• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Hum Unse Beintaha Mohbt Karte Rahe Aur Wo Hamare Pyar Ko Samaj Na Sake Hum To Chahat Ke Sagar Me Doobe Rahe Par Woh Hamare Pas Kabhi Aa Na Sake..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ye Arzoo Thi Ki Aisa Bhi Kuch Hua Hota, Meri Kami Ne Tujhe Bhi Rula Diya Hota, Main Laut Aata Tere Paas Ek Lamhe Me, Tere Labon Ne Mera Naam To Liya Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • इन आँखो मे आंसू आये न होते
    अगर वो पीछे मुडकर मुस्कुराये न होते
    उनके जाने के बाद बस येही गम रहेगा
    कि काश वो हमारी जिंदगी मे दूबारा आये न होते!
  • 9 years ago



    Tags : Eye Shayari Sms , Sad Shayari SMS , Tear Shayari Sms
  • Teri Aarzu Meri Zindgi Ka Vo Khwab H, Jiski Manjil Hi Nhi Rasta Bhi Khrabh. Hasi Se Mere Jakhmo Ka Andaja Na Lgana, Is Dil Ka Hr Pnna Dard Ki, Ek Khuli Kitab Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Teri Judayi Mein Sajan, Tere Patro Ka Sahara Hai, Viraan Meri Yeh Duniya, Tu Sansaar Hamara Hai, Najar Mila Nahi Sakti, Maafi Mangna Chahti Hun, Khat Likhti Hun Isliye, Galti Sudharna Chahti Hun…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Phir na jane kon duao mai yaad karta ha,Mai dobta hon samandar uchal deta ha. perodi;Phir na jane kon gunaaho mai yaad karta hai,Main chup rehta hoon our teacher nikal deta ha.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kisi ke bicharne ka dard saha nahi jata Usi bhola ni par bhi bhulaya nahi jata ….. Yi ek dard hi aisa hi yaaro Jo ki chah kar bhi kisi ko bataya nahi jata…..ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Us Se Door Jaane Ka Irdaa To Na Tha, Sadaa Saath Rehne Ka Bhi Waada To Na Tha, Wo Yaad Na Karenge Ye Jaante The Hum, Par Itne Jalde Bhool Jyenge Ye Aandza Na Tha..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Waqt, Dost Aur Rishte Ye Wo Chize Hai Jo Hume Muft Me Milti Hai Magar Inki Keemat Ka Tab Pata Chalta Hai, "Jab Ye Kahi Kho Jati Hai".:
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kabhi Hum Tute Toh Kabhi Khwab Tute Naa Jane Kitne Tukdo Me Armaan Tute Har Tukda Ek Aaina Hain Zindagi Ka, Har Aaine Ke Sath Laakho Jazbat Tute
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • hava ke saath badal jhoom raha tha , lagta hai pehla pyar hua tha , kuch deir ka aalam tha , ab ro raha tha . sochta tha badal hava rukne wali hai, baat mere bhi dil ki samajhne wali hai, kuch deir ka aalam tha , ab ro raha tha. sapno mein aayi thi dil mein samayi thi, yehi baat kyo us se chupayi thi, kuch deir ka aalam tha , ab ro raha tha.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • भूल जाना उसे मुश्किल तो नहीं है लेकिन; काम आसान भी हमसे कहाँ होते हैं!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kisiko Yun Rulaya Nahi Karte, Jhoote Khwab Kisiko Dikhaya Nahi Karte, Agar Koi Aapki Zindagi Main Khaas Nahi Hai, To Usse Reh-Reh Kar Ye Ehsas Dilaya Nahi Karte
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hakikat Hai Yakeen Kar Lo Main Usko Bhool Kar Khush Hun Mohabbat Mar Chuki Ab To Main Usko Bhool Kar Khush Hun Badalti Rut Ki Waja Se Tabiyat Kuch Bojhal Si Hai Yun Mera Haal Mat Poocho Main Usko Bhool Kar Khush Hun Mere Lehje Pe Mat Chonko Meri Aankhon Mein Mat Jhaanko Yun Hairat Se Na Dakho Main Usko Bhool Kar Khush Hun Tumhe Kya Weham Hai Tum Q Mujhse Poochte Ho Ae Mere Dost Main Usko Bhool Kar Khush Hun Tum Uski Yaad Se Keh Do Main Usko Bhool Kar Khush Hu Ab To Udasi Saare Ghar Mein Phelti Jaati Hai Gum Bankar Dar-E-Deewar Pe Likh Do Main Usko Bhool Kar Khush Hun!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Barf Si Ujali Pousak Pahne Huye, Ped Jaise Duaon Mein Vayast Hai, Vaadiyan Paak Mariyam Ka Aanchal Huyi, Aao Sajda Karein Sar Jhukayein Kahin, Koi Pathar Ki Lakir Nahin Hain Hum, Jispe Likhe Huye Sabd Badlate Nahin, Hum Toh Aansu Hain Palko Par Rakh Lo, Hamein Jab Ishara Karo Toot Jaayein Kahin…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aur ek kadam par thi manjil meri, jaane kion ye kismat tapak pari? Bas aur do pal me thi mulakat hamari, jaane kion ye meri duniya hil gayi?
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • कैसे बया करू अल्फाझ नही है, दर्द का मेरे तुझे एहसास नही है, पुछते हो मुझसे क्या दर्द है मुझे, दर्द य़ह है की तू मेरे पास नही है…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Har Roz Bhula Dete Ho Kamal Krty Ho Hansty Ko Rula Dete Ho Kamal Krty Ho Nahi Hy Mohabbat To Saaf Keh Do Kiun Umeed Barha Dete Ho Kamal Krty Ho Hum Tumhain Bhoolne Lgty Hain Jb Bhi Aa k Pyaar Jata Dete Ho Kamal Krty Ho Jante Bhi Ho k Ek Hi Dia Hy Mere Ghar Main Phir Bhi Hawa Dete Ho Kamal Krty Ho Bhoolne Ka Jo Mujhy Har Roz kehty Ho Yun Yaad dila Dete Ho Kamal Krty Ho Khud Hi Kehty Ho k Nasha Haram Hy Aur Jaam Bhi Thama Dete Ho Kamal Krty Ho....
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Ki Mehfil Me Ek Sher Hum Bhi Arz Kiya Karte Hai.. Na Kisi Se Marham Na Duaon Ki Ummed Kiya Karte Hai.. Kayi Chehre Lekar Log Yaha Jiya Karte Hai. Hum In Aasunao Ko Ek Chehre Ke Liye Peeya Karte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ab wafa se mukar gya hai Dil, Ab Mohabbat se dar gya hai Dil, Ab Sahaaron ki baat mat krna, Ab Dilason se bhar gya hai Dil, Jab Bulate thy zinda dil thy hum, Ab na aao k mar gya hai Dil..! Ab wo pagal pan na wehshat hai, Chot kha kha kar Sambhal gya Hai Dil...!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS