• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Yakin Ka Agar Koi Bhi Silsila Nahi Raha, Toh Sukr Kijiye Ki Ab Koi Gila Nahi Raha, Na Judayi Hai Na Milan Hai Ab Isko Koi Kya Kahe, Ki Phool Sakh Par Toh Hai Magar Khila Nahi Raha, Khajane Tumne Paaye Toh Garib Jaise Ho Gaye, Palak Par Ab Koi Moti Jhilmila Nahi Raha,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sham SURAJ Ko DHALNA Sikhati Hai, Shamma PARWANE Ko JALNA Sikhati Hai, GIRNE Waale Ko Hoti To Hai TAKLIF, Lekin "THOKAR" INSAN Ko CHALNA Sikhati hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aankhon Ko Neend Ab Satati Nahi. Teri Yaad Ab Kabhi Rulati Nahi. Agar Bhul Sakta Tujhe Mere Sanam... Teri Parchhai Ab Mujhe Bulati Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pasand Karta Hun Har Haseeno Ko, Magar Dil Mein Basane Ke Liye Jagah Nahi, Thukra Dete Hain Begane Samajhkar, Uski Hoti Koi Thukraane Ki Vajah Nahi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pyar Karta Hun Main Jinko Khuda, Khush Rakhna Unhe Yeh Fariyad Karta Hun, Bhale Hi Bhool Gaye Hon Woh Mujhko, Magar Main Ahr Pal Unko Yaad Karta Hun…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • ..Mohabbat Phool Ha¡ JaNa, ..Kaho To Phool Ban Jaon.. ..Tumahri Zindagi Ka Ek ..Haseen Asool Ban Jaon… ..Suna Hai Rait Pe Chal K, ..Tum Aksar Mehak Jatay Ho, ..Kaho To Ab K Bar Mein, ..“Zameen Ki Dhool Ban Jaon”…? ..Buht Nayab Hotay Hain, ..Jinhey Tum Apna Kehtey Ho...! ..Ijazat Do K Mein B, ..Is Qadr Anmol Ban Jaon....
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bahut bikhra bahut toota thapde sah nahi paaya, hawaon ke isharon par magar main bah nahi paaya, adhoora ansuna hi rah gaya ye pyaar ka kissa, kabhi tum sun nahi paayi kabhi main kah nahi paaya
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • किसी ने कहा आपकी आँखे बड़ी खूबसूरत है, मैने कह दिया कि, बारिश के बाद अक्सर मौसम सुहाना हो जाता है....
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • "Saza hume ye kaisi mili dil lagane ki, Ro rahe magar tamnna thi muskurane ki, Apna dard kise dikhau aye dost, Dard bhi usine diya jo wajah thi muskurane ki…"
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Is Kadar Dil Ko Dukhana Achha Nahi Hota, Har Kisi Se Yun Dil Ko Lagana Achha Nahi Hota, Kuchh Riste Hote Hain Aise Jinme Behtar Hai Dooriyan, Itna Bhi Kisi Ke Paas Jana Achha Nahi Hota…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hamse Barbaadi Ka Jasan, Manaya Na Jaayega, Hamse Teri Arthi Ka Bojh, Uthaya Na Jayega, Marna Hai Toh Kahin Or Jakar Mar, Hamse Teri Mayyat Ko Dafnay Na Jaayega, Dard Ka Mere Aap Yakin Kare Ya Na Karen, Arj Itni Hai Ke Is Raaj Ki Charcha Na Karen…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ishq to kehte hai rab ki ibadat hai kyu bhala izhaar se darte hai log halaat ko kabu karne ko kehte hai jab ki kisi ka nahi hai is dil pe zor…..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jindagi bahut kuch sikhati hai, Kabhi hasati hai kabhi rulati hai, Khud se bhi jyada kisi par vishwash matkarna, Kyuki andhere mein toh parchai bhi saath chod jati hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mere dil me tumhare liye kitna pyar hai tum kya jano Meri aankhon ko bas tumhara hi intzar hai tum kya jano Log kahte hain pyaar karoge to maroge Lekin mai to ji rahi hu tumko pyar karne ke liye tum kya jano
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bahut Roya Tha Me Jab Mera Janam Hua Aur Hans Rahi Thi Ye Dunia.. Badla Lunga 1 Din Hasta Hua Chala Jaunga, Aur Royegi Ye Dunia!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Humne socha unke pyar me tadapna chhod denge Unke liye tarasna chhod denge Dil ko bola tu bhul ja unhe Kambakht Dil bola-Hum Dhadakna.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Na Jeene Ki Khushi Na Marne Ka Gam Hme Sirf Hai Unse Na Milne Ka Gam Jeete Hain Isliye Ki Hmare Kehlayenge Vo Marte Nhi Isliye Ki Akele Reh Jayenge Vo
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard-E-Judaai Sehna Mushkil Lagta Hai, Tumhaare Bin Yu Rehna Mushkil Lagta Hai, Jaante Hain Hum Bhi Ke Har Kisi Ko Mukammal Jahan Nhi Milta, Isiliye Shayad Tumse Kuch Kehna Bhi Mushkil Lagta Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS