Ko…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tammana se nahi tanhai se darte hain, pyaar se nahi ruswaai se darte hain, milne ki to bahut chahat hai, par milne ke baad judaai se darte hain
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aur ek kadam par thi manjil meri, jaane kion ye kismat tapak pari? Bas aur do pal me thi mulakat hamari, jaane kion ye meri duniya hil gayi?
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Rishte Hum to dil se nibhate rahe par wo to hume bas bhulate rahe bewafai wo aise karenge yakeennahi tha phir bhi hum unko khwab me dhundte rahe
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Ne Palko Pe Sajaya Mujhe Zindagi Kya Hai Yeh Bataya Mujhe, Jab Bhi Dil Me Hasne Ki Tamanna Jaagi Meri Taqdeer Ne Khoob Rulaya Mujhe...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil ki dhadkano ko, Ek lamha sabar nahi, Shayad ke usko, ab meri jara b kadar nahi, Har safar me mera, kabhi humsafar tha wo Ab safar toh hain, magar wo humsafar nahi
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bevajah Duniya Satati Hai, Har Tarah Se Dil Dukhati Hai, Bahana Bhar Chahiye Unko, Hawayen Tinka Udati Hain, Tute Dil Bikhre Hain Charon Orr, Gham Ki Chakki Pise Jati Hai, Achha Khate Pahnate Dekha, Padosan Asagun Manati Hai, Khana Hai Bas Ek Do Roti, Haay Touba Kyu Machati Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • सुकून की तलाश में हम दिल बेचने निकले थे,
    खरीददार दर्द भी दे गया और दिल भी ले गया..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Log kehte hain jo chup rehte wo gam sehte hain, Per shayad unhe ye pata nahi, Jo chup rehte hain, Wo kisi ko sochne se hi khush rehte hain….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jiski Talaash Hai Usko Pata Hi Nahi……….. Humari Chahat Ko Usne Samjha Hi Nahi……….. Hum Puchte Rahe Ki Kya Tumhe Humse Pyar Hai………… Wo Hass Kar Kehte Rahe Ki Unnhe Pata Hi Nahi………..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aap Hame Rulado Hame Gam Nahi Aap Hame Bhulado Hame Koi Gam Nahi Jis Din Humne Aap Ko Bhula Diya Smaj Lena Is Duniya Me Hum Nahi...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Itni Shiddat Se Chaha Use Ki Khud Ko Bhi Bhula Diya; Unke Liye Apne Dil Ko Kitni Hi Baar Rula Diya; Ek Baar Hi Thukraya Unhone; Aur Humne Khud Ko Maut Kee Neend Sula Diya!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kahi Aisi Kitaab Mile Jispe Dil De Dete, Sab Ne Harama Deemag Khaya, Kisko Javaab Dete, Ab To Ye Syllbus Dekh Ke Lagta He Hame K, Ek Mahina Aur Hota To Duniya Hila Dete.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • इंतज़ार की आरज़ू अब खो गई है; खामोशियों की आदत हो गई है; ना शिकवा रहा ना शिकायत किसी से; अगर है तो एक मोहब्बत, जो इन तन्हाईयों से हो गई है।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindagi se hume koi shikayat nahi, Jee toh rahe h par khusi se nahi, Har shakhs ne dukh b bahut diye, Par hum kisi se naraj bhi nahi
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Apni ruswai aur tere naam ka charcha dekhon Ek zara Shair kahon aur mein kia kia dekhon.. Neend aa jaye to kia mehfilain barpa dekhon, Aankh khul jaye to tanhai ka Sehra dekhon, Shaam bhi ho gai, dhundla gain aankhain bhi meri, Bhoolne wale, mein kab tak tera rasta dekhon...? Sab zidain is ki mein poori karon, har baat sunon, Aik bache ki tarha use hansta dekhon.... Mujh pe chah jaye jo barsat ki khushbu ki tarha, Ang ang apna usi rut me mehakta dekhon... To meri tarha se yakta hai mager mere habeeb, Jee mein aata hai koi aur bhi tujh sa dekhon... Mein ne jis lamhe koi pooja hai usy bas ek baar, Khwab ban kar teri aankhon me utarna dekhon... Tu mera khuch nahi lagta hai, magar jaan-e-Hayat, Jane kion tere liye dil ko dharakta dekhon..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • बिन बात के ही रूठने की आदत है; किसी अपने का साथ पाने की चाहत है; आप खुश रहें, मेरा क्या है; मैं तो आइना हूँ, मुझे तो टूटने की आदत है.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jinki Yaad Me Hum Deewane Ho Gaye, Humse Hi Wo Begane Ho Gaye, Shayad Unhe Talash Hai Ab Naye Pyar Ki, Kiyoki Unki Nazar Me Hum Purane Ho Gayi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • ज़िक्र अक्सर तेरा ही आता हैं हर अफ़साने में; तुझे जान से ज्यादा चाहा हमने ज़माने में; तन्हाई में तेरा ही सहारा मिला; नाकाम रहे तुझे अक्सर हम भुलाने में।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS