• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Sookh Jaate Hain Lub, Lufz Milte Nahi Hota Nahi Humse Ishq Bayaan Unhe Kaise Bataoon Dil Ki Lagi Kaise Sikhaoon Aankhon Ki Zubaan!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Apni Aadao Se Yun Churana, Pagal Banana Dewana Banana, Nazro Mein Rakhkar Palke Uthana, Apni Wafao Ka Aashiq Banana, Sambhalna Woh Daman Woh Paloo Bachana, Ajab Ishq Mein Hai Ye Dil Ko Lubhana, Milakar Nazar Se Nazar Dil Mein Rakh Kar, Aata Hai Khoob Aapko Dil Ko Churana, Rakhkar Wajood Mein Dil Se Ghuzar Kar, Roz Apne Haatho Se Dil Ko Jalana,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • सोचा था इस कदर उनको भूल जाएँगे, देखकर भी अनदेखा कर जाएँगे, पर जब जब सामने आया उनका चेहरा, सोचा एस बार देखले, अगली बार भूल जाएँगे…..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sanam tu meri chahat ka ehsas rehne de, hmesha ki liye nai toh kuch pal apne pass rehne de, tu mujhe chahti nai pta hai mujhe, tu meri khushi ke liye jhute pyar ka ehsas rehne de, kamwaqt is zindagi ka kya pta kab chale jaye duniya se, sanam ek pal toh apne sath rehne de..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jakham Kuchh Aise The Dil Par, Jo Sareaam Sabko Dikhaye Na Gaye, Hamari Ki Gayi Wafa Ke Badle, Us Bewafa Se Kabhi Chukaye Na Gaye,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hosh Hai Gum Kya Karein Bhai, Kon Ab Dukhda Hare Bhai, Dal Roti Ki Badi Kimmat, Bhukhe Ab Mare Tab Mare Bhai, Doudte Doudte Halat Hai Kharab, Pet Ke Kuven Na Bhare Bhai, Jinko Mouka Mila Siyasat Ka, Mulk Ka Khet Woh Charein Bhai, Chandani Ka Jo Lutf Dete The, Police Ne Loote Woh Bajre Bhai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • हर घड़ी सोचते हैं भलाई तेरी; सुन नहीं सकते बुराई तेरी; हस्ते हस्ते रो पड़ती हैं आँखें मेरी; इस तरह से सहते हैं जुदाई तेरी।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Kafi Hai Bdkhudi Ke Liye Maut Zaruri Hai Zindagi Ke Liye Kaun Marta Hai Kisi Ke Liye Hum To Zinda Hain Bus Aapki Khushi Ke Liye. kkk
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sapane hai aankho me magar nind kahi aur he. Dil to he jism me magar dhadkan kahi aur he. Kese bya kare apna hal-e-dil? Jee to rahe he magar zindgi kahi aur he.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • kya pata tha pyar krke dil tod jaygi dil me pyar bhar k muh mod jaygi ae bewafa tu jisse b dil lgaygi dekhna kbi chain ki sans na le paygi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Meri mohhabat ka aisa fasana nikla, unko bhi mujh par hasne ka bhana nikla, jeete ji jis shaher main kadar na rahi koi, marne ke baad aashiq sara zmana nikla..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil se dil milna chahte hai, dil hi dil me phool khilna chahte hai, har khushboo bhi jese kam padegi, kuch is tarah tumse hum milna chahte hai….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aaisa DARD Diya Usne PYAR Bhi Mera Badnaam Ho Gaya", . Unse Ishq Karne ki Khata Kya Hui", . Itni Kimat Wasool ki Unhone, . Mera Kafan Bhi Nilam Ho Gya..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • नही पता था की ज़िंदगी मे आपसा भी कोई दोस्त आएगा, लेकिन अगर खुदा ने बक्शी जिंदगी दोबारा, तो आपकी कसम वापस ये दिल आपकी ही दोस्ती को चाहेगा !
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yeh Toh Vakt Vakt Ki Baat Hai Dost, Kabhi Hum Bhi Isi Arsh Ke Taare The, Aaj Aapki Najron Ko Nahi Bhaate, Kabhi Hum Bhi In Najron Ke Pyare The….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kyu Dhadkan Albeli Hai, Tanhayi Me Bhi, Kyu Palke Soyi Nai Judai Me Bhi, Kasoor To Unka Tha Jo Wo Hume Samajh Na Sake, Phir Saza Mili Hume Kyu Ruswayi Me Bhi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aansuo k sagrme dilko dubote hye Tamam raate guzar di hmne rote hye Mzak kysa kya hmse takdrne Unhe pana ske unke hote hye..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aaj Tanha Sahi Lekin Kal Manjar Nazar Aayega; Har Juban Pe Naam Har Nazar Mein Chehra Nazar Aayega; Mumkin Hai Mujhko Bhi Bhool Jayegi Duniya Lekin; Dil Mein Tamam Umar Chehra Nazar Aayega!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sukut Kurb Mein Utre To Yaad Kar Lena Kabhi Jo Toot Ke Bikhro To Yaad Kar Lena Maana Ke Tum Guftugu Ke Maahir Ho Wafa Ke Lafz Pe Atko To Yaad Kar Lena
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS