• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • मतवाले नैन हैं,जैसे जल में फूल रहे हों तैर। इन जुल्फों का दीवाना में,कंही बन न जाय कोई गैर।।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Se Hum Ab Khelna Seekh Gaye, Hum Bawafai Ke Saath Jeena Seekh Gaye, Kya Batayein Kis Kadar Dil Toota Hai Mera, Maut Se Pehle, Kafan Aud Ker Sona Seekh Gaye….!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Shisay Se V Najuk Mere Dil Ko Usne Todd Diya, Gairon Se Wo Apne Pyar Ka Nata Jodd Liya, Humein Dekh Kar Zalim Wo Ab V Muskurate Hain, Or Usne Mujhe Bhari Bazar Me Lutnne Chodd Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jis Ki Qurbat Main Karar Bohut Hay Us Ka Milna Dushwar Bohut Hay Jo Meray Hathon Ki Lakiron Main Nahin Us Shakhs Say Mujhey Pyar Bohut Hayyy
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Phool kuchh is qadar tod aye Baagbaan ! , Ke shaakh hilne na paaye na aawaaz ho, Warna gulshan mein raunaq na phir aayegi, Dil agar ek kali ka bhi dahal jayega !!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindagi mein gham kuch kum na thy Ghalib, Ke aur kitno ko mere saath jood diya. Apne gham ko kahan tak barshadt karen saqi, Jab uperwale ne hi humse rukh mod liya..ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Unke aansu apni aankho mein chhupa lete, Unke dard k apna bana lete. Bas ek baar wo keh dete ke tera haq hai mujh par, Fir is duniya se ladkar unko apna bana lete.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Ki Naakam Hasratein Lekar, Hum Uska Intezar Kartey Hain, Kash Ke Woh Laut Aaye Mujhse Ye Kehne, Tum Kon Hote Ho Mujhse Bichadne Wale, Jaise Guzra Ho Abhi Tu Mere Darwaze Se, Ab Hawa Bhi Tere Aane Ki Aahat Lagti Hai, Bichad Ke Tune Mujhse Kbhi Ye Bhi Socha Hai, Adhoora Chand Bhi Kitna Udas Lagta Hai, Wohi Muntazir Nighaien, Wohi Sham-E-Gham Ka Alam, Hum Azal Se Dekh Rhe Hain, Teri Wapsi Ki Raahen…. :-(
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • kya mangu khuda se tumhe pane ke baad kiska karun intzar tere aane ke baad kyun dosto pe jaan luta dete hai log malum hua tumhe dost banane ke baad...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • नींद आँखों में नहीं ख़्वाब खो गए; तन्हा ही थे, कुछ तेरे बिन हम हो गए; दिल कुछ तड़प उठा, ज़ुबान भी लड़खड़ाई; तेरी याद में दो आँसू चुपके से बह गए।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Suno,Tum Mera Dil Na Tod Jana Raste Me Khi Sath Na Chhod Jana Mere Dil Pe Zakhm H Aansuo Me Lipte Dekho Smbal K Khi In Me Ulajh Na jana..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindagi Ka Bharosa Nahin, Duniya Ka Yakin Kya Karen, Aaj Ki Yaari Matlab Ki, Koi Kisi Ke Liye Kyon Mare, Bhai Bhai Se Kare Dhoka, Gairon Se Umeed Na Rahi, Mana Ke Yeh Kalyug Hai, Magar Pyar Zinda Hai Kahin Ma Kahin…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kya Zindagi Hamari Gali Tak Bhi Aayegi Kabhi, Yeh Geshuon Ke Phool Yeh Naks E Kadam Ka Chand, Is Baar Tajurbon Ki Sadayein Najar Par Hain, Roshan Hua Jayada Tha Pichhle Janam Ka Chand, Aankh Na Khol Dena Amavas Ki Raat Hai, Hathon Mein Le Ke Jhooma Karo Jaam E Jam Ka Chand, Darwaaje Sahar E Dard Ke Khulne Do Doston, Niklega Muskurata Hua Sham E Gham Ka Chand…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • DARD BHI TO EK EHSAAS HAI: door ja kar bhi wo mera paas hai:* . ISHQ LAFZO KE MOHTAJ NAHIN HAI: ek pal me jo mit jae woh pyar nahin hai:*
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Maut mangte he to zindagi khfa hojati h Zehr late he to wo b dwa ho jati h Tu hi bta ay mere dost kya karun. jisko b chahte he to wo bewafa ho jate he.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Har Khusi Ke Pahlu Haaton Se Chhut Gaye, Ab Toh Khud Ke Saaye Bhi Rooth Gaye, Haalat Hain Aise Zindagi Mein Hamari, Pyar Ki Rahon Mein Hum Bilkul Toot Gaye…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tujhe Kya Mila Aye Jamaane Mujhe Dafnakar Mere Sare Arman Mitti Me Milakar Mat Kro Itna Julam Ke Ab Maan Bi Jaao Arey Ghar To Tumhare Bhi Jalenge Ek Din Ghar Mera Jalakar…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS