प्यार की मस्ती किसी दुकान में नहीं बिकती,
अच्छे दोस्तों की दोस्ती हर वक़्त नहीं मिलती,
रखना सदा दोस्तों को दिल में सजाकर,
क्योंकि यारों की यारी कभी गैरों से नहीं मिलती।
Dard Gairon Ko Sunane Ki Jarurat
Kaya Hai,
Apne Saat Auron Ko Rulane Ki Jarurat
Kaya Hai?
Waqt Yunhi Kam Hai Dosti Ke Liye,
Ruth Kar Waqt Gawane Ki Jarurat Kya
Hai??
Jab bhi dosti ki dastan waqt sunayega.. Tum ko bhi koi shaks bhut yaad ayega.. Bhul jaoge jamane ke har gum ko ... Tab humare saath biya hr lamha tumhe yad ayega......®
दर्द ज़ाहिर कभी करने नहीं देता मुझको
अश्क आंखों में भी भरने नहीं देता मुझको
जानता हूँ, कि मैं अब टूट चुका हूँ लेकिन
वो तो इक शख्स बिखरने नहीं देता मुझको !
Hum Apse Hamesha Rishta Banaye Rakhenge;
Apki Dosti Dil Me Basaye Rakhenge;
Badalte Waqt Ko Hum Rok Nahi Sakte;
Par Is Dosti Ko Hamesha Palko Pe Sajaye Rakhenge..
Bina Khawaboon K Bhi Koi So
Paya Hai, Bina Yaadon K
Bhi Koi Kho Paya Hai, Dosti
Apki Darkhen Hai Is Dil
Ki, Dil Bhi Kabhi Darkhan
Se Juda Ho Paya Hai..
Dosti baris ka naam nahi ke barse aur thum jaye,
Dosti suraj nahi ke chamke aur dub jaye,
Dosti to naam hai saans ka jo chale to "ZINDAGI" or Ruke to"MOUT" Ban jaye.