Ankhon main malaal hai Aey dost
Mujko tera khial hai aey dost
Zindagi bewafa hi sehi
Pyar to lazwaal hai aey dost
Hijraton k azaab mosam main
Tumse milna mohaal hai Aey dost
Raat din tuj hi ko main sochta hon
Ab to ye haal hai aey dost
Maal o Dolat k hasool ki khatir
Har soo qatal o qataal hai aey dost
Lakh bura tujko kahe ye dunian
Mgr to be misaal hai aey dost
Maine aapko kabhi ye to nahi kaha ki,
Main karta hun msg aapko isiliye aap bhi mujhe msg karo,
Lekin mere pyare dost,
Zinda ho tum ye batane ke liye kabhi to msg kiya karo..
Door Ho Jau To Zra Intezar Krna,
Apne Dil Me Itna To Aitbaar
Rkhna, Lout K Aayenge Hum, Agar
Kahi Chale Bhi Gaye To, Aap
Bas Hamse Ye Dosti Brqrar Rakna.
Dil ki baat chupana meri adat nahi.
kisi ka dil dukana meri adat nahi.
Aap sochte hain hum bhul gaye apko sweet
par ithne acche dost ko bhulana meri adat nahi.
" Kuch Rishte Anjaane Me Bn Jaate
Hai,..
Pehle Dilse, Phir Zindagi Se
Jud Jaate Hai,
Kehte Hai Us Safar Ko Dosti.
Jisme
Anjaane Aksar Apne Ho Jaate Hai"
" सागर के किनारो पे खजाने नहीं आते।
पल जो फीसल गये हाथ से
वो दुबारा नहीं आते।
"जी भर के जीलो इन हसी पलो को जनाब।
क्योंकी....
फीर लौटके वो दोस्ती के जमाने नहीं आते।"
Aana Hamara Kisi K0 Gawara Na Hua Har Musaafir Zindagi Ka Sahaara Na Hua Milte Hain Bahut Log Is Iss Zindagi Mein Par Koi Bhi Dost Tumsa Pyaara Na Hua!
Naa koi rishta naa koi shartBas ek anjana see ehsaasJaise jindagi odh aayi hoEk halka saa libasAur baahein phailaaye keh rahi hoMujh se dosti karogeEk umar mera sath dogeBas yahi ek ehsaas hainJo hamein dosti ke liye prerit karta hain...
`
Khuda kaise karoon shukriya iss din ke liye
Jis duniye tumhe dharti pe bheja hamare liye
Naa jaane kyon main intezaar kar raha tha
Shayad janmdin hai tumhara iss liye
Meri har ek dua hai teri lambi umr ke liye
Dil khud jaanta hai tu na ho dhadkega kis k liye