Maine Ek Kitaab Padi..
Jiske Pehle Safaa Pe Likha Tha…Aao Mohabbat Samjhe
Or
Aakhri Safaa Pe Likha Tha…Jo Samajh ke ki Jaye Wo Mohabbat Nahi Hoti
Or
Aaj Tak Main Mohabbat Nahi Samajh Paaya
Kyuki
Mohabbat Jab Hoti Ha Toh Samajh Nahi Rehti
Or
Jab Samajh Aati Hai Tab Mohabbat Nahi Rehti..
Q Aankhe Phir Bhar Aati H Bhahot Rone K Bad
Jina Phir B Padtahe Sab Kuch Khone K Bad
Socha Aaaj Hi Sabko Apna Salam Bhej Du
Kya Pata Kal Meri Subha Hi Na Aaj Sone K Bad
Kisi Ki Umid M Tum Ase Khoye The
Palko Se Pta Chla Tum Rat Bhr Roye The
Dhimi Si Aaht Se Tere Karib Ana Chaha
Jane Q Asa Lga Tum Hme Yad Krte-2 Soye The.
Aye Dard Mujhe Ab Sirf Tera
Hi Sahaara Hai, Zakhmo Ke
Siva Ab Kaun Hamara Hai,
Dunia Darti Hai Maut Ke Aane
Se Par, Hume To Zndgi Ne
Bahut Be Rehmi Se Mara Hai.
Tute dil ne bhi uske liye dua maangi...
meri saanso ne har pal uski khushi maangi..
jane kya dillagi thi us bewafa se ki,
maine aakhri khwahish main bhi uski wafa maangi..
Hardam Karu Yaad Tujhe
Duaao Me.. Tu Sada Khush
Rahe Apne Mohabbat Ki Chhaon
Me.. Izzat Ho Teri Sab Ki
Nigaahon Me.. Koi Gam Na Mile
Tujhe Zndgi Ki Raahon Me..!
Ho gayi shaam kisi ke intejar mein,
Dhal gayi raat usi ke intejar mein,
Fir hoga sawera usi ke intejar mein,
Intejar ki aadat pad gayi hai intejar mein
Ajmaish pyar jaroori hoti hai
Na mil pana kisi ki majburi hoti hai
yaad apko door se kar to sakten hai
lakin dil ki hasrat to mulkat se hi puri hoti haik
खामोश हो क्यों...
खामोश हो क्यों दादे-जफ़ा क्यों नहीं देते;
बिस्मिल हो, तो कातिल को दुआ क्यों नहीं देते;
वहशत का सबब रौज़ने-जिनदाँ तो नहीं है;
महरो-महो-अंजुम को बुझा क्यों नहीं देते;
इक ये भी तो अंदाज़े-इलाजे-गमे-जाँ है;
ऐ चारागरो दर्द बढ़ा क्यों नहीं देते;
मुंसिफ हो अगर तुम तो कब इन्साफ करोगे;
मुजरिम हैं अगर हम तो सज़ा क्यों नहीं देते;
रह्ज़न हो तो हाजिर है मताए-दिलो-जाँ भी;
रहबर हो तो मंजिल का पता क्यों नहीं देते।
Zalim Tha Wo Aur Zulm Ki Aadat Bhi Bohot Thi
Majboor The Hum Usse Mohabbat Bhi Bohot Thi
Us But Ke Sitam Seh Ke Dikha Hi Diye Humne
Go Apni Tabiyat Men Bagawat Bhi Bohot Thi
Waqif Hi Na Tha Ramz-e-mohabbat Se Wo Warna
Dil Ke Liye Thodi Si Inayat Bhi Bohot Thi
Yun Hi Nahi Mashoor-e-zamana Mera Qatil
Us Shakhs Ko Is Fan Men Maharat Bhi Bohot Thiii
दिल जो तोडोगे मेरा तो खुद भी बिखर जाओगे।
जी तो हम भी ना सकेँगे मगर तुम भी किधर जाओगे॥
ये मशविरा है कि आँखो मेँ बसा लो मुझको,
हम भी सँवर जायेगेँ तुम भी निखर जाओगे॥
Koi chahta hai kisi ko apnane ke liye,
koi chahta hai kisi ko tanhai se
bachane ke liye,
Mujhe bhi kisi ne chaha tha..
Magar sirf apna dil behlaney ke liye.
Zinda Hun Jab Tak Tu Aabad Rahegi,
Pyar Ki Woh Chand Mulakaten Hamesha Yaad Rahengi,
Udhar Tum Rahna Sanam Khushaal Hamesha,
Aur Idhar Zindagi Meri Barbaad Rahegi….
" NAFRAT UNSE KARO JO BHULANA JANTE HAI,GUSSA UN SE KARO JO MANANA JANTE HO,PYAAR UNSE KARO JO DIL LUTANA JANTE HO OR DOSTI UNSE KARO JO NIBHANA JANTE HO....jaise HUM" NEET
Ye Nahi Janta Ki Tujh Me Aisha Kya Hai
Tujhey Manta Hu Jyada Aisha Kyu Hai
Mere Har Ek Sawal Ka Javab To Hai
Is Musaphir Duniya Me Mera Rehnuma Tu Hai
Tere Sath Ki Aadat Si Ho Gayi Hai
Jindgi Ko Teri Jarurat Si Ho Gayi Hai
Chhod Naa Dena Jindgi Ki In Rahoo Me Hamey
Abb Tere Saharey Ki Aadat Si Ho Gayi Hai