• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Ankhe Duniya ki tamam masumiat apne andar samet leti hai jb roti hai to dilo ko hila deti hai or jb band hoti h to duniya ko rula deti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • इन आँखो मे आंसू आये न होते
    अगर वो पीछे मुडकर मुस्कुराये न होते
    उनके जाने के बाद बस येही गम रहेगा
    कि काश वो हमारी जिंदगी मे दूबारा आये न होते!
  • 10 years ago



    Tags : Eye Shayari Sms , Sad Shayari SMS , Tear Shayari Sms
  • Aap Yaad Nahi Krte Hum Bhula Nahi Skte Aap Hasa Nahi Skte Hum Rula Nahi Skte Dosti Itni Gahri He Humari Aap Bata Nahi Skte Or Hum Jata Nahi Skte.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • मैंने आंसू को समझाया, भरी महफ़िल में ना आया करो, आंसू बोला, तुमको भरी महफ़िल में तन्हा पाते है, इसीलिए तो चुपके से चले आते है.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ek Pathar Ke Hawale Kar Dil Apna, Tabah Hi Apna Pyar Kiya Humne, Yeh Toh Apne Dil Ki Nabadish Thi Yaro, Jo Ek Pathar Dil Ka Aitbaar Kiya Hamne. Hum Kaisae Jiye Us Duniya Mein, Jahan Par Apne Hi Gair Ho Jaaye, Mout Se Koi Sikwa Kya Kare, Jab Zindagi Ko Hi Vair Ho Jaaye…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ek umeed ka diya jal rha tha, Jise ashko ki baarish ne bhuja diya, Tanha akele khushi se jee rhe the, Aaj fir unki pyaari si yaad ne rula diya….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pyar K Liye Rishto Ki Jrurt Nhi Hoti Baat K Liye Kisso Ki Jrurt Nhi Hoti Dilki Baat Agar Koi Smjh Jata To Anhko Ko Ansuo Ki Jrurt Nhi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aisa Bhi Din Aayega Kabhi Socha Na Tha Mera Saaya Hi Mujhse Bichhad Jaayega Kabhi Socha Na Tha Wo Insaan Jo Tha Meri Har Muskaan Ki Wajah Mujhe Tanha Rotaa Hua Chhod Jaayega Kabhi Socha Na Tha Jannat Jaisa Tha Har Lamha Jiske Saath Se Uska Khayaal Mujhe Tadpaayega Kabhi Socha Na Tha.. Samajhta Tha Khud Ko Khushnaseeb Tu Aye Rajan Tera Naseeb Hi Tujhse Rooth Jaayega Kabhi Socha Na Tha…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bewafa Hai Duniya Kisi Ka Aitebar Na Karo; Har Pal Dete Hai Dhoka Kisi Se Pyar Na Karo; Mit Jao Beshak Tanha Jee Kar; Par Kisi K Sath Ka Intezar Na Karo..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tumne Mera Dard Agar Samjha Hota, Toh Yoon Jamaane Ne Mujhe Na Mitaya Hota, Rusvayi Toh Ishq Ki Saugat Hoti Hai, Kaash Tumne Ise Palkon Par Uthaya Hota, Toh Na Ajab Asool Kabhi Ulfat Ka Hota...ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khamosh raat hai saahilo ka saath hai koi dil ke kareeb toh kisi ke dil paas hai Safar tanha hai phir bhi dil me kaee jazbaat hai kabhi khushiyon ki mehfil kabhi gam ki barsaat hai yehi hai zindagi kahi mehekti subah kahi andheri raat hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pahla Sa Woh Jor Nahi Hai Mere Dukh Ki Sadaon Mein Shayad Pani Nahi Raha Hai Ab Pyase Dariyaon Mein, Jis Badal Ki Aas Mein Julfein Khol Li Hain Suhagan Ne Woh Parbat Se Sar Takrakar Baras Chuka Hai Sahraon Mein, Jaane Kab Tadpe Aur Chamke Suni Raat Ko Fir Das Jaaye Mujhko Ek Rupahali Nagin Baithi Mili Hai Ghataon Mein, Dinbhar Dhoop Ki Tarah Se Hum Chhaye Rahte Hain Duniya Par Raa Huyi Toh Simat Kar Aa Jate Hain Dil Ki Gufaon Mein
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tumhari mohabbat me mai deewani ho gayi hun,na rahi khud ki khabar begani ho gayi hun,chaha tha na karun tum se pyar,magar kambakhat tumhari aashique ho gayi hun,ab to khuda hi jane kya hoga mera,jo is tarah mai tumhari deewani ho gayi hun.,.! neet
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Unhe basaya tha dil me, chahat ki baat thi. . Wo dil tod gye, unki fitrat ki bat thi. . Waade pe unke aaj bhi jee rhe h hum, Hme tha intzar aadat ki baat thi. . Ruswa wo kr gye hme sbke samne. Hm kuch bhi na kr ske, shrafat ki baat thi. . Chaha hmne-paya kisi aur ne unhe, Wo mile na hme kismat ki baat thi. . Hmari daasta sunke sara jahan roya, Sirf hum na roye himmat ki baat thi..:(
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil se dil milna chahte hai, dil hi dil me phool khilna chahte hai, har khushboo bhi jese kam padegi, kuch is tarah tumse hum milna chahte hai….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kitabo m likha h " RULES TODNA MANA H " , Baago m likha h " PHOOL TODNA MANA H " , Sabse kimti hota h DIL , Phir kisi ne kyu nhi likha ki...... " DIL TODNA MANA H " .
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aansu ko bahot samjhaya tanhai me aaya karo, Mehfil me hamara mazak na udaya karo, Is par aansu tadap kar bola, Itne logo me apko tanha paate hai, Isliye chale aate hai!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Na Woh Ab Humara Haal Puchte Hain, Bagair Unke Kaise Rahe Hum, Na Ye Sawal Puchte Hain, Kabhi Rehta Tha Jinhe Humare Jawab Ka Intezar, Aaj Woh Hi Humse Befijul Se Sawal Puchte Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Door Se Dekha Karo,Sunder Gulab Hote Hain, Haath Se Chhuna Nahin Kaante Hazar Hote Hain, Pahle Agar Hamein Tera Pata Maalum Ho Jata, Tere Virah Mein Dil Ko Itna Toh Na Tadpata, Dilbar Ki Dilaggi Se Hum Dil Kho Chuke Hain, Kal Tak Toh Khud Ke The Ab Unke Ho Chuke Hain, Unse Hamara Aakhari Salaam Kah Dena, Dil Hamein Na Bhule Kabhi Milne Ki Dua Kah Dena…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • बादाम खाने से उतनी अक्ल नहीं आती... जितनी धोखा खाने से आती है.....
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS