अब कहाँ रस्म...
अब कहाँ रस्म घर लुटाने की;
बरकतें थी शराब ख़ाने की;
कौन है जिससे गुफ़्तुगु कीजे;
जान देने की दिल लगाने की;
बात छेड़ी तो उठ गई महफ़िल;
उनसे जो बात थी बताने की;
साज़ उठाया तो थम गया ग़म-ए-दिल;
रह गई आरज़ू सुनाने की;
चाँद फिर आज भी नहीं निकला;
कितनी हसरत थी उनके आने की।
Laut Jaati Hai Duniya Gam Hamare Dekhkar,
Jaise Laut Jaati Hai Lahre Kinare Dekhkar,
Tu Kandha Na Dena Mere Janaje Ko,
Kahi Phir Jinda Na Ho Jaun Tera Sahara Dekhkar…
.Dard se khelna sikh gaye hum
Bewafayi ko jhelna sikh gaye ham kya btaye
Hame zindagi ne kis kadar saqth bana diya,
Ke maut se pehle kafan odna b sikh gaye hum!iii
Ab Khawab Nahi Aate Mujhe
Khawab Toot Jate Hai,
Ab Rishte Nahi Bhate Mujhe
Rishte Loot Jate Hai,
Ab Rona Nahi Aata Mujhe
Par Aansu Choot Jate Hai,
Ab Muskurana Nahi Aata Mujhe
Khushi Ke Pal Nahi Aate Hai,
Ab Wo Yaad Nahi Aate Mujhe
Unhe Hum Bhool Nahi Pate Hai…
Har Dard Ko Toh Mitana Mushkil Hota Hai,
Gujri Yaadon Ko Bhulana Muskil Hota Hai,
Aur Baaton Ko Toh Hum Bhula Sakte Hain Sagar,
Magar Pahle Pyar Ko Bhulana Muskil Hota Hai…
Teri Yaad Mein Pal Pal Marta Hai Koi;
Har Saans Ke Saath Tujhe Yaad Karta Hai Koi;
Fursat Mile To Tanhai Mein Sochna;
Kitni Khamosh Mohabbat Tum Se Karta Hai Koi!
Dil se naa pucho ki ander dard kitna hain
Dhadkan se na pucho ki baki khel kitna h
Puchna hi h toh jalti huyi laash se pucho
Zindagi me gum or kafan me chen kitna h
Hum kho gaye to rahon me dhunda karoge tum
Har ek ko rok rok ke puchha karoge tum
Hum kehte the hum se badhayo na dosti
Tanhai me baith kar phir roya karoge tum.
Created By - Arun Singh.
Yun To Khamosh Hi Rahti Hai
Aankhen Agar Samajh Sako To Bahut Kush Kahti Hai
Aankhen Kaun Kahta Hai Ki Roi Hai aankhen
Rota To Dil Hai Magar Kahti Hai Aankhe.
Na Dekha Usne Palat Kar Mujhe Naa Jane Kya Khata Humse Iss Kadar Ho Gai,
Wo To Chale Gai Chhod K Hume Lakin Unki Yaad Mein,
Ek Kone Baith Kar Ye Kambhkhat Ankhe Ro Gai…
Zinda Hun Jab Tak Tu Aabad Rahegi,
Pyar Ki Woh Chand Mulakaten Hamesha Yaad Rahengi,
Udhar Tum Rahna Sanam Khushaal Hamesha,
Aur Idhar Zindagi Meri Barbaad Rahegi….
Pathhar jaisa kisi ka dil na ho,
bikhre hue sapne kisi ki takdir mei na ho,
koi kisi ko chahe to wo usi ka ho,
warna umarbhar ka intzar kisike nasib mei na ho.