• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • मतवाले नैन हैं,जैसे जल में फूल रहे हों तैर। इन जुल्फों का दीवाना में,कंही बन न जाय कोई गैर।।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Har Khusi Ke Pahlu Haaton Se Chhut Gaye, Ab Toh Khud Ke Saaye Bhi Rooth Gaye, Haalat Hain Aise Zindagi Mein Hamari, Pyar Ki Rahon Mein Hum Bilkul Toot Gaye…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Saki Main Badkismat Nahin De Sakunga, Aaj Kimat Teri Is Sarab Ki, Gham Mein Pi Rahe The Us Se Achhi Hai, Aaj Niyat Teri Is Saraab Ki, Pi Jab Kabhi Saraab Humne , Unki Masti Bhari Nigahon Se , Chal Padhte Hain Uske Ghar Ko, Uthhkar Apni Rahon Se…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hum Umeedo Ke Duniya Baaste Rhe, Wo Bhi Har Kadam Pe Aazmaate Rhe, Jab Muhbaat Ke Imtihaan Me Marna Padha, Humne Jaan De Di Aur Wo Kasme Khaate Rhe!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hum Apna Dard Kisi Ko Kahte Nahi, Wo Sochte Hai Ki Hum Tanhayi Sahte Nahi, Aankho Se Aanshu Nikle Bhi To Kaise, Kyuki Sukhe Hue Dariya Kabhi Bahte Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Koi Umeed Bar Nahi Aati, Koi Soorat Nazar Nahi Aati… Mout Ka Aik Din Muayyan Hai Neend Kion Raat Bhar Nahi Aati..? Aage Aati Thi Haal-E-Dil Pe Hansi, Ab Kisi Baat Pe Nahi Aati… Janta Hun Sawab-E-Taa’at-O-Zohad, Par Tabiyat Idhar Nahi Aati… Hai Kuch Aisi Hi Baat Jo Chup Hun, Warna Kia Baat Kar Nahi Aati… Kion Na Cheekhon Ke Yaad Karte Hain, Meri Aawaz Gar Nahii Aatii.. Daagh-E-Dil Gar Nazar Nahi Aata.. Bu Bhi Aye Charah_Gar Nahi Aati… Hum Wahan Hai Jahan Se Ham Ko Bhi, Kuch Hamari Khabar Nahi Aati… Marte Hain Aarzoo Mein Marne Ki, Mout Aati Hai Par Nahi Aati… Ka’bah Kis Munh Se Jao Ge ‘Ghali’ Sharam Tum Ko Magar Nahi Aati…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil ko jalane se kya faida, ansu bahane se kya faida, jab usne hume chhod k kisi or ka haath tham he lia, to ab uske chote bhai ko cheez dilane ka kya faida.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dost Ki Yaad Se Badi Koi Daulat Nahi Hoti; Sath Rehna Hi Dost Ki Jarurat Nahi Hoti; Duriyan Kardeti Hai Yadoon Ko Jinda; Warna Yadoon Ki Koi Keemat Nahi Hoti!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Din Toh Yeh Kat Jata Hai Magar, Raaton Ko Musibat Hoti Hai, Jab Yaad Tumhaari Aa Jaaye, Bas Fir Toh Kyamat Hoti Hai, Badi Bedard Duniya Hai, Yeh Dil Ko Tod Deti Hai, Kadar Isko Nahi Hai Koi, Yeh Muh Ko Mod Leti Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wo Jate Hue Hamse Wada Kar Gaye Kii Ab To Yaado Me Hi Mila Karenge Khuda Kare Woh Apna Wada Nibhaye Aur Hum Zindagi Bhar Ke Liye So Jaaye.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mohabbat Rog Hoti Hai Kaha Bhi Tha, Rula Kar Khud Bhi Roti Hai Kaha Bhi Tha, Kinaare Ke Kareeb Le Jaa Kar, Ye Kashti Ko Duboti Hai Kaha Bhi Tha, Ise TuM Dilki Dharti Ka Pata Mat Do, Ye Is Mein Dard Boti Hai Kaha Bhi Tha, Mohabbat Mein Khushi Ke Baad GaM Ki Rutt, Bahut Nazdeek Hoti Hai Kaha Bhi Tha, Loota Kar Dilko, Rone Se Bhi Kya Haasil, Bahut Nayaab Moti Hai Kaha Bhi Tha, Azal Se Iski Fitrat Hai ZaMane Ko, Jaga Kar Khud Ye Soti Hai Kaha Bhi Tha, Ye Sar Se Paanv Tak Pas Raakh Kar Degi, Bahut Bedard Hoti Hai Kaha Bhi Tha...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil mei jo aaya likh diya, kabhi milan kabhi judai likh diya, ab tumsey na milna mazburi hai meri, isliye hamney apni zindgi ka naam inzaar rakh diya...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Itni Shiddat Se Chaha Use Ki Khud Ko Bhi Bhula Diya; Unke Liye Apne Dil Ko Kitni Hi Baar Rula Diya; Ek Baar Hi Thukraya Unhone; Aur Humne Khud Ko Maut Kee Neend Sula Diya!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bahut mushkil se kal ki raat guzri hai Kuch tanha par kuch khaas guzri hai Na neend aai na khawaab koi Bas aap ke khayalon ke saath guzri hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sab Matlab Se Nata Rakhte Hain, Matlab Nikalte Hi Chhod Dete Hain, Samjhate Hain Dil Ko Khilona Koi, Khel Kar Fir Ise Tod Dete Hain….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Na Samajh Bhul Gaya Hu Tujhe Teri Khushbu Mere Sanson Mein Aaj Bhi Hai Majburion Ne Nibhane Na Di Mohabbat Sachai Meri Wafaon Mein Dekh Lo Aaj Bhi Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tere Aane Ka Intzaar Kab Tak Kare, Dil Se Tujhe Bhulane Ka Intzaar Kab Tak Kare, Pehle Hi Itna Barbaad Kiya Hai Toone Hamein, Ab Or Barbaad Hone Ka Intzaar Kab Tak Kare.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kante Na Hote To Ful Ki Hifajat Na Hoti, Andhera Na Hota To Roshni Ki Jarurat Na Hoti, Agar Mil Jati Har Khushi Duniya Mein, To Dil Ki Mulakaat Dard Se Na Hoti..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Agar Mujhse Pyaar Nahi To Rote Kiyon Ho.. Tanhayi Me Mere Bare Me Sochte Kiyon Ho. Agar Manzil Judaai Hai To Jaane Do Mujhe Laut Ke Kab Aauoge Ye Pochhte Kiyon Ho...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS