Mujhe Tohfe Diye Har Kadam Khuda Ne,
Bhale Hi Dukhon Se Meri Jholi Bhari Hai,
Na Jaane Kaisi Likhi Hai Meri Takdeer,
Har Mod Par Ek Nayi Musibat Khadi Hai…
Dooriyon ki na parwah kijiye,
Dil jab bhi yaad kare ek miss call dijiye,
Hum dur jyada nahin aapse,
Hame dekhna chahe to
Aankhon ko palko se mila lijiye.
Tere Liye Hi Luta Dala Jeevan Sara,
Kash Khud Ke Liye Bhi Hum Jiye Hote,
Sochte Hai Kyu Banaya Naasur Jakhmon Ka,
Kaash Tere Diye Jakham Humne Siye Hote….
Apne Pyar Mein Woh Hamein Badnaam Samjhate Hain,
Unpar Hum Fida Huve Toh Apna Gulaam Samjhate Hain,
Man Ke Pujaari Ki Unko Kuchh Bhi Kadar Nahi,
Tan Ke Pujaari Ko Woh Apna Bhagwan Samjhate…
एक-एक क़तरे का...
एक एक क़तरे का मुझे देना पड़ा हिसाब;
ख़ून-ए-जिगर वदीअत-ए-मिज़गान-ए-यार था;
अब मैं हूँ और मातम-ए-यक शहर-ए-आरज़ू;
तोड़ा जो तू ने आईना तिम्सालदार था;
गलियों में मेरी नाश को खेंचे फिरो कि मैं;
जाँ दाद-ए-हवा-ए-सर-ए-रहगुज़ार था;
मौज-ए-सराब-ए-दश्त-ए-वफ़ा का न पूछ हाल;
हर ज़र्रा मिस्ले-जौहरे-तेग़ आबदार था;
कम जानते थे हम भी ग़म-ए-इश्क़ को पर अब;
देखा तो कम हुए पे ग़म-ए-रोज़गार था।
Yaad Aye toa Ankhey band mat karna
Hum chale bi jaye to gham mat karna
Yeh zaruri nahi ki har rishtey ka koi naam ho
Par pyar ka ehsaas apne dil se kam mat karna...ii
Siyahiyon ke bane harf harf dhote hain
ye log raat mein kagaz kahan bhigote hain
kisi ke shah mein dahaliz par diya na rakho
kivad sukhi hui lakadiyon ke hote hain
charag pani mein maujon se puchate honge
wo kon log hain jo kashtiyan dubote hain
qadim qasbon mein kya sukun hota hai
thake thakaye hamare buzurg sote hain
chamakati hai kaheen sadiyon mein aansuon ke zamin
gazal ke sher kahan roz roz hote hain
Ab Use Kya Yaad Karna,
Vakr Gujra Tha Gujarana,
Kabhi Halke Halke Kabhi Bhari,
Kadmon Mein Chadna Utrana,
Dard Ke Sailab Mein Bhi,
Khusi Ka Hai Ek Jharna,
Tutae huyae paimanoo main jaam nahi aata
Dil ke marij ko aaram nahi aata
Aye dil todne wali jara ye too pucha hota
Toota huya dil bhi kisi ke kaam nahi aata..ii
Deep Nahi Dil Jale Hai Khali,
Kaise Manaun Main Ye Dipawali,
Patakho Ka Sor Kaise Achha Lage Mujhe,
Jab Sataati Hai Mujhko Baccho Ki Bhi Taali,
Charo Taraf Deepo Ki Roshni Bharpoor Hai,
Per Ye Dil Andhero Me Rone Ko Majboor Hai,
Ab To Her Dua Lage Hai Gali,
Deep Nahi Dil Jale Hai Khali,
Kaise Manaaun Main Ye Dipawali…
Aaj Maine Unko Khafa Kar
Diya, Aisa Laga Jaise Khuda
Se Dagaa Kar Diya, Kaise
Manuoo Unhe Sochta Rha Din
Bhar, Aansuon Ne Bhi Saath
Nibhne Se Manaa Kar Diya..!