Pataa Nahin Zindagi Ko Mujhse Kyaa Chaahiye,
Jo Kabhi Meraa Ho Nahi Sakta
Use Itna Karib Lati Hai,
Jab Chodke Jayenge Woh Hum,
Aisa Naa Ho Ki Hamse Jyaada ,
Ansuo Ki Bheed Me Wo Kho Jaye…
Ab Ehsaas Se Chu Kar Mujhe Sandal Kardo,
Mein Ke Sadiyon Se Adhoora Hun Mukamal Kardo
Na Tumhein Hosh Rahe Aur Na Mujhe Hosh Rahe,
Is Qadar Toot Ke Chaho Ke Mujhe Pagal Kardo…
Tum Hatheli Ko Mere Piyar Ki Mehndi Se Rango,
Apni Aankhon Me Mere Naam Ka Kajal Kardo…
Dhoop Hi Dhoop Hon Mein Toot Ke Barso Mujh Par,
Mein To Sehra Hun Mujhe Piyar Ka Badal Kardo…
Iske Saye Mein Mere Khwab Mehak Uthen Gey,
Mere Chehre Pe Umeedon Bhara Aanchal Kardo..
Apne Honton Se Koi Mohar Lagao Mujh Par,
Ik Nazar Piyar Se Dekho Mujhe Ghayal Kardo…
ऐ खूदा,
उस दिल-ए-रूह से बच,
इस दूनिया मे आके ऐसा खेल मेरे मौला तू रच,
मिट जाए सारे झूठ रह जाए बस सच ही सच,
तकदीर तो ऊपर वाले का अनोखा खेल है,
न जाने यहाँ आके किसका किस किस के साथ मेल है,
लगता है अभी मेरे आगे पीछे दायेँ बायेँ कुदरत की बनी अनोखी जेल है,
लेकिन मेरे मौला इसके आगे तेरा ये भेजा वन्दा बिल्कुल फेल है,
बच जाऊ मै,भाग जाऊ मैं क्या तूने इस दूनिया मे बनाई कोई ऐसी रेल है,
या अल्ला…,
थक गया हूँ, डर गया हूँ…,
सच छुपा-छुपा के, ऐसा महसूस होता है के मै अपने अन्दर ही अन्दर घुट-घुट के मर रहा हूँ,
अन्दर ही अन्दर स़ड़ रहा हूँ,पेड़ मे लगे पत्ते जैसा झड़ रहा हूँ,
जलती लौ मे जैसे कड़ रहा हूँ,
ऐ खुदा मेरे जुल्मो को मिटा दे , मुझे सच बस सच की राह मैं बिठा दे |
Aaj hum roye tanha unko bhulane ke liye,
tmaam yaad hai unki hume rulane ke liye,
unki yaadon ko mitane ka jariya na mila,
humne khud ko mitaya unki yaadon ko mitane ke
liye,,,,,,
Mera har pal teri yaadon me gujar jaayega,
har ashq mera tera naam lekar sookh jaayega,
kabhi na dena hume dhokha is kadar ki,
warna mera janaja bhi teri gali se hi jaayega,,,,,ii
Kabhi Tou Fursaton Se Nikal
Kar Humse Milo Kuch Deir
Humarey Sath Tou Chalo Karo
Mohabat Tou Karo Is Tarha Se
Har Taraf Dikho Mujhey Har
Taraf Bas Tum Hi Milo.
AB TO HUM APKE LIYE AJNABI HO GAYE H,
BATO K SILSILE V KAM HO GAYE H,
KHUSIYO SE ZYADA HAMARE PAS GUM HO GAYE H,
KYA PATA YE WAQT BURA H YA BURE HUM HO GAYE H.
Ab Use Kya Yaad Karna,
Vakr Gujra Tha Gujarana,
Kabhi Halke Halke Kabhi Bhari,
Kadmon Mein Chadna Utrana,
Dard Ke Sailab Mein Bhi,
Khusi Ka Hai Ek Jharna,
Yaadon Me Humari Aap Bhi Khoye
Honge, Khuli Aankho Se Kbhi Aap
Bhi Soye Honge, Mana Hasna Hain
Adaa Gam Chhupane Ki Par Haste
Haste Kabhi Aap Bhi Roye Honge.
Jakhm Yun Muskura Kar Khilate Hain,
Jaise Woh Dil Ko Chhu Kar Gujre Hain,
Dard Ka Chand Aansuon Ke Taare,
Dil Ke Aangan Mein Aaj Utre Hain,
Rakh Ke Dher Jaise Sard Makaan,
Chand Un Badliyon Mein Rahte Hain,
Aaino Ka Koi Kasur Nahi,
Unmein Apne Hi Photo Hote Hain,
Gour Se Dekh Khak Tanha Nahi,
Sath Phoolon Ke Rang Udhte Hain,
Unse Raat Ki Khabar Suno Sahab,
Badr Ji Raat Raat Ghume Hain…
Khamosh raat hai saahilo ka saath hai
koi dil ke kareeb toh kisi ke dil paas hai
Safar tanha hai phir bhi dil me kaee jazbaat hai
kabhi khushiyon ki mehfil kabhi gam ki barsaat hai
yehi hai zindagi
kahi mehekti subah kahi andheri raat hai.
Raat Ko Jab Chand Sitare Chamkate Hain,
Hum Hardam, Fir Teri Yaad Mein Tadpate Hain,
Aap Toh Chale Gaye Ho Chhodkar Sanam Ko,
Magar Hum Aapse Milne Ko Tarste Hain…