Khush huuN ki meraa husn-e-talab kaam to aayaa
Khaalii hii sahii merii taraf jaam to aayaa
log un se ye kahate haiN ki kitane haiN “Sweet” aap
is husn ke sadaqe meN meraa naam to aayaa
तुझे उदास किया...
तुझे उदास किया खुद भी सोगवार हुए;
हम आप अपनी मोहब्बत से शर्मसार हुए;
बला की रौ थी नदीमाने-आबला-पा को;
पलट के देखना चाहा कि खुद गुबार हुए;
गिला उसी का किया जिससे तुझपे हर्फ़ आया;
वरना यूँ तो सितम हम पे बेशुमार हुए;
ये इन्तकाम भी लेना था ज़िन्दगी को अभी;
जो लोग दुश्मने-जाँ थे, वो गम-गुसार हुए;
हजार बार किया तर्के-दोस्ती का ख्याल;
मगर फ़राज़ पशेमाँ हर एक बार हुए।
"Naa Chain Hai Naa Karaar Hai,
Suna Suna Sa Hai Sab, Sab Kuch Viran Hai,
Ek Ajab Si Kasmakash Mein Hun,
Sab Kuch Hai Pass Merey Phir Bhi Akela Hun,
Sari Raat Na Soya Hun,
Teri Hi Yaadon Mein Khoya Hun.
Abhi to dil main halki si
Khalish mahsos hoti hay
Bohot mumkin hay kal is ka
Mohabbat naam ho jaye
Khayalon main yeh koun aya
Sitaroon ki chamak le kar
Mere shanoon pe bikhere hain
Yeh kis ki zulf k sayeBohot mumkin hay kal is ka
Mohabbat naam ho jaye
Yeh kasi beykhudi hay
Dil main kaisa kaif chaya hay
Yeh meri jaagti aankhon main
Kaise khuwaab lahraye
Bohot mumkin hay kal is ka
Mohabbat naam ho jaye
Aapke Yaad Main Ek Sher
Arz Hai.. Today Is Monday,
Tomorrow Is Manglwar,
Wah, Wah
Today Is Monday,
Tomorrow Is Manglwar,
I Miss U Yaar,
I Miss U Yaar..!
Kaise Bataye Kitna Karte Hain
Pyar Tumhe, Dhoondti Hai Nazren
Kyu Har Bar Tumhe, Pas Hote Ho
To Gaalon Par Gulaab Khilte
Hain, Bhool Jate Hain Dunia
Dekh Kar Dildar Tumhe, Aakar
Laga Lena Apne Seene Se Hume
Kabi.. Dil Hi Nahi Zndgi
Par Bhi Diya Ikhtiyaar Tumhe..!
Dil Ka Har Dard Kho Gaya Jaise,
Main Toh Pathar Ka Ho Gaya Jaise,
Daag Baki Nahi Ke Nishan Kahun,
Koi Deevar Dho Gaya Jaise,
Jagta Jahan Gham Ki Dhoop Mein Tha,
Chhav Paate Hi So Gaya Jaise,
Tere bina kaise kahu ki kubsurat hai jindgi, Tu mujhe bhul gyi to kya hua, Me nhi bhul saka tujhe kabhi bhi , Fir bhi hai ash tere dubara milne ki ,mujhe...
Mishal Iski Kahan Hai Koi Jamane Mein,
Ki Saaare Khone Ke Gham Paaye Humne Paane Mein,
Woh Shakl Pighli Toh Har Shay Mein Dhal Gayi Jaise,
Ajib Baat Huyi Hai Use Bhulane Mein,
Jo Muntjir Na Mila Woh Toh Hum Hain Sarminda,
Ki Hamne Der Laga Di Paltake Aane Mein,