• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Rulane Ke Baad Kyu Hasati Hai Duniya, Jane Ke Baad Kyu Bulati Hai Duniya, Zindgi Me Kya Kasar Baki Rah Jati Hai, Jo Marne Ke Baad Bhi Jalati Hai Duniya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jane Kis Baat Ki Mujhko Saja Deta Hai
    Meri Hasti Hui Ankhon Ko Rula Deta Hai
    Ek Muddat Se Khabar Bhi Nahi Hai Uski
    Koi Is Tarah Bhi Kya Apno Ki Bhula Deta Hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kabhi Ruk Gaye , Kabhi Chal Diye .. Kabhi Chalty Chalty Bhatak Gaye . Yunhi Umar Sari Guzaar Di Yunhi Zindagi K Sitam Sahay ... Kabhi Neend MAi , Kabhi Hosh Main Wo Jahan Mila Use Dekh Kar Na Nazar Mili, Na Zuban Hili Yunhi Sir Jhuka K Guzar Gaye Kabhi Zulf Per , Kabhi Chashm Per Kabhi Us Ke Haseen Wajood Par Jo Pasand Thy Meri Zaat Mai Wo Shair sary Bikhar Gaye Mujhe Yaad Hy , Kabhi Aik Thy Mgr Aaj Hum Hen Juda Juda Wo Juda Huwe To Sanwr Gaye Hum Juda Huwe To Bikhar Gaye Kabhi Arsh Per, Kabhi Farsh Per Kabhi Un Ke Dar Kabhi Darbadar Gham _E _ Aashiqi Tera Shukriya Hum Kahan Kahan Se Guzar Gaye.....
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tere hothon ki hasi banane ka khwaab hai… Teri aaghosh me simat jane ka khwab hai… Tu lakh bachale daaman ishq ke haathon… Aasmaa bankar tujh per chhaane ka khwab hai… Aazmaish yun to acchi nahi hoti ishq ki… Tu chahe to teri takdeer banane ka khwab hai… Wo Maut bhi laut jaye tere darwaze pe aake… Tujhko aisi zindagi dene ka khwab hai… Jee bhi lenge agar jeena pare tere bina, Lekin tujh per mar mitne ka khwab hai…!!! --------------------------------
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • वह कहता है पागल है वो तो; जो मेरी बातों को अपने दिल पर ले ​गई; मैंने तो कभी उसे अपना माना ही नहीं था; वो तो खुद-ब-खुद मेरी होकर रह गई।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mohabbat Mangi Thi Mohabbat Ke Badle, Tum Woh Bhi Humko De Na Sake, Dil Ko Chaha Jab Kahin Aur Bahlana, Is Baat Ko Bhi Tum Sah Na Sake,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aisi Ghadmad Huyi Sardiya Garmiyan Aag Ki Sikiyon Mein Khili Kulfiyan, Dhoop Mein Surkh Taare Khilane Lage Pake Amrood Par Pad Gayi Chitiyan, Subah Ki Pasliyon Se Nikalane Lagi Kiran Bandhe Huye Rang Ki Lungiyan, Aag Ki Titliyon Ko Agar Chhu Liya Rakh Ho Jaayega Lakdiyon Ka Makaan…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Itne Hasin Khwab Na Dikhao Mujhe Khwabo Ko Ek din Toot Jana Hai Mana Akhri Saans Tak To Main Sath Hu Lekin Sanso Ko Bhi To Ek Din Rooth Jana Hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard ki mehfil me ek sher humbhi aarz kiya karte hai.. Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai.. kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai……. hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai…. ~ajnabi
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mujhey Darya Nahi Likhna,Mujhey Sehra Nahi Likhna Tasallsul Se Safar Main Hoon, Mujhey Thehra Nahi Likhna Purani Rabton Ki Raakh Ab Tak Dil Main Baqi Hai Meri Jalti Hatheli Par Naya Wada Nahi Likhna Ana Se Jeet Kar Usko Agar Jo Mainey Khoya Hai Mera Noha Nahi Likhna Mera Naghma Nahi Likhna Bisat-E-Zindagi Ki Aakhiri Sarhad Pe Khara Hoon Mujhey Fateh Nahi Likhna Mujhey Mohra Nahi Likhna
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Parakhna mat parakhne mein koi apna nahi rehta, Kisi bhi Aaina me dair tak chehra nahi rehta... Baray logon se milne me hamesha fasla rakha, Jahan darya samandar se mila, darya nahi rehta... Hazaron shair mere so gaye kaghaz ki qabron mein, Ajab Maa hun koi bacha mera zinda nahi rehta.... Tumhara Shehar to bilkul naye andaz wala hai, Hamare shehar me bhi ab koi hum sa nahi rehta... Mohabbat aik khushbu hai hamesha saath chalti hai, Koi insan tanhai me bhi tanha nahi rehta.... Koi badal haray mausam ka phir ailan karta hai, Khizan ke bagh jab aik bhi patta nahi rehta...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Maut Mangte Hain To Zindagi Khafa Ho Jati Hai, Zaher Lete Hain To Wo Bhi Dawa Ho Jati Hai, Tu Hi Bata Aye Dost Kya Karun, Jisko Bhi Chahte Hain To Wo Bewafa Ho Jate Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kya-Kya Na Saha Tere Pyar Ke Liye, Tu Bhul Gayee Mujhe Begaane Yaar Ke Liye, Bitaaye The Lamhe Saath Milkar Kabhi, Tarsate Hain Aaj Tere Deedar Ke Liye….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dua Karna Yaaro Judaa Ho Rahe Hain, Rahi Zindagi Toh Fir Aakar Milenge, Agar Mar Gaye Toh Dua Karte Rahna, Aansu Bahaane Ki Koshish Na Karna..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Na ghar bar na koi thikana khanabadosh hain apna kam hai chalte jana khanabadosh hain chand aur suraj sathi sadiyon sadiyon ke donon se rishta hai purana khanabadosh hain rang badalate mausam jaisi apni hasti hai barish va dhup se kya ghabarana khanabadosh hain apne liye hain donon barabar ae duniya valo kya butakhana kya maikhana khanabadosh hain
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pardes mein yaad jab teri ati he.. Dil rota he, ankh bhar ati he.. Kya gunah kiya tha hamne? Pardes mein yaad jab teri ati he..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kab Tak Pyar Ke Ek Pal Ka Intezar Karna Hoga... Kab Tak Is Intezar Ki Aag Me Yunhi Jalna Hoga... Mere Dil Se Ab Sabar Or Na Hoga... Akhir Kab Tak Tumhare Sath Ek Pal Jeene Ke Liye... Mujhe Yunhi Pal Pal MarnaHoga...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ham To Har Baat Khuda Par Chhod Dete Hain, Toote Na Dil Kisi Ka;DilApna Tod Lete Hain, Ham V To Insaan Hain;Koi Patthar To Nahi, Jo Log Har Toofan Hamari Taraf Mod Dete Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wo mehndi wali hath dikha ke royi, ab main kisi aur ki hu ye bata ke royi, phle kehti thi ki nai jee sakti tere bina, aaj fir wo bat dohra ke royi, Mai kaise uski mohabbat pe shak karta mere dost, bhari Mehfil main wo mujhe gale laga ke royi..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Akele rehna bhi ek dard hai, kisiko pa kar khona bhi ek dard hai, chheen leti hai dunia usi chheez ko humse, jiske bina jina sabse bda dard hai....
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS