• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Unse mil kar bichhdna dastoor ho gaya, yaadon me unki dil majboor ho gaya, kasoor nahin isme kuch bhi unka, hamari chahat hi itni thi ki unhe guroor ho gaya !
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mere pyaar ko duniya mein koi samajh na paya, Rote thay jab tanha koi mere saath na aaya, Mita diya khud ko unke liye pyaar mein, Aur wo kehte hai ki mujhe pyaar karna na aaya…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bahaane se apki baat karte hain, Har pal aapki kami ka ehsas karte hain, Itni bar to aap saans bhi na lete honge, Jitni bar ham aapko yaad karte hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aankho Me Aasoo Ke Lakeer Ban Gye, Socha Na Tha Kbhi Aise Taqdeer Ban Gye, Hum Ne Fehri Thi Reat Me Ungliya. Gur Se Dekha To Zalim Tere Tasveer Ban Gye..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bharosa Ho Agar To Aap Uska Intezar Kiya Karo Har Dard Ko Seh Lo Uske Liye Tum Uske Sb Dukh-Dard Tum Liya Karo Ankho Me Aansoon Na Laana Gam Me Gam Ko Bhulane Ke Liye Tum Bhi Sharaab Piya Karo
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Gamo Ki Barsaat Samete Betha Hu, Kisi Bewfa Se Dhoka Khaye Betha Hu. Jane Kab Dega Upparwala Maut Mujhe, Khuda Ke Bharose Aas Lagaye Betha Hu...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yaad Aye toa Ankhey band mat karna Hum chale bi jaye to gham mat karna Yeh zaruri nahi ki har rishtey ka koi naam ho Par pyar ka ehsaas apne dil se kam mat karna...ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pyar nahi asan jo koi aam kar sake, Ye to kam hai dil walon ka. Panah mil jati ek her mod pe, Pyar nahi milta hai kisi dildar ka.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • koi gila na koi shikwa rahe aapse ye aarzoo hai ek silsila bana rahe aap se bas ek baat ki umeed hai aapse khafa na hona agar hum khafa rahain aap se.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • इंतज़ार की आरज़ू अब खो गई है; खामोशियों की आदत हो गई है; ना शिकवा रहा ना शिकायत किसी से; अगर है तो एक मोहब्बत, जो इन तन्हाईयों से हो गई है।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Mei Jo Aaya Likh Diya, Kabhi Milan Kabhi Judai Likh Diya, Ab Tumsey Na Milna Mazburi Hai Meri, Isliye Hamney Apni Zindgi Ka Naam Inzaar Rakh Diya.......
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Phoolon Ki Wadi Me Ho Basera Tera, Sitaron Ke Aangan Mein Ho Ghar Tera, Dua Hai Ek Dost Ki Ik Dosti Ka K Tujh Se Bhi Khubsurat Ho Naseb Tera.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • 1 KASAK DIL ME DABI RHA GAYE, ZINDAGI ME AAP KI KAMI RHA GAYE, ITNI ULFAT KE BAAD BHI AAP MUJHE NA MILE, SAYAD MAIRI CHAHAT ME KOI KAMI RAH GAYE.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kabhi Kabhi Main Yu Sochta Hu Ke Mujhe Teri Talash Kyu Hai Ki Jab Hain Sare Hi Taar Tute Toh Saaj Mein Kampan Kyu Hai, Koi Agar Puchhta Yeh Hamse Batate Hum Gar Toh Kya Batate, Bhala Ho Sabka Ke Yeh Na Puchha Ki Dil Pe Aisi Kharash Kyu Hai, Uthake Hatho Se Tumne Chhoda Chalo Na Jaanbujhkar Tune Toda, Ab Ukta Hunse Toh Yeh Na Puchho Ki Sisha Yeh Chur Chur Kyu Hai,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • तोड़ दो कसम जो खाई है, कभी याद कर लेने मे क्या बुराई है, याद आपको किए बिन रहा भी तो नही जाता, दिल मे जगह आपने ऐसी जो बनाई है !
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tum Daga Karo Tab Bhi Gaddar Nahi, Hum Wafa Karein To Bhi Gunahgar Hain, Khata Teri Nahi O Sanam Mere, Yeh To Waqt Waqt Ki Maar Hai….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Tod K Inam-e-wafa De Gye Kya Khub Mohbat Ka Sila De Gye Itni C Hui Khata Hmse K Pyar Se Dekha Unhe Or Wo Ankho Ko Tarasne Ki Saza De Gye..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS