Ik Rooh Se Alag Alag
Shayad Hai Maut
Jism Se Ik Jism Ka Rooth Jaana
Shayad Hai Maut
Kya Hai Maut
Kuch Pal Ki Neend
Kuch Pal Ka Sukoon
Ya Phir Mere Khayaalo Ki Duniya
Khud Ke Khwabo Mein Ik Khwab Banana
Chalo Tum Saath Mat Dena
Mujhe beshak Bhula Dena
Naye Sapne Saja Lena
Naye Rishte Bana Lene…
Bhula Dena Sabhi Wadey
Sabhi Qasmain, Sabhi Natey
Tumhein Jaana Ijazat Hai
Jo Dil Chahe Wo Sab Karna..
Mager Ab Tum Kisi Se Bhi
Adhora Piyar Na Karna….!
only for {mousumi}
Jab Bhi Hum Zuke Khuda Ke Sajde Mein,
Khuda Se Managa Yahi Duao Mein,
Ki Kami Na Hogi Khushiyon ki Aapki Raahon Mein,
Chahe Dua Kabool Hone Ke Badle Mein,
Dam Tode Hum Khuda Ke Sajhde Mein.
Tum Kahti Ho Dekha Na Karo,
Meri Najren Bhi Ab Ganvara Nahin ,
Kal Tak Deti Thi Baahon Ka Sahara,
Aaj Meri Soorat Bhi Tum Ko Ganvara Nahi,
Khafa Kyu Ho Sanam Mere,
Tumhi Ne Toh Hamein Bhula Dena Sikhaya Hai,
Daga Deke Mohabbat Mein Daga Dena Sikhaya…
हम प्यार तो उन्ही से....
हम प्यार तो उन्ही से करते है;
पर अब ये जताना छोड़ दिया;
हम उनसे कभी रूठे ही नहीं;
और उसने भी मनाना छोड़ दिया;
मरना भी मुश्किल है, जिस शख्श के बगैर्;
उस शक़्स् ने ख्वाबो में भी आना छोड़ दिया;
ऱोना तो कभी हमें आता ही ना था;
पर अब हमने मुस्कराना छोड़ दिया;
सब पूछ्ते है कि हम क्यों लिखते नहीं;
कैसे कहे कि ज़ख्मो को कागज़ पे सजाना छोड दिया।
Raahon Mein Koun Aaya Gaya Kuchh Pata Nahi,
Usko Talaash Karte Rahe Jo Mila Nahi,
Bebas Khidkiyon Mein Sitare Udas Hain,
Aankhon Mein Aaj Neend Ka Koshon Pata Nahin,
Main Chup Raha Toh Aur Galatvahmiyan Badhi,
Woh Bhi Suna Hai Usne Jo Maine Kaha Nahin,
Takdeer bata tune mujhko kis mod pe lake chhod diya,
Ek mod talak to saath diya ek mod pe lake chhod diya,
Khud pyar kiya khud thukraya fir pyar bhara dil tod diya,
Ek mod pe aake mil bhi gaye ek mod pe aake bichhad gaye
Us mod talak to saath diya is mod pe lake chhod diya,
Takdeer bata tune mujhko kis mod pe lake chhod diya.!
जिंदगी में दो चीज़ें हमेशा टूटने के लिए ही होती हैं:
"सांस और साथ"
सांस टूटने से तो इंसान 1 ही बार मरता है;
पर किसी का साथ टूटने से इंसान पल-पल मरता है।
Rulaane Ke Liye Apni Kahaani
Hi Kaafi Hai, Ishq Me Chaar
Pal Ki Zndgaani Hi Kaafi Hai,
Doobne Ke Liye Samundar Ki
Zarurat Nahi, Apni Palko Se
Tapka Hua Paani Hi Kaafi Hai..!
Unki Fitrat Hai Bewafayi Sajan,
Hum Chahat Wafa Ki Rakhte Hain,
Dil Jalaya Hai Usne Pyar Se,
Dam Ab Bhi Wafa Ka Bharte Hain,
Sawan Ki Ghatayen Barsati Hain,
Jab Badly Chhati Hai Yaadon Ki,
Aankh Nam Ho Jati Hai,
Jab Yaad Aati Hai Un Baaton Ki…
Aaj Hamey Kohi Khata Karne Koh
Yeh Dil Chatha Hai…
Bahri Mehfil Mey Badnaam Hone Koh
Yeh Dil Chatha Hai…
Fizaon Seh Guftagooh Karne Koh
Yeh Dil Chatha Hai…
Baharoon Ser Dil Lagane Koh
Yeh Dil Chatha Hai…
Kekhashoon Koh Chune Koh
Yeh Dil Chatha Hai…
Chand Seh Nazar Na Hatane Koh
Yeh Dil Chatha Hai…
Duniya Koh Barbaat Hamari Karne Koh
Yeh Dil Chatha Hai…
Aaj Tumseh Mohabbat Ka Iqkaar Karne Koh
Yeh Dil Chatha Hai…
Apne Honthon Par Sajana Chahta Hun
Aa Tujhe Mein Gungunana Chahta Hun
Koi Aansu Tere Daman Par Gira Ke
Boond Ko Moti Banana Chahta Hun
Thak Gaya Mein Yaad Karte Karte Tujh Ko
Ab Tujhe Mein Yaad Aana Chahta Hun
Aakhiri Hichki Tere Zaano Pe Aaye
Maut Bhi Mein Shairaana Chahta Hun
Chaa Raha Hai Sari Basti Mein Andhera
Rooshni Ko Ghar Jalana Chahta Hun