Aaj Aankho Ke Niche 1 Bund Payi,
Puchha To Boli Yuhi Nikal Aayi,
Humne Puchha Kyun Kuch To Karan Hoga,
To Boli Aakhir Kab Tak Chhupa Pati Aapki Tanhai.
Mile Bhi N The Jinhe Kabhi Unse Hame Pyar Ho
Gya
Yunhi Baate Hoti Rahi Or Unka Her Lamha Hamra
Yaadgaar Ho Gya
Ek Din Aisa Tufaan Aaya Wo Bole Unhe Kise Or S
Pyaar Ho Gya
Is Bhari Duniya Me Main Khud Apna Gunehgar Ho
Gya.
Kab Kaha Hum Ne Ki Raste Nahi Milte,
Milte Hain Bahut Pr Saste Nahi Milte…
Kinaro Pe Khde Feezul Ret Ke Mahal Sab,
Bas Sahil Ki Den Wo Moti Nahi Milte…
Patzad To Hai Sirf Aazadi Ka Ilzam,
Khushi Ki Chhanv Ho Jisme Wo Gulsan Nahi Milte…
Aarzoo Ki Ladiya Jo Sjayi Thi Humne Apne Hatho Se,
Arman Ab Hmare Pure Ho Aese Asaar Nahi Milte…
Thak Jati He Lehre Us Paar Se Iss Paar Karte Karte,
Lekin Unhe Do Pal Ka Chain De Wo Kinare Nahi Milte…
जाने किस बात...
जाने किस बात पे उस ने मुझे छोड़ दिया है फ़राज़;
मैं तो मुफलिस था किसी मन की दुआओं की तरह;
उस शख्स को तो बिछड़ने का सलीका नहीं फ़राज़;
जाते हुए खुद को मेरे पास छोड़ गया;
अब उसे रोज सोचो तो बदन टूटता है फ़राज़;
उम्र गुजरी है उसकी याद नशा करते -करते;
बे-जान तो मै अब भी नहीं फराज;
मगर जिसे जान कहते थे वो छोड़ गया;
जब्त ऐ गम कोई आसान काम नहीं फराज;
आग होते है वो आंसू , जो पिए जाते हैं;
क्यों उलझता रहता है तू लोगो से फराज;
ये जरूरी तो नहीं वो चेहरा सभी को प्यारा लगे।
Ghar Se Nikle Agar Hum Bahak Jaayenge,
Woh Gulaabi Katore Jahalak Jaayenge,
Hamne Alfaaj Ko Aaina Kar Diya,
Chhipne Wale Gajal Mein Chamak Jaayenge,
Dushmani Ka Safar Ek Kadam Do Kadam,
Tum Bhi Thak Jaaoge Hum Bhi Thak Jaayenge,
Kaha Koi Aisa Mila Jispe Dil
Luta Dete, Har Ek Ne Dhoka
Diya Kis kisko Bhula Dete,
Apne Dil Ka Dard Dil Hi
Mein Dabaye Rakhe Hain, Karte
Bayan To Mehfil Ko Rula Dete.
Kyu Na Socha Tumne K Kya Hoga Is Dil Ka
Kyu Kho Gae Tum Jese Koi Jhonka Hawa Ka
Zindagi Meri Badal Kyu Chale Gae Tum
Puchungi Jab Milungi Tumse Khwabo Mein
Tum Gaye To Khusi Chali Gayi,
Tumhare Bina Chiraago Me Roshni
Chali Gayi, Kiya Kaho Kiya
Gujri Hai Shaban Ke Dil Par,
Ham Zinda To Rah Gayi Par Hamari
Zindagi Chali Gayi...
Humne Toh Bas Itna Hi Sikha Hai Dosto,
Raah E Mohabbat Mein Kabhi Kinara Nahi Milta,
Jo Mil Jaaye Is Raah Par Kabhi Yaar Se,
Woh Jakham Kabhi Bhi Fir Dobara Nahi Silta….
Tum Bhoolna Chaho Gay Tu Yaad Aaonga Mein
Aankhon Mein Ashk Chupaoogay Tu Yaad Aaaonga
Mein
Yeh Khizaayein Bhi Baharoon Mein Badal Jayein Gi
Phool Par Hont Jhukaoo gay Tu Yaad Aaonga Mein
Mein ke Chun Laita Tha Palkoon se Tumhare
Aansoon
Tum Kabhi Ashk Bahao Gay Tu Yaad Aaoonga
Mein…
Mohbbat shok se hoti hai irado se nhi,
Dosti insano se hoti hai pattharo se nhi,
Ager gila ho koi dil mai to mita dena,
Gile apno se kiye jaate hai gero se nhi.
Chalo Tum Raaz Ho Apna Tumhein Afsha Nahi Karte,,
Suno Jisko Chaha Jaye Usey Chora Nahi Karte,,
Jisey Shaffaf Rakhna Ho Usey Meela Nahi Karte,,
Jo Bus Jata Hai Dharkan Main Usey Bhoola Nahi Karte,,
Kisi Ko Dil Dete Waqt Bohat Socha Nahi Karte,,
Jo Pehle Say Hi Tanha Ho Usey Tanha Nahi Karte,,
Suno Yaadein Satayen Gi Magar Roya Nahi Karte,,
Suno Tum Yaad Aate Ho Aur Hum Soya Nahi Karte