Fursat Kise Hai Zakhmo Pe
Marham Lagane Ki.. Nigahen
Badal Gayi Apne Aur Begane
Ki.. Tum Na Chhodna Dosti
Ka Haath Kabi.. Warna Tamanna Na
Rahegi Naye Dost Banane Ki..
A Very Emotional Lines :
.
.
Maine”Maa”Se Pucha, “Kab Tak Meri Fikar Me is Tarah
Raton ko jagti Rahogi?”
:
“Maa”Ne Pyar se Mera Maatha Chooma
Aur Kaha: “Jab Tak tu Apni Dusri Maa
se
Rat ko Phone pe Bat karna nahi Chodega..
:
MAA SAB JANTI HAI..!! ;
1 like to bnta hai maa ♥ ke liye dosto
Bheege Mausam Ki Khushbu
Hawao Mein Ho
aapki Yaado Ka ahsas In Fizao
Mein Ho
Yun Hi Sada Rahe aapke Hoto Pe
Muskurahat, Itna asar Is Dost Ki Duaon Mein
Ho..
Sagar Ki Zindgi Ke Alag Usul Hain,
Dost Ki Khatir Kante Bhi Kubul
Hain, Hans Kar Chaldu Kanch Ke
Tukdo Par. Agar Mera Dost Kahe
Ki,
Ye Mere Bichhaye Huye Phool Hain.
ज़िन्दगी तो सस्ती है यारो
पर
जीने के ढंग बड़े महँगे हैं .
जिंदगी की रफतार इस तरह बनाओ
की ,कोई दुश्मन आगे नीकल जाए तो चलेगा.. लेकिन
कोई दोस्त पीछे ना छुट जाए...
Andhere Me Raasta Dekkhna Mushkil Hota H
Tufaan Me Diya Jalana Mushkil Hota H
Kisi Se Bhi Dosti Itna Karna Mushkil Nahi
Magar Dosti Nibha Pana Mushkil Hota H
aapki duaao se hame wo sahara mila .
jo mil na saka wo kinara mila.
kin lafjon me hum bayan kare ke, jaane kitno ke beach me koi friend itna pyara mila@Khan@
Jiske Paas Kuch Nhi Hai Us
Pr Duniya Hasti Hai, Jiske
Pass Sb Kuch Hai Us Se
Duniya Jalti Hai, Hamare
Paas Ap Jaise Dost Hai Jinhe
Pane Ke Liye Duniya Tarasti Hai.
Isk aur dosti meri zindgi ka guman h,isk meri rooh to dosti mera jahan h,isk pe kar du fida apni sari zindgi pr dosti pe mera isk bhi qurban h.ASHISH SHUKLA
Khuda Ne Agar Ye Silsila Banaya Na Hota...
Ek Dost Ko Doosre Dost Se Milaaya Na Hota...
Kitni BeJaan Ho Jaati Ye Zindagi....
Agar Aap Jaisa Dost Maine Paaya Na Hota....
Hamein Jeene Nahi Deti Hai Ye
Gujri Hui Yaaden ,
Hum se Bhooli Nahi Jaati Hain
Ye Beeti Hui Baaten ,
Ab Kaise Kahen Tumse Hum
Dost Teri Baaten , Hamein Har Pal Yaad Dilati Hai
Teri Har Choti-Choti Baaten..
Zindagi me 4 baate jo tumhara sath kabhi nhi chodegi 1. DIL ki dhadkan 2. parchhayi 3. Khushiyan 4. EK us se Rishta, jiska aap sms padh rahe ho samjhe..:)
Dosti Karo To Hamesha Muskura Ke,
Kisi Ko Dhokha Na Do Apna Bana
Ke, Kar Lo Yaad Jab Tak Hum
Zinda Hai, Fir Na Kehna Chale
Gaye Dil Mein Yaadein Basa Ke.