• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Aziz Na Ho Ae Dil Kisi Ke Yun Itna Ke Praya Khud Ko Khud Se Hi Kar Deta Hai Ishq Aisa Nasoor Hai Jo Bas Ke Dil Mein Umar Bhar Tan Mein Zehar Bhar Deta Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pyar se pyar karna bhi ek nasha hai Dil leke dil dena bhi ek nasha hai Dilo me dard to hota hi hai dost Magar us dard ko peena bhi ek nasha hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Taskin-e-dil-e-mahazu na hui wo sai-e-qaram farama bhi gaye us sai-e-qaram ka kya kahiye bahala bhi gaye tadapa bhi gaye ek arz-e-vafa bhi kar na sake kuch kah na sake kuch sun na sake yahan hum ne zaban hi khole thi vahan aankh jhuki sharama bhi gaye aashuftagi-e-vahashat ke qasam hairat ke qasam hasrat ke qasam ab aap kahe kuch ya na kahe hum raz-e-tabassum pa bhi gaye rudad-e-gam-e-ulfat un se hum kya kahate kyonkar kahate ek harf na nikala hothon se aur aankh mein aansu aa bhi gaye arbab-e-junun pe furkat mein ab kya kahiye kya kya guzra aaye the savad-e-ulfat mein kuch kho bhi gaye kuch pa bhi gaye ye rang-e-bahar-e-alam hai kya fiqr hai tujh ko ae saqi mahafil to teri suni na hui kuch uth bhi gaye kuch aa bhi gaye is mahafil-e-kaif-o-masti mein is anjuman-e-irafani mein sab jam-ba-kaf baithe rahe hum pi bhi gaye chhalaka bhi gaye
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • क्या होता है ‪‎ठंड‬ मे, शीत लहर से ‪हाल‬! जिनके सर पर ‪छत‬ नही, उनसे करो ‪सवाल‬!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Thokar Khate H Aur Muskrate H - Is Dil Ko Sabar Karna Sikhate H. - Hum To Dard Lekar Bhi Yaad Karte H - Aur Log Dard Dekar Bhi Bhool Jate H.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • jahan main jaun hawa ka yahi ishara ho koi nahi jo yahan muntazir tumhara ho meri bujhati hui aankhon ko roshni bakhshe wo phul jo tere chehare ka ista’ara ho chala hun apni hi aavaz-e-bazgasht pe yun kisi ne dur se jaise mujhe pukara ho ganva chuke kai umren ummidvar tere kahan tak aur teri berukhi gavara ho tu pas aate huye mujh se dur ho jaye ajab nahi ki yahi hadasa dobara ho nazar farebi-e-rang-e-chaman se bach ‘makhmoor’ jise tu phul samajh le kaheen sharara ho
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Koi ilzam laga kr saza di hoti Phir meri laash sare bazar me jala di hoti Itni nafrat thi to pyar se dekha kyu tha Muje pehle hi meri aukat bata di hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bahaane se apki baat karte hain, Har pal aapki kami ka ehsas karte hain, Itni bar to aap saans bhi na lete honge, Jitni bar ham aapko yaad karte hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Baat Kya Hai Ke Mashoor Logon Ke Ghar Mout Ka Sogh Hota Hai Tyohar Sa, Jina Jina Utarta Hua Aaina Uska Lahja Anokha Khanak Dar Sa, Woh Aligad Ki Shamein Kahan Kho Gayi Ab Woh Shayar Kahan Hai Tahardaar Sa, Apna Range Gajal Uske Rukhsar Sa Dil Chamkane Lagta Hai Rukhe Yaar Sa…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khusiyan Humko Koi Deta Nahi Hai Yahan, Gham Apne Kisi Ko Dena Nahi Chahte, Kahte Hain Paas Rahne Se Pyar Kam Hota Hai, Isliye Kisi Ke Paas Bhi Rahna Nahi Chahte…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • jo manzil tak pahunch jaye Vo musafir hi kya jo pee ke behak jaye Vo sharabi hi kya chal kadam dar kadam mere sath us jahan tak jo thak gaya safar me to vo hamsafar hi kya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mana ke kismat pe mera koyi jor nahi…. Par ye such h ke mohabbat meri kumjor nahi, Us ke dil me, uski yaado me koi aur hai lekin, Meri har saans mein uske siwaa koi aur nahi..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kaisa ye rishta h jo nibhana padta h, Dard dil ko hota h hume chhupana padta h.. Saza milti h aankho ko rone ki, Or in badnaseeb labbon ko muskurana padta h...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Salo gujar gaye rokar nahi dekha Ankho mein nind thi, sokar nai dekha Woh kya jane dard mohabbat ka, Jisne kisi ko kabhi khokar nai dekha
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • bhoole hain wo kuch is tarahan se hame. Ab intezar karna hmara naseeb ho gaya hey Na jane koi khata ho gai humse Ya koi aur un k qareeb hogaya hey..ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Apno Se Door Hai Apno Ki Talash, Zindagi Se Door Hai Zindagi Ki Talash, Main Apne Aap Ko Kabhi Samajh Nahin Paaya, Ki Main Ji Raha Hu Zindagi Yaa Hun Ek Zinda Laash…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Us Ke Siwa Koi Mere Jazbat Me Nahi Aankho Me Wo Nami Hai Jo Barsat Me Nahi Pane Ki Use Koshish Bohat Ki Magar Wo Ek Lakir Hai jo Mere Hath Me nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • 1 Day DREAM asked LIFE: When’ll we all come true? LIFE smiled & replied: Never!! Bcoz the Day all of U come true, I’ll lost my meaning..!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aansuon Ke Saath Sab Kuchh Bah Gaya, Dil Mein Sannata Sa Baaki Rah Gaya, Chhod Aaya Hu Jamin O Aasmaan, Fasla Ab Aur Kitna Rah Gaya, Rafta Rafta Bujh Gaye Saare Chirag, Ek Chehra Jhil Milata Rah Gaya, Bastiyan Dhundhla Gayi Fir Kho Gayi, Roshani Ka Shahar Pichhe Rah Gaya…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS