Tumne Chaha Hi Nhai Haalat Badal Sakte the,
Tere Aansoo Meri Aankho Se Nikal Sakte The,
Tum To Thahre Rahe Jheel Ke Paani Ki Tarah,
Dariya Bante To Bahut Door Tak Nikal Sakte The.!!ii
Kalam Chalti Hai To Dil Ki
Awaz Likhta Hoon, Gum Aur Judai
Ke Andaze Bayaan Likhta Hoon,
Rukte Nahi Hain Meri Aankhon
Se Aansu, Main Jab Bhi Maa Ki
Yaad Mein Alfaz Likhta Hoon.
Ab Bhi Taaza Hain Zakhm Seene Mein, Bin Tere Kya Rakha Hain Jeene Mein, Hum To Zinda Hain Tera Sath Paane Ko, Warna Der Kitni Lgti Hai Zaher Peene Mein.
अभी सूरज नहीं डूबा ज़रा सी शाम होने दो;
मैं खुद लौट जाऊँगा मुझे नाकाम होने दो;
मुझे बदनाम करने का बहाना ढूँढ़ते हो क्यों;
मैं खुद हो जाऊंगा बदनाम पहले नाम होने दो।
Mere Dard Ko Na Tatolo To Achcha Hai.
Saath Mera De Sako To Achcha Hai.
Tum Meri Aadat Jo Ban Jao To Achcha Hai.
Labo Pe Tere Muskaan Rahe To Achcha Hai.
Zehr-e-Tanhaayi Tanha Seh Jau To Achcha Hai.
Lamha Wafa Ka Jo Ata Ho To Achcha Hai.
~~~ Aap Humein Rulado Humein Gham Nahi,
Aap Humein Bhulado Humein Koi Gham Nahi,
Jis Din Humne Aap Ko Bhula Diya,
Samajh Lena Is Duniya Me Hum Nahi ~~~
Tute Khawbon Ko Phir Sajana Aata Hai,
Ruthe Dil Ko Manana Aata Hai sweet
Aap Humare Ghum Ko Dekh Kar Pareshan Na Ho
Humain To Dard Mein Bi Muskarana Aata Hai