• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • KEH CHUKE THE WO HAMSE APNE DIL KI BAAT KARNA CHAHTE THE BAYAAN HAM APNA DIL-E-HALAT CHALE GAYE WO OR BAND HUI MULAKAT JANE KAISE KAB MILE WO CHHOOT GAYA JO SATH.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • बादाम खाने से उतनी अक्ल नहीं आती... जितनी धोखा खाने से आती है.....
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Humne Kab Us Se Mulaqat Ka Wada Chaha, Door Reh K To Aur Bhi Zyada Chaha, Yaad Ati He Muje Or B Shiddat Se Uski Bhol Jane Ka Jab Bhi Irada Chaha.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ek Lehar Si Uth Rahi Hai Mann Mein Mere Kyu Dil Yeh Mera Bekaraar Hai Kya Yeh Sirf Mere Dil Ki Pukar Hai Ya Shayad Isi Ka Naam Pyar Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Koi raasta nahi Duwa k siwa, Koi sunta nahi Khuda k siwa, Maine bhi Zindagi ko Bahot karib se dekha hai, Mushkil me koi Sath nahi deta Aansu k siwa..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hr Pal Gamo Ki Yad M Jalti He Jindgi, Bas Mom Ki Tarah Se Jalti He Zindgi, Kya Raz Y Ishq Hua H Jabse, Barbadiyo Ki Raah Pe Jalti He Zindgi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aksar mai apni raat youn barbaad karta hun, baith k kisi kone mei unko yaad karta hun, uske wapis aane ki ummid to chhod di kab ki, phir bhi dehlez pe apna waqt barbaad karta hun.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • छोड दिया हमारा साथ तो कोई गम नहीँ। भुल जायेँगे आप हमे, भुलने वाले हम नहीँ। मुलाकत हो ना पाई तो कोई बात नही। आपकी एक याद मुलाकत से कम नही।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Na wo aa sake Na hum jaa sake. Dard e dil kisi ko na suna sake, Yaado ko leker baithe hai aas me unki, Na unhone yaad kiya Na hum Unhe bhula sake…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • BHOOLTA LAAKH HOON LEKIN BAR BAR YAAD AATE HAIN AAKHIR TARK-E-ULFAT PAR WO KYUN KAR YAAD AATE HAIN HAQIQAT KHUL GAYI HASRAT TARE TARK-E-MOHABBAT KI TUJHE TOH AB WO PEHLE SE BHI BADH KAR YAAD AATE HAIN.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Gehri Thi Raat, Lakin Hum Khoye Nahi; Dard Bahoot Tha Dil Mein, Lakin Hum Roye Nahi; Koi Nahi Hamara Jo Puche Humse; Jag Rahe Ho Kisi Ke Liye, Ya Kisi Ke Liye Soye Hi Nahi!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kyun mili hamein aisi sazaa? Kabhi ki nahin koi khatha! Mouth bhi nahin naseeb hothi, Usne jaathe jaathe jeene ki jo dedi dua! Bohoth hi dard hotha hai, hotha hai aye mere khuda!!!ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kyon Mere Dil Ko Diye Hain Jakham Aapne, Kyon Mere Pyar Ko Aapne Aise Bhula Diya, Wada Toh Kiya Tha Saath Nibhane Ka Magar, Kyun Sagar Ko Fir Aise Hai Daga Diya…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Meri maut ka waja hai har koi maut to hum dono ki sath hui mere armanon ki jinho ne sada mera sath dia aur meri jis ne sirf tujhe hi yaad kiya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aansoo Joh Beh Rahe Hein Inhein Behne Do, Yeh Keh Rahe Hein Dil Ki Baat, Kehne Do Bohat Bewafa Ho Tum, Yeh Humko Hai Maloom Tum Apni Wafa Ki Baat, Apne Tak Hi Rehne Do..!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ishq tujhse karta hoon main zindagi se zyada Main darta nahi maut se teri judaii se zyada Chahe to aazmale mujhe kisi aur se zyada Meri zindagi me kuch nahi teri mohabbat se zyada.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bahut Chaha Magar Unhe Bhula Na Sake Khayalo Me Kisi Aur Ko La Na Sake Unko Dekh Ke Ansu To Ponchh Liye Par Kisi Aur Ko Dekh Ke Muskura Na Sake.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tera Sach Hai Tere Dard Mein, Jhoot Likha Hai Sab Kitabon Mein, Ek Se Mil Ke Sab Se Mil Lijiye, Aaj Har Sakhs Hai Nakabo Mein, Tera Milna Tere Nahin Milna, Ek Raasta Kayi Sarabo Mein, Unki Nakamiyo Ko Bhi Giniye, Jinki Sohrat Hai Kamyabo Mein, Roshni Thi Sawal Ki Had Tak, Har Najar Kho Gayi Jawabon Mein…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS