• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • खो गयी हूँ..इन रास्तो में कही जहाँ से वापसी भी मुमकिन नही ना कोई चेहरा अपना सा लगता है ना कोई रास्ता पहचाना सा
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Koun Hu Main Aur Kya Hu Main, Jinda Hu Ya Mar Gaya Hu Main, Kis Kadar Badla Hua Huliya, Dekhkar Khud Dar Gaya Hu Main, Rasta Kuchh Sujata Kaise, Soone Ghat Utar Gaya Hun Main, Thokren Khakar Jamane Ki, Taar Taar Bikhar Gaya Hu Main, Bhukh Se Lekar Siyast Tak, Har Bala Se Gujar Gaya Hu Main…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • True Lines..!! Sache Rishtoein Ki Khubsurti Ek Dusre Ki Galtiyon Ko Bardasht Karne Mein Hai.. . . Kyunki. . . Bina Kami Ka Insaan Talaash Karoge, Toh Akele Reh Jaaoge.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wo Teri Yad Ko Seene Se Laga Ker Roe Apne Khwabo Me Tujhe Pas Bula Kr Roe Hazaron Bar Pukara Tujhe Tnhai Me Aur Har Bar Tujhe Pas Na Pakr Roe.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil ki dhadkano ko, Ek lamha sabar nahi, Shayad ke usko, ab meri jara b kadar nahi, Har safar me mera, kabhi humsafar tha wo Ab safar toh hain, magar wo humsafar nahi
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mehfil jab lagi thi yaaro ki, mujhko bhi bulawa aaya tha. . Kaise ,na jate hum?... Unki kasmein dekar jo bulwaya tha. . Jab kehne ko kuch kaha gaya, to khayal unka hi aaya tha. Fir akshr-akshr jod k maine,dil ka dard sunaya tha. Tab aansu uski yado k, na-na krte nikal gye. ;-( Jo smjhe wo khamosh rhe:-(, baaki WAH WAH krte nikl gye....!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • यादों मे तुम्हारी आँसू बनके आएँगे, दिल मे तुम्हारे विश्वास बनके आएँगे, याद करना बस सच्चे मान से, अमावस की रात भी पूनम का चाँद बनके आएँगे…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aap Toh Ban Na Sake Hamare Magar, Hum Bhi Kisi Aur Ke Ho Na Sake, Khusiyan Toh Kya Milti Sagar Ko, Ek Pal Bhi Kabhi Chain Se So Na Sake…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mujhe Dard-E-Ishq Ka Maza Maloom Hai; Dard-De-Dil Ki Inteha Maloom Hai; Zindagi Me Kabhi Muskurane Ki Dua Na Dena; Mujhe Pal Bhar Muskurane Ki Saza Maloom Hai! Hushain2
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Jo Tune Diya Wo Gehra Diya, Karke Wada Tune Humko Bhula Diya, Zakham Dene Wale Tera Bhi Shukriya, Jo Zindagi Ka Tune Matlab Sikha Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Naa Jaane Kyu Har Shaam Itni Udaas Si Ho Gayi Bahaar Mein Bhi Meri Zindagi Veeran Si Ho Gayi Jis Pal Se Humne Jeene Ki Khwaaish Chhod Di Usi Pal Se Maut Bhi Humse Kuch Naaraz Si Ho Gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tanhai Se Chal Kar Tanhai Me Kho Jate He, Na Jaane Kyu Mere Kadam Itne Majbur Ho Jate He, Bhula Kr Usse Fir Usi Ko Yaad Karte He Mere Zakham Bhi Jaise Uske Mohtaaj Ho Jate He.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aadat Nahi Thi Hume Tanhaai Main Jeene Ki, Par Ab Rusvaayi Main Bhi Jee Lete Hai, Hontho Par Rakhi Hai Madhushala Puri Par Ab, Aankh Se Bahe Har Aansoo Se Pee Lete Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • wo mujhe chhor gye isme un ka kya ksur tha, Un ka pyar sayad mere nsib me hi n tha. Bgair un k hi ab ji lete hum, Sayad wo ek sitara tha jo mere krib na tha.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jab Yaad Meri Aye To Rukna Mat “Mere Paas Laut Aana” Jab Raat Ka Diya Bhuj Jaye Or Kuch Saaf Nazar Na Aye To Darna Mat “Mere Paas Laut Aana” Jab Bin Baadal Barsaat Ho Jaye Or Tumhien Raasta Na Mil Paaye To Udaas Mat Hona “Mere Paas Laut Aana” Jab Saans Ki Dori Toote Or Koi apna Tumhien Lootey To Maayoos Mat Hona Mere Paas Laut Aana Jab Dil Tumhara Toote Or Kisi Ka Sath Tum Se Chhoote To Aanso Mat Bahana “Meri Paas Laut Aana”
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tumne sada sath nibhane ka vada tod dia, Beach rah mein mera sath bhi chor dia, Kehte the sath nibhayenge marte dum tak A- Sanam, Lekin adhe raste mein hi hume marne k liye chor dia...ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pyaar me dhokha milta hai yaha sochne ki bta hoti hai . . E mere dosto pyaar to dil se kiya jata hai . To log kiu kisi ki batao ko son kar . Dosro ko bewafa kehte hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Saari Raat Na Soye Hum,
    Raato Ko Uth Ke Kitna Roye Hum,
    Bas Ek Baar Mera Kasur Bata De Rabba,
    Itna Pyar Krke B Kyo Na Kisi Ke Hue Hum
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS