• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • suhana musam aur hawa mein nami hogi,ansuo ki behti nadi hogi,milna to hum tab bhi chahenge apse,jab apke pas waqt or mere pas sanso ki kami hogi
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Ki Dharkanoo Ko Ik Lamha Saber Nahi, Shayad Ke Us Ko Ab Meri Kader Nahi, Her Safer Mein Mera Kabhi Hamsafer Tha Woh, Ab Safer To Hai Mager Wo Hamsafer Nahi.!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kya pata uski zuban se b izhar nikle, kya pta unke dil me b pyar mile, sach h uske bina ji nhi sakte, kya pta uske dil se b yahi baat nikle..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Taqdeer ne thaani hai, Mujhe gum dene ki Un gumon ko main dhoke rahunga Yeh vaada raha har deewar ko phaand kar Main tera hoke hi rahunga.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sannata Chupke Chupke Kahta Kya Hai Sari Duniya Kiska Rain Basera Hai, Aasman Ke Dono Kono Ke Aakhir Ek Sitara Tera Hai Ek Sitara Mera Hai, Anda Machhli Chhukar Jisko Paap Lage Unka Poora Hath Lahoo Mein Duba Hai, Ahista Ahista Dil Par Dastak Do Dhire Dhire Dil Ka Darwaja Khula Hai, Sari Raat Lihafon Mein Royi Aankhein Sab Kahte The Rista Nata Jhutha Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • मतवाले नैन हैं,जैसे जल में फूल रहे हों तैर। इन जुल्फों का दीवाना में,कंही बन न जाय कोई गैर।।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kabhi Dil Se Muskura Kar Dekho Humari Gazal Gunguna Kar Dekho Hum Bhool Jayenge Aapko Ek Shart Pe Pehle Aap Humein Bhula Kar To Dekho.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wo Gair Ke Hote Jaa Rahe Hain.. Firbi Hum Un Pe Aitaab Karte Jaa Rahe Hain.. Kab Tootega Ye Jhoota Dilaasa Mohabbat Ka.. Ye Soche Bina Hum Ishq Kiye Jaa Rahe Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bewafaai To Pyar Me Aam Hoti Hai.. Ruswaai Bhi Pyar Me Sar E Aam Hoti Hai.. Sacche Mann Se Agar Karte Ho Pyar.. To Har Ek Mushkil Pyar Me Naqaam Hoti Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tanha khud ko kabhi mat hone dena, apno ko kabhi rone mat dena, aap bahut khaas hain hamare liye….. Is khayaal ko apne se kabhi juda hone mat dena…..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Chun Lo Kaliyan Aur Ghul Ghulshan Ke Saare Bas Kaante Rahane Do Mere Aangan Ke Liye. Sab Chaand Sitaare Ho Jaayen Tumhare Daag Hi Qaafi Hain Mere Daaman Ke Liye.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Juda Hai To Kya Hua Doori To Nahi Baat Bhi Na Ho Aisi Majboori To Nahi Nazar Nahi Aate Ho Aap To Kya Hua In Aankho Mein Tasveer Aapki Adhuri To Nahi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jo Rounga to Palko Pe Nami Reh Jayegi Zindgi Bas Naam Ki Zindgi Reh Jayegi Ye Nai Ke Tumbin Ji Na Paunga Ha Meri Zindgi Me 1 Kami Reh Jayegi
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil hamara zulf ke janzeer ke qabil na tha, Ye hame maloom tha pyar ke qabil na tha, Tumse ek tasweer mangi thi tumhe manga na tha, Kya aashiqui dilbar teri tasweer ke qabil na tha.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Phir Chupke Se Yaad Aa Geya Koi; Meri Aankhon Ko Phir Rula Geya Koi; Kaise Uska Shukriya Karun Ada; Jo Mujh Na-Chiz Ko Shayar Bana Geya Koi!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • tune mere jaana kabhi nhi jaana,, ye ishq mera dard mera h,, Aashiq tera bheed mein khoya rehta h jaan-e-jaa tu jo itna kehta h i"m so LONELY.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tumhi ko dil diya,tumhi ko jaan denge, Kabhi mujhse yeh kaha karte thy, Inhi baaton ke sahare tumhara intezar kara.. Inhi yaadon mein apni zindagi bita denge…ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khuda Jaane Ke Ab Kyon, Hum Se Na Pyar Karti Ho, Milakar Aankh Gairon Se, Hamein Intezar Karwaati Ho, Gulaam Banke Husn Ko , Yun Na Salaam Karo, Kiya Hai Isq Toh Isq Ko, Badnaam Na Karo…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Waade Wafa Karke Kyu Mukar Jaate Hain Yeh Log, Kisi Ke Dil Ko Kyu Tadpaate Hain Yeh Log, Agar Dil Lagakar Nibha Nahi Sakte Eh Sagar, Toh Fir Kyu Dil Ko Dil Se Lagaate Hain Yeh Log…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS