• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Rulane ko apni kahani kafi hai... Ishq me 4 pal ki zindgani kafi hai... Dubne ke liye samandar ki kya zarurat... Uski palko se girta pani hi kafi hai...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Duniya Me Jeene Ki Chahat Na Hoti, Agar Khudane Mohabbat Banayi Na Hoti, Log Marne Ki Aarzoo Na Karte Agar Mohabbat Me Bewafai Na Hoti..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • इन आँखो मे आंसू आये न होते
    अगर वो पीछे मुडकर मुस्कुराये न होते
    उनके जाने के बाद बस येही गम रहेगा
    कि काश वो हमारी जिंदगी मे दूबारा आये न होते!
  • 9 years ago



    Tags : Eye Shayari Sms , Sad Shayari SMS , Tear Shayari Sms
  • Apne Aap Kpo Toh Hum Samjha Lenge, Magar Dil Mera Yeh Manta Hi Nahi, Humne Toh Dekhi Hai Bewafayi Aapki, Aap Bewafa Ho Dil Jaanta Hi Nahi….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • चंद सिक्कों में बिकता है यहाँ इंसान का ज़मीर; कौन कहता है मेरे मुल्क में महंगाई बहुत है।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • A chand unhe to fursat nahi hume yaad karne ki.. Hamara to waqt gujrta hai unki fariyad karke.. Wo aaye meri lash pe to kahna.. Abhi soya hai tumhe yaad karke..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Abhi Sooraj Nahi Dooba Zara Si Shaam Hone Do Mein Khud Hi Laut Jaon Ga Mujhe Nakaam Hone Do Mujhe Badnaam Karne Ke Bahane Dhoondte Ho Kion Mein Khud Ho Jaon Ga Badnaam Pehle Naam Hone Do
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hum wo nahi jo matlab se yaad karte hai hum wo hai jo dil se pyar karte hai, apko hamari yaad aye na aye par hum har pal apko yaad karte hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Door Se Dekha Karo,Sunder Gulab Hote Hain, Haath Se Chhuna Nahin Kaante Hazar Hote Hain, Pahle Agar Hamein Tera Pata Maalum Ho Jata, Tere Virah Mein Dil Ko Itna Toh Na Tadpata, Dilbar Ki Dilaggi Se Hum Dil Kho Chuke Hain, Kal Tak Toh Khud Ke The Ab Unke Ho Chuke Hain, Unse Hamara Aakhari Salaam Kah Dena, Dil Hamein Na Bhule Kabhi Milne Ki Dua Kah Dena…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • yahan kaun kis ko dil me jagah deta hai, Ped bhi sukhe hue patton ko gira deta hai, Waqif hai hum bhi khoob duniya ke riwaajon se, JAAN nikal jaaye to apna hi koi dafna deta hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Lakkhan Dukh Is Dil De Karib Hoye Par Eh Dil Kise De Karib Na Hoyea Lakkhan Aayiaan Ne Bahaaran Ne Chaman Ch Par Sanu Ek vi Phull Na Naseeb Hoyea.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Darguzar Uski Har Khata Kar Di Humne Uske Haq Mein Aaj Phir Dua Kar Di Humne Ek Lamha Bhi Nahi Laga Khone Mein Jisko Pane Mein Sari Zindagi Gujar Di Humne..ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Meri Duaon Mein Itna Asar Karde, Uska Har Gam Mujhko Nazar Kar De. Mere Dil Se Use Juda Karnataka Hi Hai To, Mere Maut Pe Uske Aanchal Ko Mera Kafan Kar De.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khamoshiyan Teri Mujhse Baatein Karti Hai, Meri Har Aah Har Dard Samajhti Hain, Pata Hai Majbur Hai Tu Bhi Aur Main Bhi, Phir Bhi Aankhein Tere Deedar Ko Tarasti Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kinaaro Par Motee Mila Nahin Karte Hain Dard Mein Kabhee Gilaa Nahin Karte Hain, Ham Achhe Naa Sahee Bure Hi Sahee, Lekin Ham Jaise Bure Bhee, Har Kisi Ko Milaa Nahin Karte Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ye Asar Hai Unki Najar Ka, Ya Mere Dil Ka Kasur Hai . Aaj Meri Hasi Bhi, Mere Labo Se Dur Hai . Wo Khadi Hai Samne, Dekta Hun Main , Kaun Jane Kaun Apne Hi Dil Se Majbur Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hamare Haathon Mein Ek Sakal Chand Jaisi Thi Tumhe Yeh Kaise Batayein Woh Raat Kaisi Thi, Mahak Rahe The Mere Hont Uski Khusbu Se Ajib Aag Thi Bilkul Gulab Jaisi Thi, Isi Mein Sab The Meri Maa Bahan Biwi Bhi Samajh Raha Tha Jise Main Woh Aisi Waisi Thi, Tumhare Ghar Ke Sabhi Raston Ko Kaat Gayi Hamare Haath Mein Koi Lakir Aisi Thi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Raaton Ka Manzar Azeeb Lagta Hai; Saya Teri Yaadon Ka Kareeb Lagta Hai; Lehrein Aakar Waapis Ho Jaati Hain; Woh Sahil Tanha Azeeb Lagta Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS