• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Har Dil Mein Dard Chupa Hota Hai Bayan Karne Ka Andaz Juda Hota Hai Kuch Log Ashqon Mein Dard Ko Baha Dete Hain Aur Kisi Ka Dard Hassi Mein Chupa Hota Haiiii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • chirag me agar nur na hota , tanha dil majboor na hota........ hum apki kheariyat puchne khud hi aate , agar apka aasiyana itni dur na hota
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bahut Jee Chuke Hum Gairon Ke Liye Sagar, Ab Apno Ke Liye Hi Bas Jiyenge Hum, Bahut Le Liye Hain Dard Auron Ke Humne, Ab Toh Apno Ke Ghamon Ko Seeyenge Hum…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • "दिल जलाने की अदा तूम्हारी अब तक नहीं गई,, फूल भी अब तुम पास वाली कब्र पे रख जाते हो.!"
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ask Dekar Aankoho Mein Jaalim, Khade Ho Woh Kahkahe Lagane Lage Hain, Woh Hans Kar Dete Hain Aanchal Ka Tukda, Jab Hum Kismet Pe Aansu Bahaane Lage Hain, Ask Mohabbat Mein Jo Hamne Paaye, Keemat Aansuo Ki Jab Woh Lagane Lage Hain, Hamne Maangi Thi Unse Mohabbat, Woh Bewafai Ka Ilzaam Lagane Lage Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • neelam name ki ek ladki the hum to payar nahi karte the magar o mujhse payar karte the hume bahut bura lagta tha magar o har nahi mani mujhe tadpa diya pahli,bar kisi ladti ke liye roya mai aajh tak usi ke bare me sochte rahte hai ab o kabi chat me aa bhi,jati the aab o nahi aati har din usi chat par na dekhu to chai nahi aata hai use dekhe hune 8 month ho gaya maine bhi nahi hara main bhi ek giral friends dundh liya
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mana Hum Aapke Kaabil Nahi, Samne Hokar Bhi Nazar Aati Manzil Nahi, Ghame Apne Pyar Mein Tadapne Se, Hoga Sanam Kuchh Bhi Hashil Nahi….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Ki Duniya Khali Hai Tab Se, Jab Se Tum Gaye Ho Sab Aane Se Darte Hain Yahan, Jab Se Tum Gaye Ho Sheeshe Mein Dekhta Hu Chehra Apna To Ro Deta Hu Kisi Ne Na Ponche Aansoo Jab Se Tum Gaye Ho..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kashti toofan se nikal sakti hai, Shama bujh ke bhi jal sakti hai,sweet Mayus na ho irade na badal aye dost, Kismat kisi bhi waqt badal sakti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mann hi mann me kuch chipati hai wo Din ka chain raato ki nind udati h wo Dil me ek ajib ehsaas jaga rakha hain Ashq bankar aankho ko tadapati h wo
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yahi Halat Aarambh Se Rahe, Log Hamse Khafa Khafa Se Raha, In Chiragon Mein Tel Hi Kam Tha, Kyu Gila Humko Fir Fir Hawa Se Raha, Bahas Satranj Sher Sangeet, Tum Nahi The Toh Yeh Dilase Rahe,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Saath Chhod Doge Aap Hamara, Aisa Toh Hamara Ikrar Nahi Tha, Log Uthayein Hamari Dosti Par Ungali, Aisa Toh Hamara Pyar Nahi Tha…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mujhe mitti ka ghar banane ka shok tha, Use ashiyana girane ka shok tha, Wo bewfa the isme herani ki kya bat? Mujhe bhi bewfa logo se dil lagane ka shok tha.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • दर्द की दास्ताँ अभी बाकी है, महोबत का इम्तेहान अभी अभी बाकी है, दिल करे तो फिर से वफ़ा करने आ जाना, दिल ही तो टुटा है, जान अभी बाकी है.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tum in honto ke muskraht ko yuhe rehne dena, duneya jo b kehti hai usy kehne dena, hai guzarish tum se a meri jana, kudaya in ankho se kabi anso na behne dena…..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khud Ko Jahaan Mein Badnaam Kar Liya, Apna Daaman Kanto Se Chaak Kar Liya, Ab Toh Hata Do Rukh Se Parda Jaalim, Tere Pyar Mein Khud Ko Barbaad Kar Diya…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Teri Judayi Ka Gham Umar Bhar Raha Lekin, Ek Is Gham Ne Mujhe Zindagi Bhi Bakhsi Hai, Hai Ajab Tarah Ki Dahsat Tere Diwane Mein, Jee Na Aabadi Mein Lagta Hai Na Veerane Mein,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindagi Ki Raaho Mein Har Kadam Par Tanhayi Hai, Koi Mere Saath Nahi Bas Teri Bewafayi Hai, Mere Sahar Mein Yeh Dar Diwar Kis Ki Hai, Yaha Meri Mohabbat Thi Aaj Majar Kis Ki Hai, Mila Tha Jo Ek Sathi Woh Bhi Hum Se Chhutha Hai, Bewafa Nahi Jab Woh Fir Kyu Hum Se Rutha Hai, Is Tarah Se Mujhe Barbaad Kiya Hai Usne, Ki Sham Kuchh Bhi Nahi Subah Kuchh Bhi Nahin…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • jo bhi mila woh ham se khafa mila dekho dosti ka kya sila mila umar bhar rahi faqat wafa ki talash par har shaks mujh ko bewafa mila
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS