Mohabbat Mein, Bekar, Dil Ko Tadpana, Hamein Achha Nahi Lagta,
Har Kisi Ko, Palko Pe Bithana, Hamein Achha Nahi Lagta,
Sacha Saathi Toh Hamein, Aaj Tak Mila Nahi Koi, Sagar,
Kisi Bewafa Ko, Dil Mein Basana, Hamein Achha Nahi Lagta….
Tanha Rehne Ko Majbur Ho Gaya Hoon Main,
Tujhe Yaad Karke Zamaane Se Kho Gaya Hoon Main,
Yun Na Jgaa Mujhe Gehri Neendon Se Zalim,
Odh Ke Kafan Kabar Mein So Gaya Hoon Main…
Maine Ek Kitaab Padi..
Jiske Pehle Safaa Pe Likha Tha…Aao Mohabbat Samjhe
Or
Aakhri Safaa Pe Likha Tha…Jo Samajh ke ki Jaye Wo Mohabbat Nahi Hoti
Or
Aaj Tak Main Mohabbat Nahi Samajh Paaya
Kyuki
Mohabbat Jab Hoti Ha Toh Samajh Nahi Rehti
Or
Jab Samajh Aati Hai Tab Mohabbat Nahi Rehti..
दर्द के फूल भी खिलते हैं बिखर जाते हैं
ज़ख़्म कैसे भी हों कुछ रोज़ में भर जाते हैं
रास्ता रोके खड़ी है यही उलझन कब से
कोई पूछे तो कहें क्या कि किधर जाते हैं
- जावेद अख़्तर
#HindiPride
Yun Hi Kisi Se Bhi Na Dil Ko Lagana Dosto,
Yun Hi Kisi Ko Bhi Na Apna Banana Dosto,
Chehra Ke Saath Saath Dil Bhi Dekh Lena Jara,
Sagar Ki Tarah Hi Na Tum Dhoka Khana Dosto…
In aansuon ki kuch to kadar karr meri jaan
Isme chupa hai mohabbat tere liye
Youn to mera zanazaa uthega teri jane ke baad
Jisme ek tajmahal banayenge tere liye….
Wo Ek Cherhra Hum Talash Kar
Ke Roye Zinda Hain Magar
Zindagi Talash Kar Ke Roye
Koi Kyun Bhool Gaye Humein
Bana Kar Apna Hum Khud Mein
Wo Kami Talash Kar Ke Roye..
Dard se bhari he jindagi par hume rona nahi aata,
pyaar behad karte hai aapse par jatana nahi aata,
pata nahi kab kya kahe aapse..
shayad hume hi pyaar karna nahi aata..!
Aansu ko bahot samjhaya tanhai me aaya karo,
Mehfil me hamara mazak na udaya karo,
Is par aansu tadap kar bola, Itne logo me apko tanha paate hai,
Isliye chale aate hai!
Tera dard Bayaan karne ke liye lafz nahi milate
MOhabbat k jkham k dawa dukan me nahi milate
Kassh khuda hume itana dard nahi deta dost
Toh hum bhi mehfil me tumse hass-hass k
milateee
Dil Ki Gehrai Mein Hai Bahut Kuch
Per Keh Nahi Sakti Sab Kuch
Dab Kar Hain Ghum Ki Batein
Sisakti Hue Kati Kahi Ratien
Kuch Cheez Ki Talash Thi
Talash Hai…..
Doondti Hoon Doondti Hoon
Woh Khoye Hoye Dinown Ko
Doondti Hi Reh Gayi
Saari Zindagi..ii