• Categories
  • Friendship SMS   2923
  • वक्त की यारी तो हर कोई करता है मेरे दोस्त,,, मजा तो तब है जब वक्त बदल जाये पर यार ना बदले....
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Aik Aik Lamhay Pay Merey d0ston ki Hifazat Karna Aey Mery *.ALLAH.* Har wqt mujh se Pangay Letay Hen, Kisi Din k0i mujh se zaya na ho jae...!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Khush Nahi Phir Bhi Sabko Khush Rakhte Hai Hum, Laparwah Hai Phir Bhi Sabki Parwah Karte Hai Hum, Maloom Hai Koi Mol Nahi Hamara, Phir Bhi Kuch Anmol Logo Se Rishta Rakhte Hai Hum...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Teri Ulfat Ko Kabhi Nakaam Na Hone Denge, apne Rishte Ko Bhi Badnaam Na Hone Denge, Meri Zindagi Mein Suraj Nikle Na Nikle, Par Teri Zindagi Mein Kabhi Sham Na Hone Denge..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • FRiEND in different lanaguages... Iranian - DOST German - FREUND Herbew - CHAVER French - AMi Pinoy - KAiBiGAN Dutch - VREND Mexican - AMiGO
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dost Aapko Humse Bhi Achhe Mil Jaayenge, Aap Humko Dost Banakar Kya Karoge, Aapka Toh Intezaar Kar Rahi Hain Khusiyan, Aap Sagar Ke Ghamon Ko Apnakar Kya Karoge Sweet
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Kaho usise jo na keh kisise, Mango usise jo de khushi se, Pyar ho usise jo mile kismet se, DOSTI karo usise jo jindgi sajaye hasi se!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dosti Ki Raah Me Bewafai Nahi Hoti Dosti Se Badhke Koi Khudaai Nahi Hoti Mehsoos Hoti Hai Kami Dosto Ki Lekin Yadoon Ke Siwa Koi Dawai Nahi Hoti
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Uff...! Dosti ka sara kaam mujhe hi karna parta hai, Miss Bhi, Wish Bhi, Care Bhi, Sms Bhi, Call Bhi, Koi baat nahi.. ok ok ok Qki har ek friend jaruri hota hai yaar....
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Khuda Ne Aapki Bhukh Dekhi To Bhojan Bnaya, Pyas Dekhi To Paani Banaya, Neend Dekhi To Bistar Banaya, Aur Bina Dost Ke Dekha To Mujhe Fasaya.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Kya mangu khuda se apko pane k bad Kiska karu intezar aapke aane k bad, Kyu doston pe jaan lutate hain log Malum hua aapko dost banane ke bad...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dosti Ek Dil Ka Naata He, Jo Badi Ibaadat Se Nibhaya Jata He, Isme Duriya Ho To Koi Parwah Nahi, Kyunki Dosto Ko Aankho Me Nahi, Dil Me Basaya Jata He..!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Chla ja re SMS ban ke gulab, hogi sachchi dosti to aayega javab, agar naa aaye to mat hona udas, bas samjh lena ki mere liye vakt nhi tha unke paas.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Muskurana Hi Khusi Nahi Hoti Umar Bitaana Hi Zndgi Nahi Hoti Khud Se Bhi Jayada Khayal Rakhna Padta Hai Dost Ka Sirf Dost Keh Dene Se Hi Dosti Nahi Hoti..!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Yoon Aaino Se Kab Talak Tum DilBehlaoge, Jab Andhera Hoga Khud Ko TumTanha Paoge, Kiya Jo Mujh Par Ehsaan MujhseDosti Karke, Kasam Se Ab Tum Umar-bharTanhai Ko Taras Jaoge.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Har Yaad Mein Apki Yaad Rahti Hai Hamaari Ankhon Mein Aap Ki Talaash Rahti Hai Kuch Hamaare Liye Aap Bhi Dua Karna Suna Hai Dosti Ki Duaon Mein Faristo Ki Awaaz Rahti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Lab Khulte Hai Band Ho Jate Hai, Sacche Dost Milte Hai Bichad Jate Hai, Per Jab Saath Bitaye Din Yaad Aate Hai Toh Hasti Aankhon Se Bhi Aansoo Nikal Aate Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Teri dosti hame apni jaan se bhi pyari hai, Jo kisi aur ke paas nahi wo yaari hamari hai, Shukra hai us pal ka jab aaye tum hamari zindagi mein, Tumhe kabhi jaane nahi denge, ye zidd ab hamari hai...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Vacancy in my Heart 4 a True Friend Eligibility: Loving & Caring, Duty: To Luv, Experience: Not required, Salary: Never Ending Luv, Joining: ASAP, R U interested?
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS