• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • mohabbat ka ajeeb karobaar hum ne kiya... woh bewafa hi sahee magar piyar hum ne kiya... woh chorr jaaye to mut kaho bura uss ko... kasoor uss ka nahee, aitebaar hum ne kiya...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • mil mil ke bichadne ka maza kyu nahi dete? har baar koi zakhm naya kyu nahi dete..? hai jaan se pyara mujhe ye dard-e-muhabat, kab maine kaha tumse dawa kyu nahi dete.. gar apna samjhte ho to phir dil me jagah do, hoo gair to mehfil se utha kyu nahi dete..?
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zakhm Mera Hai Dard MujkoHota Hai, Es Zamane Me Kaun Kiska HotaHai, Unhe Nind Nahi Aati Jo PyarKarta Hai, Par Jo Dil Ko Todta Hai WohChain Se Sota Hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Is diL mein Dard, na jane kitna hai Us bewafa se mujhe pyar, na jane kitna hai Mar chuke hain, khuli reh gayi ankhen Humari in ankhon ko, intzaar na jane Kiska hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Maikhana Badalne Se,Na Badle Sharaab Nasha Na Ho To Shaqiii Kharaab Jab Kaddam Badhh Hi Gaye Mehkhane Ki Taraff Aye Dost Pyaare To Dubbo De Gam-E-Zindege Ke Aaj Yahan Gum Saare
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aakar Tu Dekh Mera Kya HaaL H Sans Chal Rahi H Jina Behal He MereDil Me Sirf Tera Hi Khyal H Teri 1Nazar Ki Baat H Meri Zindgi Ka Swal He.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Meri Bhi Yaaro Wahi Puraani Si Kahaani Wo Tuti Hui Kashti Wo Majdhaar Ka Paani Mujhe Bhi Kisi Ne Beech Raah Me Chhoda Naam Diya Bewafa Aur Dil Mera Toda Maine Bhi Utahaya Wahi Badnaam Sa Kadam… Mehbooba Banaya Sharaab Ko Aur Haath Me Le Li Kalam Ye Tha Ab Tak Ki Shayari Ka Safar Shaayad Uski Judaai De Rahi Hai Mujhe Ye Hunar… Uss Haseena Ki Yaad Me Mai Yunhi Likhta Rahunga Aur Isi Tarah Aap Sabko Yahan Dikhta Rahunga…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Rona padta hai ek din muskurane ke baad Yaad aate hain wo dur jane ke baad Dil to dukhta hee hai uske liye Jo apna na ho sake itni mohabbat jatane ke baad.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aziz Na Ho Ae Dil Kisi Ke Yun Itna Ke Praya Khud Ko Khud Se Hi Kar Deta Hai Ishq Aisa Nasoor Hai Jo Bas Ke Dil Mein Umar Bhar Tan Mein Zehar Bhar Deta Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mere Dil Ko Tamanna Hai Abhi Bhi, Mera Yaar Jakham Mujhko De Jaaye, Kuchh Khusiyan Rakhi Hain Sambhal Maine, Woh Aakar Mujh Se Toh Le Jaaye…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wo Ek Cherhra Hum Talash Kar Ke Roye Zinda Hain Magar Zindagi Talash Kar Ke Roye Koi Kyun Bhool Gaye Humein Bana Kar Apna Hum Khud Mein Wo Kami Talash Kar Ke Roye..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • koi parayi lagti hai ab jani pahchni.. Uski hr bate lagti hai kitni sayani.. Do pal mile sath gujarne jo unke liye.. Unhi pal me jilu is apni kahani..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kab Tak Pyar Ke Ek Pal Ka Intezar Karna Hoga... Kab Tak Is Intezar Ki Aag Me Yunhi Jalna Hoga... Mere Dil Se Ab Sabar Or Na Hoga... Akhir Kab Tak Tumhare Sath Ek Pal Jeene Ke Liye... Mujhe Yunhi Pal Pal MarnaHoga...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sagar Main Gehraayi Hoti Hai, Yaadon Main Tanhayi Hoti Hai, Is Busy Life Main Kaun Kisko Yaad Karta Hai, Aur Agar Karta Hai To Uski Yaado Main Sachhayi Hoti Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Na Meri Koi Manzil Hai Na Koi Kinara Tanhai Meri Mehfil Aur Yaadein Mera Sahara Apno Se Bichad Ke Humne, Kuch Yu Waqt Gujara Kabhi Zindagi Ko Tarshe, Kabhi Maut Ko Pukaraaaa
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jo ansu ki tarah behta gya wo raqt hu mai.. jise qadam qadam par ajmaya gya wo waqt hu mai shayad isi tarah “honey” likhi meri taqdeer khuda ne .. jise chahne wala to mila par chaha na gya aise shaqs hu mai..ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Teri yaado ko humne kabhi khone na diya Par gamo me bhi hume chup hone na diya Aasoo aaj bhi nikal aaye teri yaad mein Par teri kasam ne hume aaj b rone na diya
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khoobsurat Hai Zindagi Ek Khawab Kee Tarha; Jaane Kab Toot Jaye Kaanch Kee Tarha; Mujhe Na Bhoolna Kisi Baat Kee Tarha; Apne Dil Mein Hi Rakhna Khoobsurat Yaad Kee Tarha!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khuda ki mahobbat fanah kaun karega.. Sabhi neak ban gaye to gunah Kaun karega.. Aye khuda bewafa sanam ko bachaye rakhna.. Warna hamari maut ki dua kaun karegaaaa
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sapane hai aankho me magar nind kahi aur he. Dil to he jism me magar dhadkan kahi aur he. Kese bya kare apna hal-e-dil? Jee to rahe he magar zindgi kahi aur he.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS