KEH CHUKE THE WO HAMSE APNE DIL KI BAAT
KARNA CHAHTE THE BAYAAN HAM APNA DIL-E-HALAT
CHALE GAYE WO OR BAND HUI MULAKAT
JANE KAISE KAB MILE WO CHHOOT GAYA JO SATH.
Jab Bhi Hum Zuke Khuda Ke Sajde Mein,
Khuda Se Managa Yahi Duao Mein,
Ki Kami Na Hogi Khushiyon ki Aapki Raahon Mein,
Chahe Dua Kabool Hone Ke Badle Mein,
Dam Tode Hum Khuda Ke Sajhde Mein.
Raat ke baad roz ek nayi subah Aayegi
umar ka kaam guzarna hai guzar jaayegi.
Meri yaadon ko mohbbat ka abhi naam na de,
waqt badala to teri raay badal jaygi….
Thukra ke usne mujhko,
kaha ki muskuraao!
Maine has diya,
aakhir sawal uski khushi ka tha.
Maine khoya woh jo mera tha hi nahi,
Usne khoya wo jo sirf usi ka thaaa
कभी रो के मुस्कुराए, कभी मुस्कुरा के रोए,
जब भी तेरी याद आई तुझे भुला के रोए,
एक तेरा ही तो नाम था जिसे हज़ार बार लिखा,
जितना लिख के खुश हुए उस से ज़यादा मिटा के रोए
Chalo Ye Farz Kerty Hy
k
Tum Mashriq
Main Maghrib Hoon
Chalo
Ye Maan Lete Hyn
Bohat Lamba
Safar Hy Ye
Magar Ye Bhi
Haqiqat Hy
Tumhari Zaat Ka Suraj
Meri Hasti main
Duubey Ga sweet
Aahon Ke Badal Kyu Dil Mein,
Bin Barse Hi Lout Gaye,
Abke Baras Saawan Ka Mahina,
Kaisa Pyasa Pyasa Gaya,
Mujhko Un Sachhi Baaton Se,
Apne Jhoot Bahut Pyare Hain,
Jin Ki Sachhi Baaton Se,
Sadiyon Insaano Ka Khoon Baha,
Yaaro Sona Chandi Bokar,
Sana Chandi Kaato, Jaao,
Hamne Aansu Ki Kheti Kar,
Nain Nagar Aabad Kiya Hai…
Kabhi usne b chahto ka pegaam likha tha
Sab kuch usne apna mere naam likha tha
Suna h ki aaj usko mere jikr se b nafrat h
Jisne kabi apne dil pe mera naam likha tha
Milay The Baad Muddat Ke Humain Tum Ajnabi Ban
Kar
To Kaise Dard Na Uthta Meri Hairaan Aankhon
Mein
Nahi Ab Phir Se Koi Raabta Rakhne Se Kuch Haasil
Ke Ab Dafna Diye Hum Ne Sabhi Armaan Aankhon
Mein…!!ii