• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Jab Bhi Teri Yaad Aayi.. Ankho Me Chaayi Wahi Ruswaai.. Yu To Jeena Chahte Thay Hum Bhi Bahut.. Par Maar Gaya Tu Aur Meri Tanhaai..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Jo Tune Diya Wo Gehra Diya, Karke Wada Tune Humko Bhula Diya, Zakham Dene Wale Tera Bhi Sukriya, Jo Zindagi Ka Tune Matlab Sikha Diya..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hum Bhi Apne Pyar Pe Naaz Karte Kash Ke Ham Unke Dil Pe Raaj Karte Jo Kal Tha Wohi Pyar Aaj Karte Hame Gum Nahi Unki Bewfai Ka Bas Armaan Tha Ke Hum Bhi Apne Pyar Pe Naaz Karte
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yeh Mana Ke Mohabbat Karna Hai Jurm Magar, Yeh Jurm Yaaro Baar Baar Karte Hain Hum, Woh Bewafa Hai Sangdil Hain Jaante Hai Magar, Unpar Yaaro Aaj Bhi Aitbaar Karte Hain Hum…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Har Zakhm Ko Seene Mein Liye Firte Hai Har Dard Dil Mein Diye Banke Jalte Hai Har Alfaz Mein Gum Ka Andhera Hai Aur Raat Ke Baad Bhi Na Yaha Savera Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • मुझे कुछ अफ़सोस नहीं के मेरे पास सब कुछ होना चाहिए था; मै उस वक़्त भी मुस्कुराता था जब मुझे रोना चाहिए था।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aisi Koi Raat Nahi Aayi Jeevan Mein, Teri Yaad Jab Seene Se Lagaata Nahi, Bas Itni Khud Se Hai Sikayat Mujhko, Kyu Duniya Ko Chhod Main Jata Nahi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ansuo ki likhawat ko padh na sakoge, . Gile Kagaz pe kuch likh na sakoge, . Yaad aayegi tumko hamari baate, . Khokar jab tum hume pa na sakoge.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • pyar kiya usse mene pyar pane ke liye.. usne kiya pyar apna matlab ajmane ke liye.. chod diya usne muje viraniyo me tadpane ke liye.. me fir bhi karta hu usse pyar ,pyar pane ke liye.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindgi Mein Kabhi Tujhe Chain Na Aayega Tanhai Ka Andhera Tujhe Har Pal Stayega Dil Bahut Roya Tere Diye Dard Mein Jab Karega Koi Tujhse Bewafai Tab Tujhe Mera Pyar Yaad Aayegaaa
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mujhe Rahne Do Eh Dost Paas Apne, Najron Se Yun Apni Tum Door Na Karo, Bas Ek Zindagi Hi Baaki Hai Paas Mere, Isko Bhi Ganvaane Pe Majboor Na Karo…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aansu Na hote to ankhe itni khubsurat Na hoti... Dard Na hota to khushi ki kimat Na hoti... Puri karta khuda sab muradein to ibadat ki kabhi zarurat Nahi hoti
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Har Or Toh Hai Vaise Uski Hi Jawani, Hain Fir Bhi Khas Khwaison Ke Khas Dastur, Sab Ki Hain Juda Rahen Sab Ke Alag Hain Daaman, Sougate Alag Sabhi Ki Toj Kiska Kya Kasur, Chidiyon Ne Pedon Par,Machhli Ne Samundar Mein, Duniya Khuda Ki Aur Jamindar Hai Magrur, Charon Taraf Hawa Ki Paani Ki Ujaalo Ki, Bikhari Hazaron Nemten Tum Kisliye Majbur…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dosti Di Dastan Jado Waqt Sunave Ga; Mainu Ek Shaks Jaroor Yaad Ayuga; Bhul Jan Gay Jindgi De Sare Gum; Jadon Tere Naal Bitaya Oh Pal Yaad Ayuga!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • khwabon me maine sapne ko bikharte dekha hai aansuon se in palkon ko namm hote dekha hai sab bolte hain mohabbat me jaan de dete hain par main ne to mohaabat me jaan lete dekha hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mere honthon pe muskan saja gaya koi Is patthar ko pyar ka matlab batla gaya koi Na hoti thi kabhi koi hulchul is dil me Apni chahton se ise dhadakana sikha gaya koi Bojhil si hone lagi thi jab saansen meri Jeene ki aas phir se jaga gaya koi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Unki tasveero ko seene se laga lete hai is tarah judaai ka gam mita lete hai, kisi tarah kabhi jikar ho jaye unka, has kar bheegi palke jhuka lete hainnnnk
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • "Kash" Sapne Haqqiqat Hote Me har Sapne Me Tujhe Dehka Kerta . "Kash" Zindgi Me Har Dua Me Pori hoti Me Har Dua Me Tujhay Manga Kerta.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tod do kasam jo khaayi hai, Kabhi yad kar lene me kya burai hai, Yad aapko kiye bin rahaa bhi to nahi jata, Dil me jagah aapne aisi jo banai hai….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS